trading main nakami ki waja ......???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main nakami ki waja ......???
    Salam dear members g bilkul forex trading main wo hi log nakam hote hn jo jaldbazi sy kam krte hn lalach main a jate hn forex trading main humari choti c ghlti bhi humara account wash kara skti hai isliye kbhi bhi esa km na kren jis sy apke account ko nuksan poche isliye trading main apni ghltion ko ignore na kren ignore krne say apko zaida nuksan ho skta hai isliye mehnat krna kbhi bhi na choren inshAllah kamyab hongy .... shukriya:1f60b::1f60b:

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpg
Views:	4
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12466361
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main nakami ki waja ......???

    Jo log forex trading men achi learning aur knowledge hasil kiay bagher trading shuru kar detey hen aur demo account pe practice nhi kartay aur ziyada profit ka lalach kartay hen woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se musalsal loss uthatay hen aur jaldi nakam ho jatay hen aur trading chor jatay hen
    • #3 Collapse

      Re: trading main nakami ki waja ......???

      Trading Main Na Kami ki Bansi Baje Baat Hai Chand Ka Jigar Mein aap Logon Ke Samne ki hi jata hun ki aap log jo hai ek to lalach Ke Andar a Jaate Hain aur dusra lot size ka istemal aap aise hi nahin Karte aapane account ke Amitabh lot size Goa choose Karen aur uske alava aap log Soch samajhkar market ke trend ko follow karte hue market ka analysis Nahin Karte jisse aap Logon Ko Naksha no khana pad sakta hai
      ​Forex is the Best Business of the world!
      • #4 Collapse

        Re: trading main nakami ki waja ......???

        W.slam g dear members humari ghlti ki waja se trading me humy nakami hoti ha hum market ko analys ni karta itna knowlege gain ni karty aur trade laga dety ha jaldbazi ha me jis se humy nakami ka samna karna perta ha aur choti choti chezo ko hum nzar andaz kar dety ha jo Bilkul thk ni is liye market ko analys kare dosto aur understand kare indicators ko tab hi ap trade lagae aur apni ghltiyo se seahkeh
        • #5 Collapse

          Re: trading main nakami ki waja ......???

          g sir apki ye bat 100% durust ha k jaldi ka kam shetaan ka.
          or wese bhi business main emotions nai balke dimag se kam karna chahie .
          • #6 Collapse

            Re: trading main nakami ki waja ......???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
            Salam dear members g bilkul forex trading main wo hi log nakam hote hn jo jaldbazi sy kam krte hn lalach main a jate hn forex trading main humari choti c ghlti bhi humara account wash kara skti hai isliye kbhi bhi esa km na kren jis sy apke account ko nuksan poche isliye trading main apni ghltion ko ignore na kren ignore krne say apko zaida nuksan ho skta hai isliye mehnat krna kbhi bhi na choren inshAllah kamyab hongy .... shukriya:1f60b::1f60b:

            [ATTACH]16636[/ATTACH]
            Trading Menaka Mein ki bahut Shiva Jo Hath ho sakte hain Yahan per Jo member Se Na kam hote hain vah mostly apni jaldbazi and lalach ki vajah se na kam hote hain Kyunki Jo traders a product reading Mein lalach karne Lagte Hain vah Yahan kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte lekin vah members Hamesha succession Hote Hain Do yahan jaldbazi se bachte Hue aur lalach se bachte Hue trading karte hain and Yahan patient ke sath kam karte hain aur apni trade ke profit mein aane ke liye bahut Sabar ke sath kam lete hain Yahan per Jab Ham Apne mistakes ko ignore kar dete Hain To Hamen is market Mein again and again loss hota rahata hai Jo hamari na Kami ki ki vajah ban jata hai Hamen main always Apne mistakes se learn Karte Rahana chahie
            • #7 Collapse

              Re: trading main nakami ki waja ......???

              Trading ma nakami ki sab sa bari waja ha hmari jaldbazi jab hum jaldi ma rrade lgaty han tab hum nakam hoty han dear kabhi bhi trading ma jaldi ma kary aur na hi trading ma laluch kary ya trading ki sab sa bari dushman han in sa avoid kar ka ap achy aur profitable trading kar skty han is ly dear phly markeet ko smjh lan markeet ki movement ko smjh lan smjh kar dakh kar ki jany wali trade kabhi nakam nahi hoty
              • #8 Collapse

                Re: trading main nakami ki waja ......???

                Assalamu Alaikum dear friend trading mn na kami Ki Sabse Badi Waja jaldbazi hy Hamen Hamesha Sabar se kam lete Hue Forex trading Mein kam karna chahie market Ka achi tara analyse karna chahie Jab Ham uska achi tara Mein samajh lena aur ek Achcha ki padhta sarkar Main To fir Hamen usmein trade h
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trading main nakami ki waja ......???

                  Forex Business humre lye bhtt ache opportunity hai is me hume zeada mehnat krna hoti ha ager hum without learning earning krne ki koshis kre ge tu hum nakam hu jae ge hume mehnat se achieve krna ha sb kch knowledge or experience se krna hai lalach se nhe

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X