profit banana easy ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    dear main ap ki baat se agree karta hu profit banana easy ha lakiun is ko maintain rakhna bohat hi mushkil hai dear agr hum is ko hard work say kare to mera khayal hai k hum is ko maintain rakh rah sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Yes you are right that keeping profit consistent is really difficult but in forex trading if you are trading with some rules and planning than you can make definite income. But if you trade without planning you will lose all you have.
      Don't spam the forum
      Just work Honestly! Earn $0.20 Per Post Earn 200$ Bonus!:o
      • #198 Collapse

        profit banana asan ha usay maintain is liyay rakhna mushkill ha k hum proi tara trade ko samaj nahi patay ya phir hamain mony manage nahi karna ati agar hum money manage karnay ka koi taraka dodhndh lain to hum kafi acha mantanace kar saktay hain
        • #199 Collapse

          ji isi liye ye recommend kia jata hai kay ap apna profit sath sath nikalwate rahain kiu kay aksar jab humai profit hu jatab hai tu hum sochte hain kay mat nikalwayn aur apni investments ko increase hune dein but loss forex ka hissa hai aur phir wo profit bhi zaya hu jata hai
          • #200 Collapse

            Base on me as a trader i will say that any time that you are trading and you wants to make good money you must learn how to follow the main trend so that you will be able to grow your account at any given time
             
            • #201 Collapse

              haan yeh ap ki bt to waisy theek hai lekin yr jab hum forex main profit kerte hain lekin bad main hum sochte hain ab hum is main bara volum lga ker acha profit b nikal lain gain tab hi ap ko loss hota hai ager ap us main us waqt choota volum hi use kerte to ap ko loss ni hota aisa hota hai bulkul markit main
              • #202 Collapse

                profit banana easy nahi he, or na hi maintain rakhna, kai traders profit hony par apny capital barhny par apna profit bhi re trading k ley use karty hen ye achi bat he but hamesha apny margin par zaroor nazar rakehn,
                • #203 Collapse

                  It is reality that the making the profit is so much easy but to maintain the profit is so much difficult because when you will get the profit you will became the greedy and them you will make the dangerous order which will leads to you towards the loss
                  • #204 Collapse

                    No doubt, hum profit to bna letay hein magar os ko continue nai kar patay, hum aik trade mein profit bnaty hein to hum over confident ho jaty hein jis ki waja se hum mistake kar jaty hein or humara profit bhi loose ho jata he or pher recover karna parta he.
                    • #205 Collapse

                      Ager kaha jaey k Forex trading market aik hunter hai to galat nai o ga. Aik new trader jb trading start krta hai to shru main wo bara sambal k trading krta hai aur apney capital aur equlity ko barata jata hai aur sath sath thora thora profit withdrawal b kra leta hai. Per jaisy jaisy time guzarta jata hai trader aaityat ka daman hath sy chor deta hai aur amooman galat time py barey volume ki trade laga deta hai aur ye wo time hota hai jb Forex market sath nai deti aur market speed k sath aik side py chalti jati hai aur jb equlity khatm o jati hai to natija account farigh.
                      • #206 Collapse

                        its very true that maintain a position in forex is much difficult , but by applying money management keys one can resolve this difficult issue. as make money is easy than maintain your money in you wallet.
                        • #207 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                          dostu forex me me jub se kam kr raha hun me ne ak baat bohat dafa obeseve ki ha k is businuss me profit banana koi mushkil nahi ha but us ko maintain rakhna bohat hi mushkil ha matlab again se trade dal k loss hgo jata ha aksar new trader aesa hi krte hen ap kia kehte hen is barey me
                          yes bro trades main profit karna hard kaam nahi hai kyun kay aksar profit ho gata hai per joh muskil kaam hai kee uss ko acc main present rakhna kee aap ke trades ka profit rehe or loss na ho or account balance investment see kaam na ho its really hard to do this....
                          • #208 Collapse

                            Jee apki baat say main itifaq karta hun profit to bna sakty hay forex trading main but esi evrage ko mantain rakhna mushkil hota hay hum es avrage ko kam target rakh kar bhi mantain kar sakty hay.
                             
                            • #209 Collapse

                              han g yeh bat sahi he keh profit to kisi bhi waqt easily ban jata hey but profit hone ke bad profit ko maintain rakhna bohot hi mushkil hota hey khas kar new traders keliye aur woh is main apne emotins ko achi trha se control nahin kar patey hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                dear profit ko maintain rakhna ais liay muskil hai kay ap ko ap ais mai phir ap ko zaida mehnat karni parti hai ta kay ap ko loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X