Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.
    Assalam O alikum, Jaisa ky humy janty hain ky forex trading business me agar hum without learning kary start lety hain to humey es business me phir sirf loss e hota ha hum es me profit hasil nahi kar sakty to dosto humy chaiye agar hum forex trading karna chahty hain to humy us k lye sub se pahly apni learning ko behtar banana chaiye us k lye humy demo acccount bana kar us ky uper practice hasil karna chaiye ta ky us se humy acha experience hasil ho saky or hum forex trading me acha profit hasil karny ky qabil ho jaen tab e hum aik achy forex trader ban sakty hain. So kabi hi forex ko without learning shuru na karen warna ap bhot pashtao gay khas toor pe jab ap khud se investment karen gay to ap ki wo investment waste ho jay gi kyun ky ap ne learning nhi ki hoti.
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

    yes dear, jo members trading ki jaldi kartay hain, aur proper knowledge aur experience k baghair trade open kartay hain unko maximum loss hota ha, qk forex trading aik tuff task ha jo proper experience aur knowledge k baghair namumkin ha, lihaza aisay members start ma hi apnay account wash kara laitay hain
    Last edited by ; 29-07-2020, 07:48 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

      agar humain es main loss ho jata hain to humain es main mahant say our boht sbr say humain es main kam karna ho ga our hum es main kam kar kay hum es main kam kar kay hum es main kamajbe hasl kar skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

        ji bilkul agar without learning ke forex ke kam ko start karenge to sirf nuksan hi hoga kyunki for extra business bahut hi risky business hai hamen forex ke business ko sirf ek side se nahin dekhna hoga balke risk factor Ko bhi apne mind mein rakh kar ke kam karna hogajitne acche tarike se Ham race ko mange karenge aur pahle focus learning padenge aur achcha experience hasil karenge tabhi Ham forex mein success Ho payenge without learning ke earning possible nahin agar hamare pass achcha experience hi nahin hoga to Ham kaise forex ko samajh payenge aur for accept technical business se jismein har ek chij Ko istemal Kiya ja sakta hai chahe vah analysis Ho risk management ho ya indicators ke bare mein ho agar achcha experience nahin hoga to in chijon ke bare mein kaise pata chalega aur kis tarah inhen use kiya jaaye to sabse pahle learning Karen aur acche se achcha experience hasil Karen aur jitna ho sake forex ke bare mein acchi information gain Karen aur sabar se kam Karen aur jald pass hi kabhi Na dekha hai sabar se kam karke hi folks ke business mein success possible ho sakta hai agar jaldbaji dikhayenge to hamesha nakam Hi rahenge
        • #5 Collapse

          Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

          Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Forex Mein Hamare loss Ki Ek vah jaaiye Hai Ke Ham apni learning kiye kam Shuru kar dete Hain Is Tarah Ham mistakes karte hain aur aur Hamara kam ki quality decrease hoti hai aur Hamen Achcha bonus Bhi Nahin Milta isliye Hamen chahie ki Ham pahle apni learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen Forex ke rules and regulations ko samjhaie on ko follow karte hue kam Karen Aakar Hamare mistakes kam se kam ho aur Hamare kam ki quality increase Ho Is Tarah Ham Achcha bonus Bana Sakenge aur Hamara lost bhi nahin hoga aur ham acchi trading kar Sakenge apni learning ko istemal karte hue Ham apni trade ki acchi analysis Karenge aur Hamari trait ka main aap Jayegi aur Hamen Achcha profit milega
          • #6 Collapse

            Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

            Ji han aapki baat bilkul sahi hai ki forex trading mn mein loss ki sabse bari vajah yahi hoti Hai ki jab aap without learning hi real account py kam karna start kar dete Hain aur ho aapko loss karva deta hai isiliye kabhi bhi bagair knowledge aur experiance aur learning ki koi bhi Kam nahin karna chahie balki usko mukmmal dur per sikhe aur tabhi nuskan ko karna shradh karen to aapko kabhi bhi loss ka samna nahin karna padega aur aap acche se achch profit hasil karenge
            • #7 Collapse

              Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

              A
              Bahut bari tadad logo ki aysi he Jo k ye sanakhjte hen k trading me learning Lena zaruri nahi he aur Bina learning k hi trading me kood partey he. Unko facts and figures ka bilkul andaza hi nahi hota he k forex trading kitna tough business he ise Jo baghair learning k shuru kartey han unko loss se ziada wasta parta he kiun k dunya ka Koi business bhi ajkal k period me without learning k shuru karna be mani he meaningful and profitable business ko start karne se qabl hamen is ki learning zarur leni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

                g han aisy hi haye k forex ma loss ki waja without learning forex shuru kar dena ha. forex ma bahhut sy logo ko loss hota hy aur uski sab sy bari wja yeh hay k un k pas knowledge aur learning nahi hoti hy. forex ma trading ka elam sab logo k pass hona chahyie . ager trading karna a jaue to traders kamyab ho jaye gy. ager aik bar trader sy mistake ho jati hy to us ko chahyie k wo apni us mistakes sy kuch seekhy aur ainda wo mistake ko repeat na kary . to es chezz sy us ki learning ho gi . jab aisi hi learning us ki hoti rahy gi to phr wo aik din taraki kar jaye ga . chuky kisi kay pas learning nahi hoti hy to pher un ko loss hota hy aur jin ka pass learning hoti hy to wo kamyab ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

                  ji bilkul theek Kaha aapane forex Mein loss ki main vajah without learning forex Shuru kar dena hai kyunki kuchh forex member ko forex ke rules ka Nahin pata hota aur na hi unki koi khas learning hoti hai aur na hi kuchh member ka knowledge or experience hota hai isliye vah forex trading start kar dete Hain jiski vajah se unko loss ho jata hai isliye forex ko join karne se pahle jaruri hai ki unko forex ke bare mein kuchh Na kuchh knowledge or experience ho uske bad mehnat karke jyada Se jyada learning ko increase karna chahie isase hamara loss bhi bahut kam aaega aur profit bhi bahut achcha Banega
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

                    main aapki baat se agree karta hun Forex mein yah bhi possible ho sakta hai kya Jo hamen loss hota hai yah Forex mein hamen nuksan hota hai uski sabse badi vajah yah bhi hoti hai ki hamare pass learning nahin hoti hamare pass Forex ke bare mein knowledge nahin hota jab hamare pass Forex ke bare mein knowledge nahin hota to Ham sirf aur sirf mistakes karte hain apna work acche tarike se nahin karte
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

                      Asslamualikum ji han forex per loss hmen learning na hone ki waja se hota hy forex bhut acha online business hy forex per acha work krne se hamesha acha reward milta hy mehnt kren learning kren gy to lzmi kamyab hn gy mehnt ko jari rakhen successful hone k lie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me Loss ki Waja Without Learning Forex Shuru kar Dena ha.

                        yes dear forex trading mein agar humein loss hota hy to es ki wajah humare pas forex trading mein acha experience aur knowledge nahin hota hy agar hum without lkearning ky forex trading karty hain to he hum es mein kmayab ho sakty hain aur forex trading se ache earning gain kar sakty hain es liye humein chahiye keh agar humare pas forex trading ka zayada knowledge aur experience nahin hy to humein forex mein jist loss he gain karty hain es liye humein chahiye keh hum mehat ky sath forex ko phle learn karin aur jab humare pas forex trading ka acha experience aur knowledge gain ho jaye to he humein ache se trading karne chahiye tab he hum es mein kmayabb ho sakty hain to first humein forex trading ko learn karna chahiye aur phir he humein trading karne chahiye thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X