profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    Ye hoi nai pate ke baat jab ap earn karo ge tu matlab tandolkar tu match mein agai lekhan ab ye kitni runs bani ga is ka pata nahi hot har bal risk hota hai aur kis be ball pe out ho sakhta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      apki baat theak hay agar hum forex trading main profit earn kar lety hay to humay chahiey keh usko maintain rakhy kyun keh agar hum usko maintain nahi rakh sakty to hum kamyab trader nahi huway
      • #2058 Collapse

        maintain krna hai account ki health ko is k liay zarori hota hai k hum ko koi na koi trade krni hoti hai is main best option ye hoti hai k kum bonus say hum ye kaam ko kr saqty hain laikin is main koi b jaldi say kaam ko krna hum ko double nuksan kr daita hai
        • #2059 Collapse

          profit ko bana laina hum k liay agar easy hai to is ko hum nay maintain krny k liay is ko ik limit ko follow krna kafi zada zarori ho jata hai kun k is main sub say zarori hota hai k ik trader market ko is tara say study krta hai k in k pass koi or option nahi hoti hai
          I LOVE PAK FORUM
          • #2060 Collapse

            yehi tu yaha pe aik bohat hi bari [problem hai kay trader achi trade karkay achi earning ko earn tu kata hai likin is ko kis tarah say manage karkay rekhna hai is ka na pata hota hai
            • #2061 Collapse

              aik do bar to hum market say profit earn kar sakty hay but agar hum forex trading main regular earning karna chahty hay to humay chahiey keh market ko sahi say learn kar kay he trading karen
              • #2062 Collapse

                Traders ko jab profit hota hai tu some traders greedy ho jatay hai or some traders overconfident ho jatay hai.Jis say on ko apna profit maintain karny me difficulty hoti hai.Or is waja say wo market me loss kr lety hai.
                   
                • #2063 Collapse

                  aik 2 bar to hum profit luck ki waja say bhi kar sakty hay but agar hum regular profit earn karna chahty hay to eskay liey humay trading ko sahi say learn karna chahiey tabhi achi earning kar sakty hay
                  • #2064 Collapse

                    Some traders kay laye profit banana bhi bohat difficult hota hai or os ko maintain rakhna tu boha thi ziada difficult hota hai.Traders apna profit greed and fear ki waja say trading market me maintain nhi rakh paty.
                       
                    • #2065 Collapse

                      apki baat sahi hay forex trading main aik do bar profit to earn kar sakty hay but es profit ko maintain rakhna humary liey mushkil ho jata hay so humay chahiey keh forex trading main mehnat karen tabhi esko maintain kar sakty hay
                      • #2066 Collapse

                        g han aisa bhi hota hai ke is mein apse tukke se ek trade achi hojaati hai aur profit ban jaata hai lekin is mien apko long term survive rehna hai is liye ap isko seekhen aur is mein achi trading karen.
                        • #2067 Collapse

                          G bilkul thake kha hy ap ek ya do dafa tu profit earn ker lo ga lakin usko maintain kerna bohat zaida muskil kam hy kun ke uski liya apko usko bohat zaida seekhna or learn kerna perta hy
                          • #2068 Collapse

                            Yes forex trading market me profit banana tu traders kay laye difficult hota hai.Agar hum yaha per hard working karty hai tu ham profit gain karty hai.Or is agar hum little mistake karen tu hum trading me loss kar letay hai.
                               
                            • #2069 Collapse

                              yes aap ki baat sahi hai aik baar profit ho to jaata hai lekin us ko maintain rakhan ziada zaroori hai is liye pehle forex ko learn kare aor money management ko samjhain phir trading kare to ham is main apne profit ko maintain rakh sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                Agr hum proper planning krrn goal bnain target set kren daily weekly aor monthly base oy unki achive krny ki strategy bna len aor daiky demo oractice kren hard work aor mehnt kabi raigan nhi jati forum py humen time guzarna chye yahan sy human hr msly ka hal mil jata hau

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X