Laluch say door rehna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Laluch say door rehna chahiye

    hamy apny emotion or allach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chaey pher hello ham loss sy bach sakty hain ham is principal dispose of ocs taccount bana kar be kam kar sakty han yai aik asa business hain jis major kam kanry ky liye hamy ksi be offic ejnay ki zarort nahi hoti ham apny ga beth kar is fundamental kam akr sakty han yai ak real enterprise hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Laluch say door rehna chahiye

      Ji han bilkul dear members Lala Se Dur Rahana chahie Jitna jyada ho sake focus ke sath working Karni chahie agar aap log acche focus Dharmendra ke sath kam Karenge to aap Logon ke liye Bhi fayda Hoga aur aap log Achcha Kamal karne ko bhi injoy kar Sakenge lara's karne se aap logon ko hi nuksan hota hai Pakistan Forex form ke platform per Kitni Jyada Mahendra ke sath aap log working karte hain to use hisab se aap Logon ki admin bhi Kamal Ki Ho Jaati Hai ummid hi kya aap sab log samajh mein Honge aur Jyada Se Jyada fayda bhi injoy Karenge Shukriya
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Laluch say door rehna chahiye

        Dosto lalach buri bala hy aur lalach insan tabah o barbad kar deti hy dosto forex mn kam karny ke liye hmen chahye ke hm log lalach sy door rahen ku ke lalach sy insan ko sirf waqti toor par faida nazar aa rha hota hy asal mn lalach karny wala insan nakami ki traf ja rha hota hy dosto forex mn lalach sy murad ye hy ke hm log aik time mn aik sy ziada trades open na karen balky usi aik trade sy profit hasil karen aur usi ko khushi khushi accept kar len hmen kbhi bhi aik trade ko profit mn aata daikh kar dosri trade open nh karni chahye ku ke market ka trend kabhi bhi change ho sakta hy aur hmen lalach ki waja sy loss ka samna karna part sakta hy aur hm logon ke pas pachtawy ke siwa kuch nh bach paey ga to dosto lalach sy bachen aur sabar sy kam karen taaky hm kamyab ho saken.

        اب آن لائن

        Working...
        X