profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Aap ki baton sy lagta hay k profit achieve krna koi kamal nahi laikin us profit ratio ko maintain rakhna kamal hay, forex marketplace mein up and down hota rehta hay is liye aisa hota hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes sir me ap se agreed hu or me ye sochta hu k profit banana bohat easy hai yaha but ye hamare upar depend karta hai k hum kaise kaam karte hain so i think if we do good trading and spend much time on forex and try to regular do our best here so we can do good trading here to make some good profit here,,
       
      • #63 Collapse

        main kabhi bhi apny profit per samjhota nahi karti, jam main kisi trade main profit earn karti hoon to new trade start karny sy phely us ko withdraw kar lyti hoon or phir new trade start kati hoon.
        • #64 Collapse

          Han g ap nay bilkul theak kaha aisy he mainy kuch din to bohat acha profit bnay but main esko maintain nahi rakh saka aur ab main esko maintain karny ki koshish kar raha hun keh kam he profit ho to koi masla nahi but profit bana hay.
           
          • #65 Collapse

            profit tab hi maintain nai hota jab aap apni trading ka volume change karty hain. Misal kay tor pe agar aap ny invest kia tha 100$ or aap ne profit le lia 50$ or apka volume tha 1$ jis se aap ne 50$ earn kiay, ab jab aap apna next order lagaen gay tu phir apka volume dobara 1$ hi hona chahiay jab tak aap apna targeted balance nahi kar lety tab tak apni trading ka volume change mat karen nai tu ap apny account kay profit ko maintain nai kar sakty.
            • #66 Collapse

              bhi me ap kii baat see boht agree hoo or ap ki baat boht hev achi he or is k bare me ye hi khayal he k me to ye hi kaho ga k profit to hum boht kamaet he lekin is ko hum maintain nhi kfr sakte he is ko rakhne ki koshash kre ap bhi.
              • #67 Collapse

                dear forex market main sab say bary cheez he management hoti hey agar aap ko achi managment ati hey to aap forex market main bohat acha profit gain kar skty hen or is market main aap daily ka earning b kar skty hen lakin us k liay aapko achih management ani chaheay,..
                • #68 Collapse

                  ji ap thek keh rahe hai profit kafi log kama lete hai is market se lekin us ko maintain rakhna difficult hai kyo ke ek trade ap win krte hai tu dosri haar jaate hai is ka matlab yeh hai ke ap ne forex ko sahe trha samjha hi nhn hai aur ap ke profits jo hai wo consistent basis pe nhn ho rahe, jb tk ap ke profits regular na hojaye ap forex mein kamyab nhn ho sakhte us ke lye ap ko hard work ki zarorat hoti hai jo ke market ko samajhne ke baad experience se ati hai
                  • #69 Collapse

                    Gee haan aap thek kehtay hain. profit to ho jata hai lakin wo har month maintain nahi ho pata. mere khayal main iss ki wajah yeh hai ke humaray pass koi proper plan nahi hota aur hum zayada profit ke chakar main lalach kartay hain.
                    • #70 Collapse

                      i think aisa bohot sarey traders ke sath hota hey keh woh is main profit to bana lete hain but usko woh achi trha se maintian nahin rakh saktey hain jsiki wjha sey unhen yahan par loss hi hota hey.
                      • #71 Collapse

                        dear forex main app pahle apni stratigy ko behtar banay us k bad app es main maintain karna start kary, jaisy hi app es main kafi experienceable ho jye gay to app loss ki taraf kam hi jaye gay.
                        • #72 Collapse

                          Ji bilkul sahi,kyunke boht se traders profit bna bhi lete hain starting mein lekin profits ko constant rakhna he main skill hai kyunke meri nazar mein sensible or successful trader wo hai jo apne profit ko constant rakhe or apne har trade ko loss se bachaye,har trade pe profit bnaye chahe phir profit zada bara he kyun na ho lekin constant rakhe.
                           
                          • #73 Collapse

                            mere khyal men agar hm money management pe amel kr len to forex se earn kiya howa pesy ko mantain krna bhi utna asan he jitna earn krna
                            • #74 Collapse

                              yes dear men aap ki bat se agree karta hon, jab hamare pass zeyda profit earn ho jata he to jald bazi men usi time 2nd trade open kar dete hen ya zeyda tar usi pair men jis se phele profit me trade close kari thi usi pair me big lot se trade open kar dete hen. aur zeyda tar loss ka sam'na karna parhta he,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Brother mein aap ki baat se agree kerta ho baat yaha greed ki he ati hai , jab koi trader kuch profit gain ker leta hai tou wo over confidence ho jata hai wo samjhata hai k us ne trading seekh li hai or us ki her trade profit mein he jaye gi or isi waja se wo apni money loss ker deta hai.
                                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X