patient in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patient in forex
    it is real that Patience is not only a spiritual virtue, it's also a business virtue. It is a virtue for a good reason, it pays for itself. When the market begins to slide, there are always traders who panic to cut there market. What a good number of traders fail to realize is that patient really pays in forex trading.????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jb bhi hume loss hota hai or humne market ko agr shi analysis kiya hota hai to humme petience ka isme main role ho jaata hai, agr insan petience na rkh paya to jarur wo trade close kr dega or agr wo trade close kr deta hai to use baad me check krke dekhna jarur banta hai ki jo market usne judge ki thi wo shi thi ki galt.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii han janab ap ney bilkul bja farmaya hey key patience key bagair ap dunia ka koi be business nahi kar saktey hen aur jis tarha kisi business ko chalaney key liye pesey ki zrorat hoti hey wesey he patience ki zrorat hoti hey.
      • #4 Collapse

        g haan g bilkul teekh ye aik aisa business hai jiss myn hmyn patience ki bohat zaroort hoti hai patinece sey he hemesha kamiyaabi millti hai har business myn or iss businss myn jab bheloss ho banda patience k sat kaam lein ..
        • #5 Collapse

          yes patience k bager trading main success mumkin nahee hai is lie traders ko sabr se kaam lena chaye trading jaldbazi main nahee karna chaye
          • #6 Collapse

            bhai jaan hamain is business main kissi kisam ke koi bhe jald bazi nai karni chaye balky hamain chaye k hum patience rakhain and sakoon se is business main trade karain bohat he soch samjh kar.
            • #7 Collapse

              yes dear forex mein sabar k sath trading krna buht ahm hai but is ka yeh matlab nahi k ap apnaaccount wash hone tak sabar krte raho balkey is ka matlab yeh hai ap proper analysis k sath trade or sahi point pe sl or tp use kro
              • #8 Collapse

                g han forex mai sabr k sath trading karni chahy.our trading karny k lia kuch na kuch to sabr kanra parta ha.agar ap samjo k ap jald se jaldi tarading ka result chaty hen to aisa na mumkin ha.
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading mein earning krny ka leye patience ka sath working krna prti hy forex mein agr trader patience ka sath working krty hin tu earning krna easily hota hy with patience working sy easily success possible hy
                  • #10 Collapse

                    g han hamen forex main patience se kam lena chaheye or jitna hamara andar sabar hoga ham utni achi trading kar payen gay market kbhi hamary haq main hoti ha to kbhi hamary against to hamen boht ziada soch samjh k trading karni chaheye
                    • #11 Collapse

                      dear Forex aik risk bussens hy or is me hame seber k sath kam kerna or jazbati ho ker kam nahi kerna chayia q k jazbat me ham se mistake ho sakti hy or ham loss ker sakty hane dear Forex me agr success full hona hy to hame seber k sath kam kerna chayia or ham seber k sath trad kkery ge to ham acha trad ker sakty hane dear aik kahwat hy k seber ka pel meta hota hy
                      • #12 Collapse

                        g haan apateince forex trading main zaroori hy. . .jb tk koi bnda jald baazi or greed sy chutkara nai pa lyta kamyaab trader nai bn sakta. . .or in cheezo sy chutkara sirf patience he kee badolat hy. . .jb tk hm sabir nai bn jaaty forex trading main tb tk hm kamyaab nai ho sakty
                        • #13 Collapse

                          jab bhi humein loss hota hai or humein market ko ager sahi analysis kiya hota hai to humein patience ka iss mein main rule ho jata hai ager insan sa bar na rakh paye to zaroor wo trade close kar daiga.
                          • #14 Collapse

                            Patience aur sabar ki buhat ahmiat hy. Jab traders ko loss ho raha hota hy to woh aggressive ho jatey hain aur tension main aa kar kafi loss kar detay hain. Yeh aisa time hota hy keh jitna ziada soch samjh kar sabar sey chala jaye utna hi acha hota hy, warna baqi balance bhi zaya ho jata hy. Jab bhi trading karain relax mind key sath karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jb bhi hume loss hota hai or humne market ko agr shi analysis kiya hota hai to humme petience ka isme main role ho jaata hai, agr insan petience na rkh paya to jarur wo trade close kr dega or agr wo trade close kr deta hai to use baad me check krke dekhna jarur banta hai ki jo market usne judge ki thi wo shi thi ki galt...thanks !! stay tuned

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X