Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profit@#@
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profit@#@
    Friends forex hamesa motivational work sy he profit hasil kiya ja sakta hai. Forex trading ma careless attitude sy serf loss hota hai. Forex trading ma hamy hamesa khuly dil ka mozahera karna chahe. Forex ma bojal dil sy work karny sy hamesa loss hota hai. Forex forum ma acha work karna b zaruri hai. Forex forum ma loss or acct wash hony k bad b motivation sy work karna continue karna chahe. Plz comment???@#@@
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

    Bilkul thk kha apne hm sochty hen bs mil jye ga bouns bs asy e apna 50 post pori krne min lgy rhaty hen na ya dakhty quality Kasi hy na e words ka kuch pta hota bs post e pori nh krne new knlodage bhe share krna chaea
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading ko jo log bilkul easy letey hen woh bey tukki trading kartay hen aur bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir serious ho kar aur acha knowledge aur experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur soch samaj kar trading karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

        Ji Ham aapki baat bilkul sahi hai Forex trading mn kabhi bhi careless attitude se profit hasil nahin hota kyunki jab bhi aap Koi kam kar le asli karte Hain to vah acche tarike se nahin hota isiliye ye hamen loss hota hai isliye Mera aapko mashwara hai hai ki aap Forex trading mein kabhi bhi careless ness show nakrn aur apna kaam mehnat aur lagane se Karen tab hi aap kamyab Ho sakenge kyunki jab aap kam mhnat aur lagan se karte Hain to Kamyabi aapko jarur milati hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

          forex trading ko jo log bilkul easy letey hen woh bey tukki trading kartay hen aur bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir serious ho kar aur acha knowledge aur experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur soch samaj kar trading karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen, forex m,en bahut himat ur lagan kay sath apna kam jary rakhna hoga kun kay agar hum as men bahut himat ur lagan kay sath apna kam karen gy tu hum as men kabhy bhe nakam nahin hon kay as liua hamen forex men bahut himat ur lagan kay sath apna kam jary rakhna hoga takeh hum as men kabhy bhe kamyaby kay sath apna kam jary rakh saken ur as kam men kamyab ho jayen.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

            Forex business mein hum ko buht ziada mehnat karni cahaiye hum ko agr forex mein loss bhi hota hai tu phr bhi hum ko is mein himat nahin harni cahaiye aur forex mein ziada se ziada mehnat aur hardwork karni cahaiye agr hum forex mein kaamyaab hona hai tu hum ko is mein mehnat aur hardwork kar kay hi kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

              Forex mein kaam hameesha vahi axhi quality ka hota hai jis mein hum interest lety hein r dil se karty hein q k boogh samgh kr kiya jany vala kaam kabhi bhi quality content nahi ho sakta r jab tak quality content nahi ho ga tb tak axha bonus earn karna possible nahi hai ,.is leye apny work mein dilchaspi lein motivate ho k r fresh mind k sath kaam krein,..
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

                Assalamu alaikum doston ki baat bilkul theek hai ki kisi bhi kam mein laparwahi se work nahin hote es wajh se trading main insan nuqsan hota ha Puri duniya mein kamyabi ke liye aapka carewail hona chahiei
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                  Friends forex hamesa motivational work sy he profit hasil kiya ja sakta hai. Forex trading ma careless attitude sy serf loss hota hai. Forex trading ma hamy hamesa khuly dil ka mozahera karna chahe. Forex ma bojal dil sy work karny sy hamesa loss hota hai. Forex forum ma acha work karna b zaruri hai. Forex forum ma loss or acct wash hony k bad b motivation sy work karna continue karna chahe. Plz comment???@#@@
                  Bilkul dear apki bat thek hai. Forex me wohi log successful hain jo Motivation k sth work rkty hain
                  Yani k wo hmesha mutharik rahty hain taky unko market k bary me Updates milti rahen or wo
                  acha profit gain kr sken. is thran wo market k sth hi update rahy hain. Jb k lazy or wo traders
                  jo motivation ko ehmiyat nai daity hain wo kbhi b successful nai ho skty hain. Is lye Motivation
                  or update rahna forex me zrori cheez hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    Friends forex hamesa motivational work sy he profit hasil kiya ja sakta hai. Forex trading ma careless attitude sy serf loss hota hai. Forex trading ma hamy hamesa khuly dil ka mozahera karna chahe. Forex ma bojal dil sy work karny sy hamesa loss hota hai. Forex forum ma acha work karna b zaruri hai. Forex forum ma loss or acct wash hony k bad b motivation sy work karna continue karna chahe. Plz comment???@#@@
                    Dear Forex member Hamen Forex ke upar apni daily targets ki quality ko improve karne ke liye Apne seniors ki post aur thread ko acche tarike se read karna chahie Kyunki Forex forum ke upar Hamare senior Kafi knowledge aur Achcha experience rakhte Hain vah chijen Jo abhi tak Humne experience Nahin Ki vah Hamare senior se Hamen Basani unke thread aur unke post Kesari Se Mil sakti hai isliye Hamen Apne seniors ki post read karne ke liye lazmi Apne daily target mein time per Rakhna chahie ISI Tarah jo bhi Hamen trading ke related knowledge Mile usko bhi Hamen chahie ke Forex forum ke demo account ke upar TRAI Karen Taki real account ke liye Hamari trading practice acchi tarike se prepare ho jaaye aur ham Jab real account mein kam Karen To Hamen kabhi bhi trade Mein last Na Ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

                      G han forex trading real men aik tough business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey aur jo log forex trading ko serious nhi letey woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe ziyada se ziyada practice karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab traders ban saktay hen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma careless attitude sy kbi profit hasil ni hota. Motivational work = profi

                        International purchasing or selling Mein Hamen kabhi bhi laparvahi ke sath Kam Nahin Karna chahie Agar Ham carelessness Aur laparvahi Ke Sath kam Karenge To Hamen loss to Samna Hai Hamesha karna padega Agar Hamare wale tarike se aur tawajjo se aur bahan ke sath kam Karenge To Ham Jarur kamyabi Hasil Karenge Hamare na kam hone Ki Sabse Badi vajah yahi hai kya improper tarike se mehnat nahin Karte aur Hamesha laparvahi se kam Karte rehte hain aur jo log laparvahi se kam Ne karte hain vah bilkul bhi achcha Kam Nahin Karte aur unke na kam hone ke Jyada Se Jyada jaan se ho Jate Hain isliye main post Karni chahie kya Achcha aur real kam per nahin tha ki Ham kamyabi Hasil kar sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X