Loss ko himat se bardasht krna chaye........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko himat se bardasht krna chaye........
    Assalam o Alaikum Dear Members hme Forex trading main loss ko sbr se himat se bardasht krna chaye or hmesha mehnaat krte rahna chaye khud par trust hona chaye ke hme ek na ek din zror success mile gi Aap Apni mehnaat jari rkhen loss se sbq len learning Kren or Achi earning Kren kbhi bhe himaat nahi haren apni mehnaat pa yqen rkhen .................
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Afnanakbar پيغام ديکھيے
    Assalam o Alaikum Dear Members hme Forex trading main loss ko sbr se himat se bardasht krna chaye or hmesha mehnaat krte rahna chaye khud par trust hona chaye ke hme ek na ek din zror success mile gi Aap Apni mehnaat jari rkhen loss se sbq len learning Kren or Achi earning Kren kbhi bhe himaat nahi haren apni mehnaat pa yqen rkhen .................
    Walekum assalam dear Forex member Hamen Hamesha Apne losses ko apni mehnat Se Shikayat Deni chahie Jitna Hamen last ke bad apne aap ko Jyada Se Jyada land karna chahie itna hi jyada Karen Taki Hamen loss ki Sahi vajah Pata Lag sake aur ham uska knowledge Hasil Karke Dobara was a mistake na Karen Har business ke andar profit last donon maujud Hote Hain Jo Jo Hamara knowledge increase karta hai to hamare lashes kam aur profit Bharta Jata Hai Lekin iske liye Hamen consistently knowledge Hasil Karte Rahana Hoga aur apni mehnat ko pahle ke mukabale mein Badhana Hota Hai Dear Hamen Forex forum per acchi quality working Karni chahie aur kabhi bhi hardworking aur learning Ko Nahin chorna chahie Jitna Ham is forum ke upar hardworking aur learning Karenge itna hi Hamari daily targets ki quality bhi improve hoti Jayegi aur Hamen trading ke liye bhi achcha time Mila Karega Jisko Ham Apne Dam account ke upar acchi tarike se practice kar sakte hain Jitna Bhi trading knowledge Ham Apne Dam account Upar practis karte hain Itni hi uska fayda Jyada badh jata hai aur Hamen Apne real account ke upar Unka bahut Achcha fayda Hasil hota hai aur ham Hamesha Apne real account ko profit Mein Hi close Karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

      Yah Baat Nahin Hai aapane bilkul theek Ki Hai Miller score losco Himmat se a bardasht Karna chahie Agar Hamare andar glass ko Qabool karne ki Himmat Nahin Hai Hai To hamen kamyabi bhi nahin milati Jignesh mein agar Ham kamyabi Chahte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

        ASSALAM O ALIAKAUM, forex business ho ya FIR Koi or her business mail loss bhi hota hai aur profit Bhi Tu jis tarah profit ko accept karte hain usi tarah hamen loss ko bhi accept karke bardasht karna hoga jab tak Ham himmat aur subah ke sath loss ko bardasht nahin karenge tab tak Forex mein kamyabi ko possible nahin banaa sakte agar kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen learning ke sath mehnat ke sath ful conference ke sath Forex mein kam karna hoga Forex mein vah log kamyab hote Hain Jo mehnat learning ke sath kam karte hain without mehnat learning ki Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi Hasil nahin kar sakte to hamen chahie Kya full confidence ke sath acche experience or knowledge ke sath Apna Kam Karen jab tak Ham mehnat nahin karenge tab tak Forex mein kamyabi ko possible nahin bana sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

          jab trading Ki duniya join ki kimat honi chahie kyon koi bhi business Ho vah is ko ensure nahi krta hy jo bhi trade Tum open karoge ab profit mn jae ga agarkar lost hota hai kabhi kabar usko bardasht kar lena chahie han yah Ho ke Jo loss hoa usmein tumhara apna kasoor kam hona chye aur Market ki vajah se thoda bahut ho gaya hai to koi baat nahin ya seen per chalta rahata hai kabhi Khushi kabhi gham. Magar behtarin trader use tsawari Kiya jata hai hy jis ko jo loss sy learn kr k dobara same mistakes na hone de yehi sab se good way hota hy kisi loss ko handle krne ka agr is ko ignore krte raho gy tu yeh acha nahi ho ga kabhi mushkil mn par hi jao gy aur phr niklna mushkil ho jae ga wahan sy.so proper way ko follow kro aur koi bhi qadam wrong way mn na lo
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

            profit or loss donon hi forex trading kaisa hai trading mein agar Ham lalach karte hain aur jaldbazi karte Hain to hamen iska jarur nuksan uthana padta hai lekin agar Ham sahi tarike se kam karte hain aur expert trader bante Hain to hamen hamesha acchi trading karke hi kafi jyada profit hasil Kiya ja sakta hai lekin agar loss Ho jaaye to fir bhi hamen himmat se kam Lena chahie khud ko motivate rakhna chahie apne mistakes ko control karke dobara FIR se vahi mistake na Karen aur hamesha on mistake se kafi Sabha kisi ke
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

              Jiya Mein Laash ko Himmat se bardasht karna sikhana chahie class 6 mein kis chij Mein Hota Hai To Ham uske liye main use Jaate Hain Hamen mayus nahi karna chahie Bal kya Mein Dobara Se Apna Kam Shuru karna chahti aur mistake Sevan karna chahie pahle wale Jo Apne Karm ki usmein Hamari mistakes Hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                forex trading aik business hy es mein humein loss bi hota hy aur humein acha profit bhi hota hy magar jabbtrader ko forex trading mein loss hota hy to wo trader loss ko bear nahin karty hain aur disheart ho jaty hain jis ki wajah se wo forex mein focus karna chor dety hain aur acha kam nahain karty hain jis ki wajah se wo nakam ho jaty hain es liye humein chahiye keh hum ko agar forex trading mein loss ho jaye to humein apne loss se sabaq seekhna chahiye aur humein chahiye keh hum loss ko bear karin aur jin mistaks ki wajah se humein loss hpowa hy unko remove karin tab he hum forex trading mein kmayab hon gy aur loss se ache learning gain kar ky forex trading meinb acha experience gain kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                  Loss ko bilkul khatam nahi kiya ja sakta he magar is ko Kam karne ki koshish ki ja sakti he hamen peh to Los ko bardasht karna seekhna he profit and loss trading business men hote hen hamen is me disappointment zarur hoti hen jab hamsea loss hota he hamse loss hojaye to ghabrana nahi hota he aur is ko Kam krney ki tadbeer sochni chahie mehnat se trading men apni learning k week points ko strong bdna Kar ham loss ko control Kar lete hen magar loss hone ki parwah zarur honi chahie is ignore bilkul bi na kia jaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                    Walaikum Salam
                    Forex mein profit Hasil karne ke liye sabse pahle baat hi hai ki hamen apne emotions ko control karna chahie aur iske alava yah baat bhi bahut jaruri hoti hai.. Ke jab hamen Forex mein loss hota hai to loss ko bhi himmat se bardasht karna chahie Sabar karna chahie sometime kuchh member aise hote Hain ki Ham unhen Forex mein loss aata hai to apna work stop kar dete Hain unhen bahut jyada nuksan hota hai apne bar ko kabhi bhi stop nahin karna chahie work jari rakhna chahie jitna achcha Ham work karte rahenge aur loss ko recover karte rahenge ek Waqt aisa aaega ki Ham best Forex trader Ban jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                      Duniya mein Koi bhi puchna so usmein profit bhi hota hai last bhi hota hai jab hamen profit milta hai to Ham happy mood mein hote hain aur jab Ham kisi last shikar Ho jaen to hamara mood off ho jata hai aur ham akshat munh mein hote Hain loss aur profit donon business ka hissa hai kyunke businessman last ko bhi bardasht karna padta hai agar last to bardasht nahin karenge aur disappointed Ho jaenge aur jab Ham mayus Ho jaate Hain to Ham se work bhi achcha nahin hota mind depression ka shikar Ho jata hai jiski vajah se macha work nahin kar paate aur aane wale next time maybe I'm achcha nahin kar paate isiliye jis week mein hamen last hua hai usko skip kar den aur aane wale a waqt ka intezar Karen aur pahle se bhi jyada hardworking Karen Taki pahle se bhi jyada kamyab successful trader Ban sake thankyou
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                        ji han bilkul sahi kaha aapane hamen loss ko apne himmat se bardasht karna chahie aur jab Ham is per aage badh sakte hain lost per pareshan nahin hona chahie loss hi hamen Sab deta hai aur isase hamen sikhana chahie aur yahi best teacher hai jo hamesha kha sakta hai aur hamen is per kabhi bhi pareshan nahin hona chahie aur isko recover karte waqt hamen kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie kyunki recover karne mein emotional hokar Ham aur jyada loss kar baithenge aur isase hamara account bhi wash ho sakta hai hamen chahie kyon is per jyada se jyada mehnat Karen aur is per learning karke kam Karen jab bhi earning mumkin hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                          G hy bilkul aysa hi krna chya hm loss ko himmt sa subr sa berdsht krna chya tb hi kamyb Ho ga loss hm hmra apni gelti ki waja sa hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit Ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky ga jitni mhynt sa soch semjh kr loss ko recovery kr ga utna hi kamyb Ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                            ji han bilkul losco himmat se bardasht karna chahie Jo log loss ko himmat se bardasht karte Hain life mein kamyab Ho jaate Hain hamara hak banta hai ki Ham apne dost ko bardasht Karen Aur ek na ek din profit kam aaenge life mein agar goodwork karoge To kamyabi bhi milegi Agar good work nahin karoge To kabhi bhi kamyabi nahin milegi good work Karen aur kamyab Ho jaen Agar life mein good work karenge to good bonus milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko himat se bardasht krna chaye........

                              Ye kehna bhtt asan h mgr bear krna bhtt mushkil h ku k hm logon m itni ability nh hoti k hm loss ko bear kr skein hm dis heart ho jaty hn loss sy mayoos hojaty hn hmein kbi b loss sy ghbrana nh h hmesha lesson lena h next care krni h loss ko recover krna h mehnat sy or himat sy mra manna h k kuch b ghlt hojye ap k sath usy kbi preshan na hon sr p swar na krein hmesha seekhein isi m kamyabi h ku k hm insan hn hm kbi perfect nh ho skty hn hm sy bhtt c ghltiyan hoti hn jitna hm learn krein gy utna hmein kamyabi mily g

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X