Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.
    Forex market Mein continuously mistakes to avoid karne se aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai Jo traders market Mein mistakes karte rahte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin hoti aapko chahie kapus market Mein apni mistakes per control karte rahen agar aap is market Mein soch samajh Kar kam karte hain to aapko ismein achcha result Mil jata hai agar is market mein aap trading plan ko use karte hue kam karte Hain to aap market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain uske bad aap is market Mein apna target aasani se hasil kar sakte hain agar aap is market Mein hard work nahin kar sakte to aap is market Mein mistakes ko control nahin kar sakte.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

    Je han. Forex ma apni mistakes ki repeatation sy hamesa bachna chahe. Forex trading ma mistakes ka hona kio masla ni hai but mistakes ka repeat karna bara masla peda kar sakta hai. Forex trading ma mistakes k bad he hamy working technique ko improve karny ma madad meltii hai. Forex trading ma hamy apni mistakes ko note down kar lena chahe or phr trading ma in hoty waqat sb mistakes ko or unk solution ko revise kar lena chahe.
    Last edited by ; 26-07-2020, 08:37 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

      Ji han apki bat sy agree karta hon, agar ham mistakes sy avoide karen gy to hamen forex tradign men kamyabi ho ge kyn kay agar ham aismen apna k am theek karny ki koshish karen gy to hamen loss kam ho ga aor profit zeda to jon jon loss kam aor proift zeda hota jaye ga hamara account phelana start ho jaye ga so hamen dil laga kar kam karna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

        Starting main hamain apni kai mistakes ka pata chalta hay. Mistakes ka highlight hona hamary faidy kay liye he hota hay. Q keh ager ham in mistakes ko kabhi repeat na karain to he forex main kamyabi mumkin ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

          dear friend forex trading mn mistakes sa avoide kr k he forex trading mn kamyabi hasil ki ja skti ha sur jo log apni mistakes ko dobara repeat naen krtay jin ki waja sa pehlay loss howa ho to woh hmesha forex trading mn kamyabi hasil krtay hn
          • #6 Collapse

            Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

            Forex business mein jab bhi loss hota hai apni hi mistake se hota hai hum forex mein koi bhi mistake kartay han tu is se loss hota hai hum ko forex mein mistake se bachna hota hai hum mistake se bach kar trading karain gey tu hi kaamyaab ho saktay han forex mein apni mistake ko theek karna hota hai hum mistake ko cover karain gey tu hi forex mein profit ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
              Forex market Mein continuously mistakes to avoid karne se aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai Jo traders market Mein mistakes karte rahte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin hoti aapko chahie kapus market Mein apni mistakes per control karte rahen agar aap is market Mein soch samajh Kar kam karte hain to aapko ismein achcha result Mil jata hai agar is market mein aap trading plan ko use karte hue kam karte Hain to aap market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain uske bad aap is market Mein apna target aasani se hasil kar sakte hain agar aap is market Mein hard work nahin kar sakte to aap is market Mein mistakes ko control nahin kar sakte.
              aapki baat bilkul theek hai galti insaan se Hoti rahti hai lekin use galti ko repeat karna uski na kami Hai hamen chahie kya Ham apni galti ko repeat na Karen apni vyaktiyon se hamen sikhane ki koshish Karni chahie hamen apni galti ko ignore nahin karna chahie aur unse sabak sikhana chahie hamen apni galti ko thik karne ki koshish Karni chahie agar Ham apni galti ko kam se kam karne ki koshish Karenge to yah hamari sabse badi kamyabi hogi lekin agar Ham apni galtiyo ko ignore karte hain aur continuously bar bar galti karte rahte Hain to yah hamari na kami ka sab banti Hain.
              سرکار
              • #8 Collapse

                Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                Koi bhi aisa kaam ke jisko newly start Kiya jata hai usmein members se kafi mistakes bhi hoti hain aur FIR an mistake se members ko learning bhi hasin Ho jaati hai aise members ke Jo apni mistake se learning hasil nahin karte hain yahi vajah hai ki FIR unko kam karne se related achcha experience bhi hasil nahin hota aur members ko chahie ke vah apni mistakes ko control karne aur FIR apni mistakes ko kabhi bhi repeat na Kiya Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                  Apny Thek kaha hai k Mistake sy avoid karty rehna kamyabi ka First step hai.. magar Forex trading aik aisa Forum hai jis mein apk pas Jitna b knowledge or Expereince Q na ho kam hai... Ap sy kubi na kubi mistake ho he jati hai magar Ap us mistake sy learn karty hain ... Or Ainda Us Galti ko again karny sy Avoid karty hain beacuse insan Galti sy Seekhta hai.. is liye Ap koshis karein k demo account par khoob practic karty rahein.. market ki jaanch partaal karty rahein.. forex trading k bary mein zeyada sari information leny ki koshish karein.. or Try karein k jald bazi sy kam na karein.. soch smjh kar Misateks sy avoid karty hoey self confidence k sath Trade karein.. tak ap kamyab ho sakein..,
                  • #10 Collapse

                    Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                    Yes off course forex mai during work hum se bhttt sari mistakes hoti hai jis ki wja se hume loss b hta ha humra work effective hota ha lkn ager hum mistakes ko smj k unko thk krne ki koshis kre or ghaltiyo se sekh k agy bhare tu kamyabi khud humre pass e a jae g
                    • #11 Collapse

                      Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                      Je han. foreign exchange ma apni mistakes ki repeatation sy hamesa bachna chahe. forex buying and selling ma mistakes ka hona kio masla ni hai but errors ka repeat karna bara masla peda kar sakta hai. foreign exchange buying and selling ma errors okay horrific he hamy running technique ko improve karny ma madad meltii hai. forex trading ma hamy apni errors ko note down kar lena chahe or phr trading ma in hoty waqat sb mistakes ko or unk solution ko revise kar lena chahe.
                      • #12 Collapse

                        Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                        Hamen trading mein hamesha serious rahana chahie aur timing ke mutabik kam karne Ki khoj karne chahie mistake ko avoid karne ki koshish nahin karne chahie Ham kabhi vs Messi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain agar Ham ne trading co serious hokar nahin karenge avoid karenge to hamen nuksan hoga Ham kabhi Kam yahan nahin ho sakte isiliye trading co avoid nahin bol ke usko samajhne Ki koshish karna hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                          Asalam O Alekum dosto umeed krta hn sb dost khariyt se hoon gy aur apna kam mehnat se jari rakhy hovy hoon gy, continously mistakes se avoid krna hi kamyabi ka pehla step ha dosto hamare mistakes jitni zeyada hoon gi utna hi hamen nuksan ho ga lakin agr hm apni mistakes se sabak seekhen gy aur repeat ni krn gy ytou us se hamary kam ki quality bht behtr ho jay gi aur acha bonus b hasiol ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                            Ji han bilkul Forex ko samajhne ke liye do work kam karna aur mistake ko avoid bilkul bhi nahin karna chahie yah Hamara kamyabi Kitna pahla Sada ho sakta hai aur ham Mein Forex ko good job Banakar apne liye Achcha benefit result gain karne mein Kamyab ho sakte hain isiliye Apne result ko vedar banane ki koshish karne ke liye hard work karna aur mehnat karne ke bagair koi bhi kam unke Nahin ho sakta hai isiliye Apne kam ko Behtar banane ki koshish karen beta banaa ke acche result again ki kar sakte hain acche result gain karne mein hi kamyabi ho sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Continuously mistake se avoid karna kamyabi ka first step hai.

                              ji han pyare bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai kya gram mistake ko vodka dete Hain to mere pyare bhajan ham kamyab Nahin ho sakte hain mein chahie ki ham mistake se ko dekhen aur message Sahi koshika bukhar Chal kahin sorry ham kamyab ho sakte hain ham karenge to kamyab ham Nahin ho payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X