Khush rehna hy to forex par depend na karain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khush rehna hy to forex par depend na karain...
    Forex aik risky business hy aur is main accidently tor pr loss ho jata hy jis sey hum buhat ziada uphappy ho jatey hain. Agar hum is par depend kar rahay hon to yeh hamain buhat loss dey sakta hy. Is leye forex ko aik had tak hi use karain? Aap ki suggestions bhi chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    salam bhai ap nay acha sawal post kia hai waisy forex mai har band kamyab ni hota jo trader active hain mtlb jo kam sikh chuky hain aur un kay account baray hain un kay liye masla ni hota jo new trader hoty hain wo ziada tar loss karty hain,
    • #3 Collapse

      G janab ap ky alfaz or soch galat hy bcz forex pr depend kry gy tu ap ko khusiya milly gi is forum sy bcz yay forum aysa hy yaha pr bht sy log kamyab howy hy or kamyab life guzar rhy hy.
      • #4 Collapse

        main apki bat sy bilkul bi agree nhi krta agar apko kamyab hona hai to risk to lena hi pary ga or y risk insan dunia ky har buisness main leta hai isi lia hamain is main bi risk lena chahiye or is bat py yakeen krna chahiye or mjy umeed hai ky agar ap full learning kar ky proper tareeky sy trading krain gain to loss nhi ho ga or ap hamesha khush rahain gain...................
        • #5 Collapse

          ap ki batt ko main suport karta hun forex to alk part time job he ager hum es per depend karty hain to kuch pess bi hona chayie
          • #6 Collapse

            yaha forum per log kahy rahy hy kush rehna hy tow forex per depend na kray que kay kushi kushi tow profit ata hy megr jub loss hota hy tow bas kuch na pouchoo pher kitna dukh hota hy forex trading mey ager aap nay kush rehna hy hy tow ais forex business ko normal rukhay wegerna yah app ko koi dil ki bimari laga dey ga forex mey ziada kush hona acha nai
            • #7 Collapse

              assalam o alikum my dear janab asa nhi ha ager hum es men dil sy or experience ky sath work karen to hum ko forex sy bout faida hota ya or es men ager hum over margin laga kar treading karen gy to hum ko zyada tar loss hi ga to my dear hum forex men work kar ky apni life ko batter bana sakten hen ya hum par depend karta ha ky hum forex men ketni mehant kar ky kam karten han .
              • #8 Collapse

                g han hamen is main khush ho kar to is amin trading karni chahye ku k agr ham is main upset ho kar to trading karen ge to hamen is main se phr loss hi ho ga r hamen is main khush hi rhna chahye nahi to loss hi hai.........
                • #9 Collapse

                  dear bat to apki sahi hai k forex pay mukamml tor per depend kerna bhje bewakoofi hai lakin dear is mein earning kerny k liye is bewakoofi say guzarna perta hai apko kis ny kaha hai k bilkul he kam kaj chor ker is pay kam kero blky isay part time use kero to zyada behter hai
                  • #10 Collapse

                    App apni life main kabhi bhi kisi aik cheez par depend kai kar saktay, lekin i thnk keh forex dependable hay, aap is par trust kar saktay hain, ye bilkul aap ki life style change kar sakta hay, aap is say achi earning kar saktay hain, is main koi problem nai hay, lekin depend on your hard work only,
                    • #11 Collapse

                      yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey
                      • #12 Collapse

                        Bhai jan ap theek kh rhay hai lakin mai apko batan chahoo ga k mere mutabik sirf forex trading k business mai hi nhi blkay hr trha k business mai loss or risk involve hotay hai or hr business mai loss hota hai.Trading 1 real online professional level ka trading business hai or mostly traders greed or emotions ki wja say trading mai loss kr jatay hai.Agr trader without greed or patience k sath proper learning k sath target k mutabik daily basis pr trading kray to mere khyal say trader 1 acha profit earn krnay mai kamyab ho skta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Khush rehna hy to forex par depend na karain...

                          Hamesha ek baat Yad Rakhna Kisi Ek business per totally depend na Karen Jab Ham Ek baster totally depend karna Shuru kar dete Hain To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen koshish Karni chahie ki ek ke bad Ek kaam karte Rahen Taki Hamara experience Hamara Bharosa Hamara yakin Hamari ummid increase hoti Rahe Is Tarah Ham bahut kam time mein bahut Achcha baccha Ban sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X