is trading halal or haram ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    is trading halal or haram ?
    trading halal ha ya haram friends mai new memeber ho or mai ye janna chaha hon ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear kuch log isay haram consider kerty hain or kuch halal lakin mera yeh point of view hai k ager ap isay halal rakhna chahty ho to trade mein heavy lot size ka use na kero or jab bhe trade lagao soch samjh ker lagao
    • #3 Collapse

      gee haan bhai jahan tk mein smjhte hon to forex trading mein kam krna halal he aur es mein hmein business krna he aur hmein apne trading mein profit loss donon hote hein aur hmein apne trading mein mhnt krne hote he phr hmein profit hota he es lie yh business halal he
       
      • #4 Collapse

        janab Forex trading ka yeh business bilkul halal hae.. is business main hamen buhat zada mehnat karnay k baad he profit hota hae.. or is kaam main loss bhi h.. Islam ki rooh se wo kaam haram h jis main bina mehnat k profit milta hae or jis main loss nahin hota ho,
        • #5 Collapse

          yes trading is 100 and 10 persent halal koi chiz ic man haram nae hai siwai binary option k. baki tu ap buy or sell kerty hain forex man ju islami lehza say bilkul theek hai. ap full trust karain ic pay ye halal karobar hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            gee bhai jahan tk mein ne suna he to forex trading krna halal he aur hmein apne forex trading ke business mein profit aur loss donon hote hien aur es mein hm mhnt krte hien phr hm ko apne trading se profit hota he is lie mein to smjhte hon halal business he
             

            اب آن لائن

            Working...
            X