Sometime aisa hota hai ki Ham proper analysis ke sath Koi trade open kar rahe hote hain lekin market Apne direction change kar Leti Hai Aur Yahan market ka trend change hone Lagta Hai Jiski vajah se Hamari trade Carlos bhi increase Hota jata hai aur ham Kuchh Kar Bhi Nahin Sakte Agar Hamen Lage ki market Hamari trade ke against Chali gai hai aur Hamare favour Mein Nahin Hai To Hamen Yahan hedging strategy ko follow karna chahie hedging Ek Aisi study ji hai means ke agar aap Yahan buy ki trade open ker rahy hain and market down Chali Jaati Hai To Aise mein aap Uske against sell ki trade open gaa Lete Hain Is Tarah aapki equity vahin per stop Ho Jaati hi jitne loss mein vah chal rahi hoti hai so Yahan aap hatching bhi Karke Apna account safe Rakh sakte hain lekin iske liye bhi aapko pahle trend ko confirm kar lena chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим