profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai main apni trading main is tarha nahi kerta hoon.mujay apni trading main jan profit hota hay.main us profit ko hasil kerta hoon.or us kay bad is business main or trade kerta hoon.bhai jab hum ko is business main profit ho.or hum us profit ho hasil hi na karain.to phir hum ko trading karny ka kaya faida hay..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g hanasa hota ha balky bht se logon k sath hota ha k profit to easily hasil ho jata ha but is ko maintain rakhna ,kisi kisi ko ata ha ,werna to trader profit leta ha dusri trade main loss kr deta ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
      • #108 Collapse

        ap na acha point raise kia ha waqi start ma ap ko profit asani sa hota ha but usa manage krna bht dafa muskil ho jata ha bht sa trader to acha profit dakh k greed ma par jata han mara khyal sa hmain trade lagana sa phla he apna profit ko estimate kr k us ko acha sa manage kr lana chea k wo loss sa bach sakainn
        • #109 Collapse

          in forex trading you need a lot of trading experience to manage your investment risk at your risk tolerance level.it is easy to make profit but it is also diifficult to manage the rate of making profit.
          • #110 Collapse

            I think that you are right. In Forex money maintaining is one of the important part if a trader don't know about the money maintaining then he or she can loss his or her profit at any moment.
            • #111 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: adiil786
              yes dear i think that you are saying very very true and i also think so that it is very very easy to earn profit from forex trading and i think tat we all need to be an expert trader and i think that this si the best way for all to gain more and moe proft and to earn money from forex trading bsuienss
              haan me bhi aap se muttafiq hun bhai hum ko forex trading me profit ko maintain rakhna lazmi hai kiun ke forex me hum ko nahi pata hota hai ke next week kia honey wala hai o hum jitna carefully kaam karen ge utna he hamara profit safe rahe ga .
               
              • #112 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                dostu forex me me jub se kam kr raha hun me ne ak baat bohat dafa obeseve ki ha k is businuss me profit banana koi mushkil nahi ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil ha matlab again se trade dal k loss hgo jata ha aksar new trader aesa hi krte hen ap kia kehte hen is barey me
                g ahn dear mai ap ki bat say agree karta hun kforex mai profit banaaager ap k liye asan hai hai to , ap is ko maintain nai kar patay q k market mai utar charhao to ata rehata hai or har wakat profit gain karna asan nai hota
                 
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                  dostu forex me me jub se kam kr raha hun me ne ak baat bohat dafa obeseve ki ha k is businuss me profit banana koi mushkil nahi ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil ha matlab again se trade dal k loss hgo jata ha aksar new trader aesa hi krte hen ap kia kehte hen is barey me
                  ye ap ne sub se best baat ke hai,g han belkul profit to admi bana leeta hai,lekin usko QAIm rakhbna bhut he mushkil hujat hai,kue k hamari kessi pe trade ke nuksaan ka asar hamare profit pe perta hai
                   
                  • #114 Collapse

                    aap nay bilkul he thk kha hai abhi me aap ko apnay sath honay walay loss btata hon meray pass 140$ thay jiss say me nay trade kar k 290$ kye lekin meri ghalat trade ki waja say sub loss me change ho gya.
                    • #115 Collapse

                      ye baat blkul theek hai k maintain rkhna bht mushki hota par aik baat hai jis tara profit kamana asan hai usi tara loss b profit k hisab se he hota hai islye koshish karni chahye k puri tawaja se dehan se trade lagaen aur nikalen ta k jis level me profit gaya hai us level me loss najae
                      • #116 Collapse

                        ji ha bilkul forex m hum easily profet bana lety ha yani hum is m ek target rakh lety ha k hum n itna profet earn karna ha phir humy utna profet ho jata ha lekin hum ziyada k lalich karty ah jis k waja s pichla b nahi rehta ha is liya is m greed pr controll bohat ziyada zarori ha
                        • #117 Collapse

                          g bilkul bhai jaan forex trading me profit banana to bohat asaan he lekin is ko maintain rakhna kafi mushkil kam he lekin jab ham aik mahir trader ban jaty hen to ye b koi mushkil kaam nahin he ...
                          • #118 Collapse

                            ji ha yar profit tu app asiny say hasil kar saktay ha laken new trader iss ma loss kha jatay ha iss ke wja ya ha kay unoo nay forex trading ko achi traha say learn keya nahee huta iss k leay hard work ke zaroorat ha jo new trader nahee karba chta wo bas profit kma na chta ha.
                            • #119 Collapse

                              yes yeh bat kafi had tak sahi hey aur many traders aisey hain jo is main profit to bana lete hain but isko achi trha se maintain nahin kar patey hain aur ziada greedy bantey hain jiski wjha se unhen loss hi ata hey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Han sahi baat hai profit hasil karna to kafi easy hai magar us profit ko maintain rakhna kafi moshkil hai hume chayye ke hum ziyada lalach na karen hum kam se kam volume me apna trade lagaye...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X