Importance of Planning is forex....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur forex trading men planning ki bahot hi zeyada importance hai jis say hum acha profit gain kar saktay hen aur loss say bach saktay hen planing say keyon kay planning ki bahot hi zeyada importance hai forex trading men
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes forex pe planning ki bhot sakht zarorat hoti hai kyoun k agar hum koi bhe kam planning se karty han to wo work bhot acha hota hai jab hum koi bhe business start karty han tab bhe humy planning ki zarorat parti hai
      • #18 Collapse

        maira to yehi khayal hai k forex trading mai planning ki importance bohat zayada hai. aur agar ham forex trading mai baghair planing k kaam start karen gy to ham ko loss b face karna par sakta ha. is liye ham ko chahiye k ham phly planing karen aur phir forex trading ko start karen.
        • #19 Collapse

          dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein profit earn karne ke planning boht important hai traders ko chahye iss mein ek planning bana ker trading karen.
          • #20 Collapse

            without experiaence k sath jo log b trade kartay hn unko forex ma loss hi hota ha is liay haamen forex ma experiemnce k bagair trade ni karni chahye kion k is sa sirf hamen forex ma loss k siwa or kuch ni mil sakta ha
            • #21 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah hmen achi planning k sath hi kam karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi planning k sath hi hm is business me acha earn kr sakty hain isi liye planning bht zarori ha is business me
              • #22 Collapse

                brother zahir si baat hai jitna appki planning strong hogi uthni hi appki trading achi hogi aur jitna daam apkey strategy mein hoga uthna hi app forex mein loss se bachogay aur profit b karogay.
                • #23 Collapse

                  Planning ya strategy ki forex trading key doran kafi ahmiat hy. Jab tak hum achi planning nahi karain gey, hamain kisi bhi waqt loss ho jaye ga. Agar trading sey pehlay achi planning kr li jaye to hamain aik khas target pr trades ko close kr saktey hain. Planning krney key leye learning hona buhat zarori hy.
                  • #24 Collapse

                    Sure of course my dear brother.Forex trading business mein humain hardworking say work kerna chahye.Forex tradaing business meain hardworking kerna bhot important hai.ager hum hardworking nahi karenge to success bhi nahi mile gi.
                    • #25 Collapse

                      bohat acha sawal hai lekn bohat musakal be hai es mai app jo be planing krty hai esmai sab sa pahly app ka ballance 1000 $ ho tu ap es mai bohat ram sa kam kr sakty hai or agr ballance kam ho ga tu app ka account jaldi khatm ho jai ga or agr app agr sach smj kr trading kri gai tu app es mai kamyab be ho sakty hai
                      • #26 Collapse

                        yes a good planning is a key to face good results because we clearly act upon our plan and stay focused on targets that enhance our learning and profits from the forex market.
                        • #27 Collapse

                          Forex main planning boht zaruri hai aur is smain planning k ilawa hum kam nhikr sakty hai . Forex ek best aur real business hai duniaka aur mujhy yeh boht pasand hai ..//..
                          Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                          For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                          • #28 Collapse

                            Importance of planning is most imp. Planning is way to archive your goal. And forex trading planning is most important for trading success. Forex is good but forex is most risky business. And loss and profit is aprt of any business.
                            • #29 Collapse

                              je main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe hamin forex main trading karna h to hamin chae kah as main planing se trading karen to hamin loss nahe ho ga or ham log ache profit bhe hasel kar sakte hain .as lae hamin chae kah forex main trading ke doran hamin soch samaj kar or as main planing ke sath trading karna chae .to ham log forex main kamyab ho sakte hain .warna hamin hamin bohat zyada loss ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex main jab tak ap planing se kam nahi karen gay tab tak ap kamyab nahi ho saktay is liye hum ko apne mind main aik setting kar leni chahye jis k hisab se trading ki jay tab hi insan successful ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X