profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    bat to ap ki tek ha profit banana easy or us ko maintain akhna muskil ha lakin agr hum is me b koi manegment kar to koi be chez mushkil nahi ha humy apne daily target ko made nazar rakhna chye or loss ko be tabi yeh mumkin ha,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      ap ki thinking thk ha ha ak dafa profit bnanay ka bad hum log greedy hu jaty hain ur rato rat ammer na chahty hain jis ka hamaon nuqsan huta ha ur hum acha bhala profit ko loss main tabdeel kr bthy huty hain is waja sa apna target set kr lo ur phr us ko cross na kro simple u will gain and gain
       
      • #783 Collapse

        main aap ki baat se kafi agree karta ho kyun k kafi log hain easa jo profit bhi bana leta hain lakin un ko maintain nahi rak skta hain. kyun k un k mind mein ya baat chali jati hai k ab tu humara pas kafi balance hain aur hum ziada trading kar skta hain jis ki waja se wo koi na koi mistake kar leta hain aur un ko loss ho jata hai.
         
        • #784 Collapse

          sir thk kaha ha apnay profit banana asan ha easay but usi profit ko mainttain rakhna bhot hi muskil ha apko profit maintain rakhna kay liye ya zarori ha kay ap demo ma ziada say ziada pracitce kro jatna hi kro gay apko uthna hi fiada ho ga insan kay liye koi bhi ces muskil nai ha insan profit mainatin kr sakta ha bs himat na haray
          • #785 Collapse

            yar may ap ke baat se 100% agree krta hay k is busiess me profit bnana asan hay likin maintain krna buhat mushkil hay becasue is ke sab se bre waja ap ki greed hay q k jab ksi ko profit hota hay to wo us ko or bnanay k chaker bina sochay samjey trade kr dete hay or apna profit bhi kho deta hay
            • #786 Collapse

              g han dear forex me profit earning karna bahot easy hota hay magar us ko maintain rakna bahot hi mushkil hota hay, forex me kesi time b hamy trading me loss ho sakta hay.
              • #787 Collapse

                g profit bana bhi mere kheyal emin koi asan kaam nahi hai agr ap ke pas knowledge na ho to jb tk knowledge nahi ho ga to ap kuch bhi nahi kr skain ge learning aur experience gain kerne ke bad achi earning hoti hai
                • #788 Collapse

                  ji bro m totaly agree with u k trading main profit karna koi mushlkil nahi hai but phr se use maintain karna bht mushkil hai meanz jab hme koi profit hota hai trading main to ham bht happy ho jate hain aur smjhte hain k ham nay apna kam complete kar lia hai jab k aesa nai hota ham khushi se next trading soch smjh k nai kar pate js ki wja se hae loss face karna parta h dats y profit karna mushkil nai use main tain karna mushkil hai..
                  • #789 Collapse

                    ji han mere khyal men agar hm money management pe amel kr len to forex se earn kiya howa pesy ko mantain krna bhi utna asan he jitna earn krna mere khyal se money management se ap apni money ko mantain kr skty hen.
                    • #790 Collapse

                      Jee haan bhai jaan me ap ki baat se agree karta hon hum is kaam me profit asaani se bana sakte hain magar hum apne us profit ko maintain nahi rakh paate kiyo ke hum apne lalach ki waja se us ko bhi loss kar dete hain....
                         
                      • #791 Collapse

                        bhai me demo pr kam kr ri hn o mjhy to wahan ye hi sekhny ko mila hy ky na profit kmana asan hy or na hi us ko maintain rakhna asan hy or real trading ka to many suna hy ky wo wasy hi bari mushkil hoti hy demo account sy.
                        • #792 Collapse

                          han jab hum loss ho jata hy to profit bnaa bhe mushikl hi ho jata hy bt to ghoma phira ke mera lihaz se wahin a jati hay maintane na reh pana bhe to loss hi howa
                          • #793 Collapse

                            mere dost main apki baat se kaafi agree karta hn kiunke kafi log hain easa jo profit bhi bana leta hain lakin un ko maintain nahi rak skta hain. kyun k un k mind mein ya baat chali jati hai k ab tu humara pas kafi balance hain aur hum ziada trading kar skta hain jis ki waja se wo koi na koi mistake kar leta hain aur un ko loss ho jata hai.
                            • #794 Collapse

                              ji han mere khyal men agar hm money management pe amel kr len to forex se earn kiya howa pesy ko mantain krna bhi utna asan he jitna earn krna mere khyal se money management se ap apni money ko mantain kr skty hen.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                jee han dear apki baat theek he jab ham new hote hen toh ham forex ko ak way me learn karte hen or step by step forex ko samjte hen or ak din ham earning start kar dete hen lakin ham jabi achi eanring karne lag jate hen toh ham apni kamyaabi ko itni asaani se maintain nahi kar pate

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X