Sometime aisa hota hai ki Ham bahut Soch Samajh Kar Koi order place kar rahe hote hain aur Market Aise Mein Apna trend change kar Leti Hai Yahan per Hamare strong analyse ke bad bhi aisa hota hai ki market sometime suddenly Apna trend change karti hai aur Hamare favour Mein Nahin rahti aur against movement karne Lagti Jiski vajah se Hamen bigelow's ko face karna per sakta hai so Hamen Yahan always proper money management ko follow karna chahie Kyunki Aisa possible nahin hai ki market always Hamare favour Mein movement Karti Rahe iski movement Kuchh Bhi ho sakti hai aur Hamen Iske turant ko follow karna hota hai Ham Yahan acche analyse kar sakte hain lekin Agar Ham Yahan to ke protruding Lagate Hain To yah Hamare account ke Wash Ho Jaane ka Sadak ban jata hai aur hamen big loss ko face karna hota hai so Hamen Aisa karne avoid karna chahie Yahan per Agar Ham proper money management ke sath trading open Karte Hain To basic market Apna trend change kar Leti Hai To Yahan Hamara account safe rahata Hai Is Tarah beshak Hamare trade long time ke liye loss Mein Chali Jaati Hai Lekin Hamara account wash hone se Hi Bache jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим