Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading ka mtlb loss ya account wash ........
    Salam dear members g bilkul humy kbhi bhi esa kam nahi krna chaiye jis sy humy loss face krna prhe ya humara account loss ho trading main kbhi bbhi over confident na hon is main ap ko hi nuksan is liye esa koi bhi kam na kren jis main apko nuksan ho isliye mehnat krte rahen inshAllah kamyaab hongy .... shukriya...

    ALLAH BLESSED YOU .....:1f62b::1f62b:

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpg
Views:	1
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12466391
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

    hamy is main kabe eb over ho kar trading nahe karne chahey hamy loss ho jay ga hamy market ky aslo ko pora karty howy he trading karne chahey hum is main aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par kam ko pora karna chaheuy yai aik aam job ke niisbat bohat ache job hain
    • #3 Collapse

      Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

      Ji dost aapki baat bilkul theek hai Forex online business ke andar trading karte hue Hamen Kabhi overtrading Nahin Karni chahie Kyunki overtraining karne se Hamen bahut nuksan hota hai vah trading Samajh Lo Ek bahut hi loss Ki Soorat Hai Ek type of loss a class ki case Maheshwari Hamen overtrading Se Bachana chahie Hamen kabhi bhi overtrain nahin Karni chahie Hamen online business ke andar morcha Mor mehnat Karni chahie aur Hamen free online business Keral ko follow karke hi posting work aur trading Karni chahie Jab Ham market ko best tarike se analyse karte hue trading Karenge to bahut hi Achcha profit aasani ke sath cancel kar sakte Hamen money management istemal Karni chahie tab best success Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

        Assalamu Alaikum ji aapki baat bilkul theek hai overtrading se Hamara account jaldi was ho jata hai Kyunki isase marjane level mein Kafi Fark padta hai
        • #5 Collapse

          Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

          Dear friend aap ki baat bilkul hamen forest mein overtrading nahin karni chahie kyunki jab Ham aur apne overtrading karte Hain to hamen isase bahut jyada nuksan ho sakta hai aur hamara account bhi baat ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham ko acchi tarah se study karte hue hi Apne knowledge or experience ko improve karte hue analysis ke sath agar Ham trading karte Hain to hamen isase bahut achcha profit Hassan ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham sabar ke sath kam Karen aur overtrading na Karen Taki hamen Koi loss Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

            Asalam o Alaikum hamein hamesha Forex trading k rules k mutabik kam karna chahye kabhi b over confident ho k kam nai karna chahye jitna require hai sirf utna hi kare wo kam na kare jis se apko nuksan ho over tradind me apko loss ya apka acount wash bho sakhta
            • #7 Collapse

              Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

              agar hum es mai over trading karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex kbe be na bnd honay wala acha business hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our forex 1 on line business hain
              • #8 Collapse

                Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                Dear member Forex trading business bahut jyada risky business over trading karne se Hamara account watch bhi ho sakta hai aur Hamen bahut jyada loss ka saman bhi karna pad sakta hai Hamen koshish Peeni Hai Ki market Karnal se sote Hue trading Karen aur Kabhi Bhi Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trading na Karen Hamen Jyada koshish karni hai ki Ham Sattar time sirf ek hi trade lagaen aur Market mein Apne experience ko increase karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham market ka analysis karte hue trading Karenge Ham market Mein Kamyab Ho Jaenge trading karne se Hamen Hamesha loss ka Samna hi karna padega aur ham kabhi bhi apni earning ko increase nahin kar Sakenge Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                  Salam dear members g bilkul humy kbhi bhi esa kam nahi krna chaiye jis sy humy loss face krna prhe ya humara account loss ho trading main kbhi bbhi over confident na hon is main ap ko hi nuksan is liye esa koi bhi kam na kren jis main apko nuksan ho isliye mehnat krte rahen inshAllah kamyaab hongy .... shukriya...

                  ALLAH BLESSED YOU .....:1f62b::1f62b:

                  [ATTACH]16689[/ATTACH]
                  Salam dear members g bilkul sahii kaha apny q k humy kbhi bhi trading main over confident nahi hona chaiye q k trading main esa kch bhi ni krna chaiye humari choti c ghlti bhi humara account wash krwa skti hai isliye bhut dehan sy or soch samjh k trading krni prhti hai tab hi ja k hum is py kamyab ho skte hn isliye kbhi bhi trading main over confident na hon ......
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                    Assalamu alaikum.
                    Dear over trading ka matlab yah hai ke Jo bhi aapane trading ki hai ek Pakistan Forex form ka rul hota hai ki katras mein 50 post maximum karni hoti hai use jyada nahin karni hote iske rules and regulation se chalna chahie aur aur trading nahin karni chahie isase hamara account bhi block ho sakta hai o hamen rules and regulation ko falo karna chahie
                    SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                      Yes dear members ap ny ye sahi kha hy hum jab over trading karty hain to es sy humra account wash ho sakhta hy es lye humy over trading nai karni chaye jab hum apni limit me reh k kam krty hain to us me humy faiyda hi hota hy humy chaye k hum apna experience gain krain jab hum achaa experience kar lety hain to us me hum achi tradaing kar sakhty hain agr ap ko apna account save rakhna hy to humy achy analysis kar k hi trading karni ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                        Ji han bilkul aap theek kah rahe hain overtrading karne ka matlab hai Kailash Agar Ham overtrading Karenge To Hamen love hi hoga isase Hamen koi bhi profit Hasil Nahin ho sakta isiliye Hamen overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie market ko Zyada Se zyada analysis karna ho Bata bhi Ham ismein acha profit again kar Sakenge Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                          Aapane bahut Achcha thread post kiya hai aap theek kah rahe hain overtrading se Humko bahut lock hota hai aur ho sakta hai hamara Forex trading ka account hi wash ho jaaye Hamesha Hamen chahie ke Ham constant Hua pet reading Kiya Karen Kyunki Agar Ham overtrading Karenge is se Humko bahut Bhari nuksan Hoga overtrading karne wala trader Hamesha Greedy ho jata hai aur galat step leta hai aur usko Jo Hui profit vah bhi ho vah bhi uska nuksan Mein Chala Jata Hai isiliye jaruri hai ki aap overtrading Se Dur Rahe aur Hamesha Soch Samajh Ke hi trade Kiya Karen kabhi bhi risky trade Lene se gorez Karen aur overtrading Se Dur rahain Yahi Hamare liye Behtar hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                            Forex trading mein hum ko kabhi bhi over trading nahin karni cahaiye kiok over trading karain gey tu is se loss hi hota hai aur loss bhi buht ziada hota hai over trading se account wash ho sakta hai hum ko trade utni open karni cahaiye js ko hum manage kar sakhen kiok agr hum aik se ziada trade open karain gey tu is lot size ziada hota hai aur risk ziada hota hai js se agr loss hota hai tu account wash ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading ka mtlb loss ya account wash ........

                              Je bilkul ziadah tar traders forex trading ma over trading ki khami ki wajah se fail hotay hain, ap ki bat baja ha k over trading ka maltab ya to loss hota ha aur ya to account balance ma big loss ya phr wash ho jata ha
                              Over trading karnay ki wajah:
                              1) forex aik profitable business ha jis ma ham thoday se time ma bhi boaht sara profit earn kar saktay hain, is lye log chahtay hain k woh trading kartay rahain
                              2) ziadah profit k chakar ma aur greed ki wajah se over trading hoti ha,
                              3) forex market aik attractive market ha jis ma traders har waqat trading ka janun rehta ha,
                              4) knowledge aur experience ki kami ki wajah se bhi loss over trading hoti ha
                              Over trading se kasay avoid kia jaye???
                              a) hamesha rules ko follow karain, apni trading strategy ko hi follow karain
                              b) profit ki aik limit ko set karain os k baad market se avoid karain
                              c) apnay emotions aur patient ko control ma rakhain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X