Forex business main learning is earning key

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business main learning is earning key
    agar hum forex busines main kuch kamana aur apna future banana chahtay hain to pehla step forex k bary mian learn krna ho ga apni skill ko polish karn ho g tub ja k ash experienc aur earning hasil kar sakian gay
    aur jo log earning k baghair kaam start kar daity hain un ki post quality b ashi nai hoty aur woh earn b nai kar sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business main learning is earning key

    Hamen acchi learning Kajal Karke forest mein mehnat se aur Lagane se kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham is per Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen market ke aap aur Market ke don ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie ya Ek real business
    • #3 Collapse

      Re: Forex business main learning is earning key

      forum main achi eanring kar k hi hum sucesful tradr ban sakty hain but hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum sucess hhon gay aur forum man part time mainbi job ka rk hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum practice kar k hi hum trade karny k kabil ho sakty hani but hamain practice karni ho gi ta k earn karein gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex business main learning is earning key

        Assalamu Alaikum dear Forex member ji bilkul theek kaha aapane ke Forex per kam karte hue Hamen learning is earning ko follow karna chahie Kyunki Agar Hamari learning Nahin Hogi To Ham Achcha Kaun nahin kar Sakenge aur Hamari earning bhi nahin Hogi isliye Hamen chahie ki Ham apni learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen Forex ke rules and regulations ko samjhaie unko follow kate hue kam Karen ke hamara kam quality ka ho aur ham acchi earning kar sake learning Hogi Tu Hi Ham Achcha quality ka kam kar Sakenge mistakes to avoid kar Sakenge aur quality kam kar Sakenge Aur Is Tarah Hamari earning bhi Hogi isliye apni learning per focus Karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex business main learning is earning key

          Ji bilkul theek ka learning is earning key Ham jitni jyada learning hasil karenge tuti jyada Ham annoying hasil kar sakenge same like that learning is directly proportional to earning agar hamari learning jyada hogi to hamari earning bhi jyada hogi aur hamari learning kam hogi to hamari earning b kam.ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Forex business main learning is earning key

            Dear riends ap ki bat bilkul theeek hai pak forex mai learning earning ki key hai kun k hm chaye jitna b tym forex ko dy jitni b es mai mehnat kary laken jab tak hm os mai learning nai kary gy tab tak un bato ka koi maqsad nai hai es liye jo b karna chaty hai ap forex mai osy sahe learning k bad he kiye jaye ta k hmari mehnat or tym sahe sy west ho.
            • #7 Collapse

              Re: Forex business main learning is earning key

              ji bilkul theek Kaha aapane forex Business mein learning is earning key agar hamen forex Mein successful hona hai to hamen Apne learning ko jyada Se jyada increase karna chahie jitne jyada hamari learning increase hogi itni hi jyada hamari earning bhi increase hogi isliye hamen apna jyada time forex ko Dena chahie Taki hamare learning increase ho jaaye Agar ham jitni koshish karen lekin Agar learning increase Na ho to hamari koshish ka koi maksad nahin isliye learning ko increase karne ki koshish karne chahie tabhi hamen success milegi aur achcha profit gain kar payenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex business main learning is earning key

                Assalamu Alaikum dear member ji han bilkul theek Kaha aapane Forex trading mein learning Se Hi earning Hai Kyunki Jitna Jyada Ham Apne senior se sakte hain Itna Ham search karke bhi nahin Sikh Sakte isliye Hamen form mein bahut Kuchh sikhane Ko Milta hai aur Hamen chahie ke apne senior Ki Har chij Mein helpline Taki Ham rules ko samajh Jaaye aur Hamari posting bahut acchi Ho Jaaye Apne senior ki helpline are bahut jaruri hai unki guide hi Hamen bahut learning karvati Hai jitni Jyada Ham learning Karenge Hamare working experience bhi bahut acche ho jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business main learning is earning key

                  Forex ma Kam krty waqat SB sy pahly learning kry Forex Ka bary ma learning Achi kry Gy to earning be Achi ho ge Forex ma Acha tried kry or profit hasil kry Forex ma achy pasiy kamana chahaty ha to mahant sy k kry or ach profit hasil kry fresh mind sy Kam krty rhy or profit hasil kry Forex aik online business ha Jo kbi naa bnd hony wala
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business main learning is earning key

                    Expensive the Forex market member ji bilkul theek kaha aapane ke Forex consistent with kam karte hue Hamen studying is earning ko comply with karna chahie Kyunki Agar Hamari mastering Nahin Hogi To Ham Achcha Kaun nahin kar Sakenge aur Hamari incomes bhi nahin Hogi isliye Hamen chahie ki Ham apni getting to know Karen Achcha know-how Hasil Karen Forex ke policies and guidelines ko samjhaie unko follow kate hue kam Karen ke hamara kam fine ka ho aur ham acchi incomes kar sake gaining knowledge of Hogi Tu Hi Ham Achcha satisfactory ka kam kar Sakenge mistakes to keep away from kar Sakenge aur best kam kar Sakenge Aur Is Tarah Hamari incomes bhi Hogi isliye apni mastering consistent with cognizance Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business main learning is earning key

                      Forex business me achi learning se hi kamyabi milti hai tabhi achi earning bhi hasil kar sakte hainjesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky hum demo per achi practice kar k achi trade karne k kabil ho jate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business main learning is earning key

                        Ji han aap ne bahut acchi baat ki h k Pak Forex mein learning is the key of earning .. main aapke is baat se bilkul agree hun kyunki Ham jante Hain kisi ke kaam mein kamyabi ke liye sabse pahle Hamen uska kam ko learn karna padta hai us kam ko sikhana padta hai.. to Pak Forex form bhi aisa Hi platform hai jismein Hamen kamyabi ke liye sabse pahle learning ki zrurat hoti hai.. hm asy platform par jitna zyada learn karte Hain Hamen utna ziyada knowledge or experience milta hai aur ham experience ke zariye is platform par bahut acchi earning kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business main learning is earning key

                          Dear member kaise hain aap bilkul hi kahan par lagne se learning is admin ke bare mein Hamen Apne aur unko best banana chahie Sar jab tak Hamari learning aur best Nahin Hogi tab tak Ham phone mein Kamyab Nahin ho sakte
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex Business Main Learning is Earning


                            1. Forex Trading Kya Hai?
                            Forex trading, yaani foreign exchange trading, ek aisa business hai jisme log currencies ko khareedte aur bechte hain. Iska maqsad currencies ki qeemat mein farq se faida uthana hota hai. Forex market duniya ka sabse bada financial market hai, jahan rozana trillions of dollars ka len-den hota hai. Is market mein successful hone ke liye aapko sirf experience nahi, balki knowledge bhi chahiye hoti hai.

                            2. Seekhne Ki Ahmiyat
                            Seekhna kisi bhi business, khaaskar forex trading, mein zaroori hai. Jo log seekhte hain, wo market ki movements ko behtar samajh pate hain. Forex business mein learning ka matlab hai technical analysis, fundamental analysis aur market psychology ko samajhna. Jab aap in concepts ko samajh lete hain, to aap apni trading strategies ko behtar bana sakte hain.

                            3. Trading Strategies Ka Ta’aluq Seekhne Se
                            Har trader ke liye strategies banana zaroori hota hai. Strategies aapko market ki conditions ke hisaab se trading decisions lene mein madad karti hain. Seekhne ke baad, aapko pata hota hai ke kis waqt kis currency ko khareedna hai ya bechna hai. Yani, aap kaise risk ko manage karein aur profits ko maximize karein.

                            4. Technical Analysis Ki Buniyaad
                            Technical analysis ek aisa tool hai jisse traders price movements ka analysis karte hain. Isme charts aur indicators ka istemal hota hai. Seekhne ke zariye aap technical indicators jaise Moving Average, RSI, aur MACD ka istemal karna seekhte hain. Ye indicators aapko market ke trends aur reversal points samajhne mein madad karte hain.

                            5. Fundamental Analysis Ki Zaroorat
                            Fundamental analysis economic indicators, news aur events ko samajhne ka amal hai. Is analysis ke zariye aap jaan sakte hain ke kisi currency ki value kyun badh rahi hai ya kyun gir rahi hai. Jab aap in factors ko samajhte hain, to aap more informed decisions le sakte hain. Seekhna fundamental analysis aapki trading ko aur bhi behtar banata hai.

                            6. Risk Management Seekhna
                            Forex trading mein risk management sabse ahem hai. Seekhne se aap yeh jaan sakte hain ke kaise apne capital ko protect karein. Stop loss aur take profit orders ka istemal karna seekhkar, aap apne losses ko minimize kar sakte hain. Risk management ke behtar tariqon ko samajhne se aap long-term mein successful reh sakte hain.

                            7. Trading Psychology
                            Trading psychology, yani aapka mental state jab aap trading kar rahe hote hain, bhi seekhne ka ek aham pehlu hai. Aksar traders apne emotions ko control nahi kar pate, jisse unki trading mein galtiyan hoti hain. Seekhne se aap apne emotions ko control karne ki techniques jaan sakte hain, jaise patience aur discipline. Yeh qualities aapko successful trader banati hain.

                            8. Demo Account Ka Istemal
                            Demo account pe practice karna seekhne ka ek behtareen tareeqa hai. Isse aap real market conditions mein trading ka experience le sakte hain bina kisi risk ke. Demo account ka istemal karke aap apni strategies aur techniques ko test kar sakte hain. Jab aap confident feel karein, tab aap real account mein trading shuru kar sakte hain.

                            9. Continuous Learning
                            Forex market mein changes aate rehte hain, isliye continuous learning zaroori hai. Online courses, webinars, aur trading forums se knowledge hasil karna aapko updated rakhta hai. Aapko nai strategies aur techniques seekhne ki koshish karte rehna chahiye, taake aap market ke sath sath chalte rahein.

                            10. Trading Plan Banane Ki Zaroorat
                            Ek structured trading plan banana seekhne se aapko clarity milti hai. Trading plan aapko define karta hai ke aap kis tarah se trade karenge, kya targets hain, aur kaise risk ko manage karenge. Yeh aapko discipline mein rakhta hai aur impulsive decisions lene se bachata hai.

                            11. Market Analysis Karna
                            Market analysis seekhna aapko market ke trends aur patterns samajhne mein madad karta hai. Jab aap charts ka analysis karte hain, to aapko pata chalta hai ke kis waqt market bullish hai ya bearish. Isse aap timely decisions le sakte hain, jo aapki profits ko barhane mein madadgar hote hain.

                            12. Knowledge Sharing
                            Seekhne ka ek aur important pehlu hai knowledge sharing. Jab aap dusre traders ke sath apna experience share karte hain, to aap sabki learning mein izafa karte hain. Forums ya social media platforms pe discussions karne se aap naye perspectives le sakte hain aur market ko behtar samajh sakte hain.

                            13. Financial Discipline
                            Forex trading mein financial discipline ka hona bahut zaroori hai. Jab aap seekhte hain to aap samajhte hain ke kaise apne funds ko manage karein. Yeh financial discipline aapko unnecessary losses se bachata hai aur aapko profitable trading ki taraf le jata hai.

                            14. Aakhir Mein: Seekhne Ki Musalman
                            Forex trading mein success ka raaz seekhne mein hai. Jo traders learning ko seriously lete hain, wo zyada successful hote hain. Har din naye lessons seekhne ka mauka hota hai. Isliye, agar aap forex business mein success chahte hain, to learning ko apne trading ka hissa banaein. Seekhne se aap apne trading skills ko enhance kar sakte hain aur zyada profits kama sakte hain.


                            اب آن لائن

                            Working...
                            X