robot trading karte howe hume kin cheezon ka khayl rakhna chahiye???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    robot trading karte howe hume kin cheezon ka khayl rakhna chahiye???
    robot trading karte howe hume kin cheezon ka khayl rakhna chahiye. plz friends help me im new and i want to do robot trading for making money.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum mujh ko bhai jan is ka koi idea nahi hey q key meney kabhi be koi robot trading nahi ki hey aur me to hamesha sey he manual trading he karta hota hoon aur yehi best hey.
    • #3 Collapse

      robot trading krene k liye humein kuch batein zehan mein rakhni chahiyen,robot trading nahi karni chahiye,iski waja ye hai k ap kabhi bhi trading nahi seekh skein gay,achay robot apko faida dete hein,par los bhi acha he karwate hein,aur robot say earning tu ho jati hai par is ka istemal apko pata hona chahiye,ka use karna hai,kab nahi use karna,kitni lots ki trade karni hai,mix kitni lots lagani hein,ki pair pe kitni bar trade karni hai ye sari batein dekhni parti hein,warna robot tu chale ga he ,trade bhi kre ga,frofit bhi ho jai ga,lekan apko withdraw he na mile tu kiya faida,is liye manual is best trding allwasys...
      • #4 Collapse

        bhai jaan mujhy is k bare main kuch bhe nai pata kyu k main is main roboot trade nai karta main is main manual trade he karta hoin and roboot ko kaise use kiya jata hai is ka mujhy koi idea nai hai.
        • #5 Collapse

          forex trading bohat hi acha business hai laikin ager ap kuch baton ka khayal nahi rakhen gy tu apko loss ka saamna kerna par sakta hai so please pehly forex ki full knowledge len than working start karen
          • #6 Collapse

            robot trading krene k liye humein kuch batein zehan mein rakhni chahiyen,robot trading nahi karni chahiye,iski waja ye hai k ap kabhi bhi trading nahi seekh skein gay,achay robot apko faida dete hein,par los bhi acha he karwate hein,aur robot say earning tu ho jati hai par is ka istemal apko pata hona chahiye,ka use karna hai,kab nahi use karna,kitni lots ki trade karni hai,mix kitni lots lagani hein,ki pair pe kitni bar trade karni hai ye sari batein dekhni parti hein,warna robot tu chale ga he ,trade bhi kre ga,frofit bhi ho jai ga,lekan apko withdraw he na mile tu kiya faida,is liye manual is best trding allwasys
            • #7 Collapse

              dear mai forex trading ko boht simple aur easy smjhta hon es liye ami robot ya software pe trading karne ko acha nhn smjhta forex aik behtreen business hy jab tak ap apnii life ko enjoy nhn karo gy tu ap ko faida hasil nhn ho ga es liye smjhna zaroriii hy,,,
              • #8 Collapse

                bhai mostly robots jo bunaye jatay hyn woh martingale technique per bunaye jatay hyn but mera personal opinion hay kay ap kabhi bhi robots per trust na kerien and agar robots trading kerni hay tou news time robots use ne kerien
                • #9 Collapse

                  G janab sab sy phli baat hamy robot trading sy hamy door rhna chahyay so wohi log better hy ju is mai real trading krty hy so real trade krny ky liyay ap kop bht kuch hasil krna chahyay.
                  • #10 Collapse

                    assalam o alekum bhai main robot k bary main kuch nhe khy sakti q k main ne kabhi robot use nhe kia or main abhi forex main new hun or mujhy forex ko join kary hoye 17 days hoye hain is liye main nhe janti k ye kia hai or hum esy kesy use karty hain
                    • #11 Collapse

                      how are you and i hop you are fine i am new trader in Forex or me abi posting ker raha hon. sory dear me is bary me nahi janta hon is leia me us therds ka ansar deta hon jes k bary me muje malomat hoti hy.So please Forex trader help a new traders q k who bilkul na samj hoty hane
                      • #12 Collapse

                        mere kafi dosto ne robot trading pe comments kiye hain magar kasrate rae yahi dekne ko milti hai k ye munafa bakhsh nahi hai tou jab ye munafa nahi desakti tou phir humain robot trading nahi karni chahye ..............
                        • #13 Collapse

                          My dear brother assalam,o,alaikum robot trading krte waqt hmen is baat ka khayal rkhna chahie k hm greed na kre aur rate ko read kr k phr us pe trade kr aur jldbazi na kren
                          • #14 Collapse

                            mujhy nahi pta k forex men robot trading krny ky liy ko konsi bato ka khayal rakhna zarori hy men ny aj tk robot trading nahi ki men ny sirf manual trading ki hy mery pas manual trading ka boht acha knowledge or experience hy or men boht achi earning hasil krta hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai robot trading be Kar he or is me aap ko kuch nahi karna parta balkay is me jo karta he robot hi karta he is liay robot ko use na hi kia jay tu Accha he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X