Day trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trading
    Assalamu Alaikum bhaiyon mein se kitne log Hain Jo day trading karte hain aur trading ke liye Din Ko choose Karte Hain Uske liye short-term trade Lagate Hain main day trading karta hun aur Mein Jaldi apni trade ko close kar Leta Hun Kyunki Forex trading ki market ka koi pata nahin Hota ki kis time kis sitlde par move kar Jaaye isliye day trading karna Meri Najar mein jyada behtar hai aap Logon mein se kitne bhai day trading karte hain aur kitne bhai long term trading Karte Hain Mujhe bataiyega Mein Janna Chahta Hun Ki aapka experience day trading Mein kaisa raha hai aur long term trading main aap logon ka experience kaisa raha hai mera experience bahut Achcha raha hai aur main aap Logon ke experience se fayda Uthana chahta hon Aur main yeh bhi Janna chahta hon Kay AP ka experience kaisa raha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum bhaiyon mein se kitne log Hain Jo day trading karte hain aur trading ke liye Din Ko choose Karte Hain Uske liye short-term trade Lagate Hain main day trading karta hun aur Mein Jaldi apni trade ko close kar Leta Hun Kyunki Forex trading ki market ka koi pata nahin Hota ki kis time kis sitlde par move kar Jaaye isliye day trading karna Meri Najar mein jyada behtar hai aap Logon mein se kitne bhai day trading karte hain aur kitne bhai long term trading Karte Hain Mujhe bataiyega Mein Janna Chahta Hun Ki aapka experience day trading Mein kaisa raha hai aur long term trading main aap logon ka experience kaisa raha hai mera experience bahut Achcha raha hai aur main aap Logon ke experience se fayda Uthana chahta hon Aur main yeh bhi Janna chahta hon Kay AP ka experience kaisa raha
    day trading ke liye aapko chahie kya h1 time frame Mein kam Karen Taki aap Jo bhi traders market mein open Karen uska target aap ka ek Hi din Mein hit ho jaaye Jo tradus market Mein h1 time frame use karte hain unko jo bhi target hota hai vah aasani se ek Hi din Mein main hit ho jata hai agar aap is market mein jyada takat set karte Hain to usko hit hone Mein kafi jyada time lag sakta hai is market Mein kam karne ke liye aapko acchi planning karni hogi aur intraday trading ke liye aapko is market Mein achcha experience shasan karna chahie jab aapke pass market ka achcha experience aasan ho jata hai to aap is market Mein kam karke apne account ko aasani se group kar sakte hain uske bad aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Day trading

      Salam dear Day trading men ham acha munafa earn kar saktay hen aor hamen day trading sy kam time men zeada profit bhi aa sakta hay, kyn kya log term men to market ka rujhan ye hota hay kay aahista aahista apnay target ko jait hy kabhi sell aor kabhi nuy kar kay to ham jo day traders hen aidmen ye hota hay kay market ka peck leve dekh kar kuch pips earn kar kay ham foran dy acha profit earn kar lenty hen. to ye day trade ka bara he faida hy hamen meant sy sab mily ga apni mehnat kabhi na choren to brst ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Day trading

        Trading kisi bhi waqt mein ki ja sakti hai aur iske liye koi bhi ek time nahin hai kuchh members aise Hain ki Jo night mein trading karna jyada like karte hain aur kuchh aise bhi Hain ki jode time mein aur trading karne ko jyada like karte hain aur koi bhi member apni trading ko jis tarah se relax hokar kar lena chahta hai members ko apni trading ISI tarah se Hi continue kar lena chahie
        • #5 Collapse

          Re: Day trading

          Assalamoalaikum Trading to Din ki ho to bhtr hi hota ha as a businessmen ye bat unko faida karti ha jo log day shift work karty hain zahir hai unko apni families ko b time dena hota ha isliye wolog day trading karty hain aram say us ma continue market ko watch karna hota hai continue is liye day time best rehta hai lekin jo log ghr per working karty hain wo anyy time manage kar sakty hain lekin night ma easy nahi hota working karna or forex trading ma to bht zaida concentrate karna hotaha us k liye fresh hona zaruri hai Night ma ap working ma fresh ni reh sakty.
          Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Day trading

            Yeh BT zarori Ni hkeh ham log day trading karty Hein ya night yeh BT koi zarori nii h hmain chahye keh ham log bht ziada chezain mind m rakhty Huey agy jaen agar ham n kamyab hona h to yeh BT hmary liay bht ziada zarori h hmain isko mind m rakh k agy Jana hoga agar ham kamyab hona chahty Hein to
            • #7 Collapse

              Re: Day trading

              Day Mn trading Humko kamyabi Hasil karne mein help karti hai isliye Ham Jab Bhi karen to hamesha De Mein karen to kamyabi always Milegi Chitra se kamyabi ke liye hamare pass concept very very good Hona chahie acchi Pali se Banakar kam karna chahie acche discipline ko follow karke kam karna chahie Ham Jaisa Karenge Hamare liye befikre strong kamyabi Ho Gai astroprophet a profit Hamare liye Hoga koshish Karte Rahe mehnat Karte Rahe Experience At Karte Rahen to Ek Miyan biwi Mein Milte Ragi is good acchi driving Se Hamare liye kamyabi Hogi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Day trading

                Doston mein karta hun sab log kaise Honge aapki daily market sirf ek train lagane se aap point jayega kya aapane sahi market and nice ki Hai jaane Ke angan market and chahie kyunki vah bhi aap usse market aap Kis tarah purani karenge Punjab market karnal notebook apne sath rakhi hai use per likhate jaen aapane kaun si chij time aapane trading karni hai aur use time market kaise close rahenge market aapko fayda Mein denge isliye trading ko close nahin Karni chahie use time Dena chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X