Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.
    Dear forex members, main apke sath ek baat share karna chahta huun, forex main agr hum kamyab hona chahte hain or agr hum chahte hain ke hum achi earning start kar skein tu sabse pehle hmein is bare main knowledge hasil krna hota hai, hmein trade krne key treky sekhna prte hain, or market ko analyze karna sabse ehm hai, hmein market ki movement ko analyze karna partaa hai, agr hum market ko ignore kar dete hain tu kabhi bhi profit hasil nhi kar sakte or kabhi earning nhi ho sakti. Kia ap logu ka bhi is bare mn yhi khyal hai.? Ap log apne khyalat se agah krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

    g han ap ny thk kha hai hsmain forum main trader banany say pahly is k bary main market ko anlayse karna ho ga tab i hum sucess hon gay aur forum main trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab h ihum sucess hon gay aur forum main loss say bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi ums ucess hon gay aur forum main ghr main beth k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karien gay
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

      Without analysis state karna aise hi hoga kya aap Mein Teer Chala rahe hain aap to iska aapko Koi result Nahin Milega aapko Hamesha se nuksan Hoga isliye Hamesha Hamesha hi chahie ki Jab Bhi Humko trade Lena Chahte Hain To sabse pahle Ham analyse Karen market Ko Jab tak Ham market ko acche the analyse Nahin Karenge Hamen Kabhi Bhi Koi Achcha entry point Nahin Mil Sakta aur agar mein koi Achcha entry point Nahin Milta To Hamen wait karna chahie Kisi acche entry point ka aur koi bhi Faisla karne mein koi bhi entry Lene mein jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

        Yes. Forex market ko proper anlyze karna sekhna bhot zaruri hai. Es purpose k lae demo acct ko use karna professional trader ki nishani hoti hai. Forex ka demo acct hamary lae es sense ma kisi gift sy kam ni hai. Jo trader demo ma achi practice kar k na serf trading tool balky market analysis sb sekhty hain wo he profit gain karny ma kamyab hotyn hain. Forex trading ma kbi profit achy analysis k bena hasil ni hota. Forex trading ma achy entery point ko achy analysis sy he find kiya ja sakta hai.
        Last edited by ; 26-07-2020, 04:44 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

          g friend, market ki moment ko analyse kiay baghair hm kamuab trading nhi kar saktay, hmain pehlaay soch samjah kar aur carefull ho k market ki routine ko observe karna chaiay aur us k mutabik achi syrategy bna kar trade open karain, jaldbazi sa bachain aur tahamul k sath situation k mutabik faislay karain
          Last edited by ; 26-07-2020, 04:45 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

            Dear friend Forex trading mein Aisi Baat Nahin hai ki jo bhi aap ismein analysis Karen vah Kamyab Ho ismein acche se acche analysis Karne Wale tractor ka bhi analysis fail ho jata hai aur aap ko SMS blast ho jata hai isliye aapko chahie aap ismein money management ke sath kam Karen Kyunki aap ka ek behtarin analysis bhi ismein nakam ho sakta hai Jaise aap kafi nuksan kar sakte hain lekin jo log money management ke sath kam karte hain vah Hamesha acchi Adnan karte hain aur Apna account Vishesh rakhte Hain isliye aapko chahie market ka analysis karna acche se sikhen iska knowledge Hasil Karen aur aapki Soch sirf perfect Ki Nahin honi chahie ismein last bhi Jarur Hota Hai hai yah bhi aap ko Apne Jahan Mein Rakhna chahie ISI Baat Se Hi aap apne Forex ke Business mein kamyabi Hasil kar Payenge
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hanzlaahmadb13 پيغام ديکھيے
              Dear forex members, main apke sath ek baat share karna chahta huun, forex main agr hum kamyab hona chahte hain or agr hum chahte hain ke hum achi earning start kar skein tu sabse pehle hmein is bare main knowledge hasil krna hota hai, hmein trade krne key treky sekhna prte hain, or market ko analyze karna sabse ehm hai, hmein market ki movement ko analyze karna partaa hai, agr hum market ko ignore kar dete hain tu kabhi bhi profit hasil nhi kar sakte or kabhi earning nhi ho sakti. Kia ap logu ka bhi is bare mn yhi khyal hai.? Ap log apne khyalat se agah krein.
              market Mein trade lagane ke liye aapko analysis karne ki jarurat hoti hai agar aap is market Mein analysis ke bagair pad open karte hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie kapus market Mein apni trading plan banaa Le aur uske liye hath se is market Mein kam karta Hain jab aap is market Mein achcha trading plan banate hain uske bad aapko is market Mein acchi kamyabi mil jaati hai aapko is market Mein kam karne ke liye hard work karna hota hai uske bad aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai Jo tradus market mein main mistakes karte hain unko kabhi bhi kam jab bhi nahin milati is market Mein kamyab hone ke liye aap ko sote samay kar kam karna hoga uske bad aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hanzlaahmadb13 پيغام ديکھيے
                Dear forex members, main apke sath ek baat share karna chahta huun, forex main agr hum kamyab hona chahte hain or agr hum chahte hain ke hum achi earning start kar skein tu sabse pehle hmein is bare main knowledge hasil krna hota hai, hmein trade krne key treky sekhna prte hain, or market ko analyze karna sabse ehm hai, hmein market ki movement ko analyze karna partaa hai, agr hum market ko ignore kar dete hain tu kabhi bhi profit hasil nhi kar sakte or kabhi earning nhi ho sakti. Kia ap logu ka bhi is bare mn yhi khyal hai.? Ap log apne khyalat se agah krein.
                Salam dear members g bilkul sahii kaha apny market ko bina analyze kiye kbhi bhi trade na lgaen is sy apko kbhi bhi faida nahi hoga isliye esa koi kam na kren jis sy apko nuksan ho so mehnat krna kbhi bhi na chorten mehnat krte rahen inshAllah kamyabn hongy market ko chewck kr k hi humy trade lgani chaiye tab hi humy faida hasil hoga isliye mehnat krna kbhi bhi na choren mehnat krte rahen inshAllah kamyab hongy .......
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                  Assalamoalaikum Bhai Bikul sahi bat hai lekin mery bhai maket ko dekhna samjhna ye sab learning ma hai trading learn kiye baghair success na mumkin hai ye sentence mery liye bht ahmyat rakhta hai or ma is ko Key of Success khti hoon bht zaida important hai seekhna ye koi Aam trade nahi Forex trading hai is ma learning then Practice very very important, is bat ki ahmyat ko jo samjhaingay wo kamyab hain or hongay ap kisi b cheez ko janay or samjhay baghir kia kar payengay ? kuch b nahi is trah say sirf apnay time or money ka ziya hai or kuch b nahi
                  Bohat shukriya Thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                    Dear forex members humy koi bi kam karne se pehle us kam k bary me jana hota ha expereince hona chiye humary bager knowlege k hum wo kam ni kar sakty jo kam karo usky bare me ache se guidelines leni chiye trading me kamiyab hona chahte ha to experience gain kare learn Karty rahe jese hi ap learn karty jae ge apka experience bhrta jae ga aur apko acha profit bi mily ga so best of luck❤️😍
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                      g dear member apny bohat he ache bat share ke market ko bgair analysis kiya bina trade kerna apka 99% trade loss he hoga asi trade ko tuka trade kehtey hotey ha jo loss he karti hoti ha start mein main bhe bgair analysis he trade kerta hota tha or loss he loss kerta hota tha phr meiny forex ko learn kiya or market ko analysis ker ka trade kerna start ke to ab apna kiya howa loss profit mein earn kr chuka ho jab bhe trade karey market ko ache terha watch karey or analysis kar ka trade karey to forex sy profit he earn karey gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                        Ji aapane bilkul sahi kaha ke market ko analyse ki koi bhi hamen profit nahin dyti agar Ham market ko acchi tarike se analysis nahin karenge top hamari lagai he trade hmy bra loss Dy skti Hy ISI apni trade set krny Sy phly hmy market ko analysis krna zarori Hy TB hi hm profit hasil kr skn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                          Ji han Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain To Hamen chahie ke Ham pahle market ke trend ko acchi Tarah check Karen Jab market ke Momentum a samajh Jo Tamam trade Karenge to Achcha fayda Hoga Forex trading mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen apni learning per Jyada tour Jo Dena Hoga jitni Jyada hardworking ke sath Forex trading Mein kam Karenge To Hamen Achcha benefit mil sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                            Han ji han Forex trading Mein trade karne se pahle Hamen koshish Karni chahie ke market ke analysis Karen support and resistance se Agar Hamen koi acchi trade entry Mile Tu hum trase Karenge Achcha fayda ho sakta hai jo Apne karte hain Forex trading Mein Hamen money management ka bhi Khyal karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko analyze kiye bina trade , kabhi faida nhi deti.

                              Han gee dear bilkul markeet ko analyse kar ka ki jany waly trade hi hamsha faida daty ha agar ap analyse kiya bagir kam karty hain markeet ko bgair dakhy smjhy kam karty han to kabhi us trade ma ap profit earn nahi kar skty is ly dear markeet ko parh kar kam kary markeet ka knowledge hona trading ka ly bahot zrori ha khud mehfiz rakhy loss sa jo bhi kam kary forex pa parh kar soch smjh ka sath kary tbhi forex apko us ka acha reward data ha..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X