Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam
    Trading me agar ham apny mistakes ko avoid be karen gey aur har tarha se en ko ignore be karen gey to es ka anjaam bahot hi bura hota hay esi mistakes par hamara control bahot hi weak ho jata hay aur ham kesi be tarha se en ko handle nahi kar paty hey jo bahot hi zeyada loss de sakty hey aur hamari future ki trading ko kabi be kamyab nahi hony dety agar ham learning stage se hi en mistakes ko be control karny ka kam start karen to ham perfect aur achi learning kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

    Agar aap apni ki Gai mistakes ko ignore kar rahe the Hain to tu yah aapko itna nuksan deti hai jitna ki aapane mistake ki thi usse kaise jyada kyunki Jab ab mistake karte hain to vah aapko nuksan jarur deti hai lekin itna nahin deti jitna aap mistake karne ke bad usmein stick ko future may ignore kar dete Hain aisa har kis na Kiya Karen agar aap se mistake ho gai jaaye to use mistake Salam Kiya Karen aur future mein usko repeat karne ki koshish Na Kiya Karen aur ho sake to use mistake se jyada se jyada yaad Karne ki koshish Kiya Karen
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

      Forex trading mein mistake ko ignore karna means bahut jyada nuksan Hasil karna hai aapko Forex trading Mein kam karne ke liye aur accha profit Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada careful Rahte Hue usko samajhne ki jarurat Hoti Hai Jab aap usmein laparvahi karte hain aur usko serious Nahin lete aur aise hi hi trade start kar dete Hain Tujhe bahut risky hai isase aapka account bhi wash ho sakta hai Hamesha Chhoti Chhoti chij Hain Ki aapko bahut jyada nuksan Deti Hai
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

        G han forex trading men mistakes tu sub se hoti hen lekin jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen aur bar bar loss uthatay hen iss liay jo log mistakes ko serious letey hen woh pahlay apni mistakes ko theek kar k phir soch samaj kar trading kartay hen aur mistakes kam hoti hen iss liay achi trading kar k acha profit kama letey hen
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

          Hamen apni mistakes ko ignore nahin karna chahie mistakes ko ignore karne se a Humko bahut jyada loss ho sakta hai agar Ham chhoti si bhi mistake Karenge isase bhi loss ho sakta hai Hamen apni Chhoti Se Chhoti mistake ko find karna chahie aur improve karna chahie tabhi ham Forex main loss Se Bachkar profit Hasil kar sakta hai
          ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Trading me agar ham apny mistakes ko avoid be karen gey aur har tarha se en ko ignore be karen gey to es ka anjaam bahot hi bura hota hay esi mistakes par hamara control bahot hi weak ho jata hay aur ham kesi be tarha se en ko handle nahi kar paty hey jo bahot hi zeyada loss de sakty hey aur hamari future ki trading ko kabi be kamyab nahi hony dety agar ham learning stage se hi en mistakes ko be control karny ka kam start karen to ham perfect aur achi learning kar sakty hey.
            Salam Walekum dear Forex members Forex trading Mein Ham Agar apni mistakes ko avoid Karenge To Ham forex mein Main Kamyab ho sakte hain Agar ham apni mistakes ko avoid Nahin Karte aur apni mistake se learning Nahin lete To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge aur Agar ham apni mistake ki vajah se Kuchh Nahin lrlearn kar paate aur Inhain ignore kr dete Hain To Ham kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte aur forex Mein kamyabi ke liye Hamen Forex Roj ko Walon Kitna Hoga aur uske sath sath apni mistake se learning Karni Hogi aur apni mistake se divide karna hoga aur Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

              Dear friends forex trading me ham mistake ko avoid kry gy ur is ko ignore krty jae gy tu hamye nuksan ho ga mistake ko ignore nhe krna chahiye bhal ky hamye is sy kuch sekhan chahiye hamye kis chez me mistake a jati hy tu hamye isko thk krna ho ga agr ham thk nhe kry gy tu hamrye liye agy nuksan ho ga hamye mistake ko avoid bhe nhe krna chahiye learning hamri achi ho gi tu hamri ik bhe mistake nhe ho gi ur ham success hasil kr sky gy.
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

                jaise ki Ham Jante Hain Agar Ham mistakes Aur ko aur usko avoid Karenge aur usko theek Nahin Karenge To Hamen Chahe Chahe to yah bahut jaruri hai ki Ham apne aap ko Anjam Sajan letter ke Ham aapko nuksan dega aur Hamen fayda Nahin Dega To Hamen Chahe kya apne mistake aur correct Karen aur hi write character ki Hamara Jo kam hai vah Achcha Ho Jaaye aur pet ko Jay aur mixpad Bane To Hamen chahie ki Ham kam kar sake aur apne aap ko Kamyab banae Ham Kamyab Ho Jaaye aur apne kam ko Chitra kar sakti aur apne ko acchi Tarah Lele OS ko serious Leta ki Ham Kamyab ho jaaye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ko avoid aur ignore karny ka anjaam

                  Agar aap apni ki Gai errors ko ignore kar rahe the Hain to tu yah aapko itna nuksan deti hai jitna ki aapane mistake ki thi united states of america kaise jyada kyunki Jab ab mistake karte hain to vah aapko nuksan jarur deti hai lekin itna nahin deti jitna aap mistake karne ke horrific usmein stick ko future may also ignore kar dete Hain aisa har kis na Kiya Karen agar aap se mistake ho gai jaaye to apply mistake Salam Kiya Karen aur future mein usko repeat karne ki koshish Na Kiya Karen aur ho sake to use mistake se jyada se jyada yaad Karne ki koshish Kiya Karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X