Dear forex members, trading ke liye sabse ehm kia chez hy, knowledge ya phir experience.? Maine ap logu se is bare mein pochna chahta hun or sath sath apni raye bhi dena chahta hun, sabse pehle tu main apko ye btana chahta hun keh forex mein kaam krne ke liye knowledge boht zrori hy, jab tak apko is business ke bare mein knowledge nahi hy tu ap kaam nhi kar sakte, or jb mehnat ke baad ap posts krke bonus hasil kar lete hain tu apko trade krni parti hy or uske liye market ka knowledge or experience hona boht zroru hy, tu mein jaha tak smjhtaa hun wo ye hy keh trading ke liye knowledge or experience boht ziada zrori hy,. Ap is bare mein kia sochte hain.? Apni qeemti raye se aagah krein. Shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим