☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.
    Assalamu alaikum dear friends Ham sab jante Hain ki Hamesha trend ko follow karna chahie kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie graph ko dekhna chahie aur trend ko find karna chahie aur usi direction mein trade lagani chahie agar aap friend ke against jaenge to aapko na kami ka samna karna pad sakta hai isiliye kabhi bhi Trend ke against trade lagane ki galti Nahin Karni chahie.
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

    Hamen market Mein Trend ke Aganist ka nahin karna chahie Ek online business hai yah Kabhi Khatam nahi hoga Hamen ismein market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie FIR hi Ham kam Karke Agar Ham kam karte hue Koi Galti Karenge ho jaega Hamen nuksan ho jaega Hamen market Mein trend ko follow karte hue kam karna chahie FIR Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

      Kabi bi trend ka against trada nahi lgna chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko trend ka against trada nahi lgna chaiy agar aap trend ka against trada lagay gay tu aap ko nakaami hoti hai iss main aap ko trend follow Kar ka trada lagay gay tu aap ko kamyabi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

        Ji AP ki baat Bilkul sahe Hy k forex trading mn hmn kbi bi trade k agenst Kam ni krna Chey kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade lagati wakt market ki Suratehall ka andaza zaror lgain PHR hi trade set krn
        • #5 Collapse

          Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

          Trading ke lye sabse ehm to ye hai ke apke pas trading ka knowledge hona chahiye, agr to apke pas knowledge hai tu ap ache trade kr sakte hain or ache trader ban sakte hain, market ky trend ko smjhna boht zroori hai, market ke trend ko dekh kr hi trade karni chahiye, agr tu ap trend ko dheyan mn laye beghair trade krte hn or wo trend kay opposite hoti hai tu wo trade apko kabhi bhi profit nhi degi or hmeshan loss ka sbab bnegi,or apki earning ko roke gi. Isi lye market kay trend ky khilaaf kabhi bhi aise trade na krein jo apko loss ka samna kraye.
          • #6 Collapse

            Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

            market se related ya ek acchi information hai yah bahut jyada jaruri hai ki koi bhi member jab apne trade ko open karne wala ho to usse pahle vah bahut jyada acchi tarah se market ko analyse kar le aur FIR analyse kar lene ke bad members ko yah idea Mil jata hai ki market ka trend kis taraf hai aur FIR uske bad members ko apni trade bhi open karne mein jyada problem nahin hoti aur ISI tarah se Hi members apni trading mein fail bhi nahin hote
            • #7 Collapse

              Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum dear friends Ham sab jante Hain ki Hamesha trend ko follow karna chahie kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie graph ko dekhna chahie aur trend ko find karna chahie aur usi direction mein trade lagani chahie agar aap friend ke against jaenge to aapko na kami ka samna karna pad sakta hai isiliye kabhi bhi Trend ke against trade lagane ki galti Nahin Karni chahie.
              Salam dear members g bilkul sahii kaha hai ap ny humy kbhi bhi trend k against trade nahi lgani chaiye is main humara hi faida is liye trading krne sy phly market analysis ko zroor check krna chaiye bina soche samjhe kbhi bhi trade na lgaen is main ap hi ka faida is liye mehnat krte rahen inshAllah kamyab hongy .......
              • #8 Collapse

                Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                Bhai yah baat hamesha yad rakhega ki trend is our friend agar Ham trend ke again chalayengeto hamen koi bhi last se nahin pata sakta iska matlab hai ki humko chahte Hain ki hamen last Ho kyunki jaise market ek taraf mor Kari hoti hai hamen use taraf hi trade ko open karne chahie agar uske mukhalif Ham open kar dete Hain to hamen bahut bada nuksan ho sakta haiisliye nuksan se bachne ke liye hamen ismein mehnat karni chahie aur jitna ho sake market ke mutabik trade karni chahie mark against kabhi bhi trade na Karen Varna aapko bahut nuksan hoga isliye hamen trend ke andar lekar trade karni chahie agar ham log trend ke andar lekar trade nahin karenge to hamen last hoga aur is last hamar account was bhi ho sakta hai trend is our friend is ko samjhaie aur is per Amal Karen
                • #9 Collapse

                  Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                  W.slam dear forex members market k hisab se trade lagae aur ek step ha trading ka wo ha trending trade is liye ager hum trading karty ha trend k against to humy kafi loss hoskta ha jis ko kam log hi bardasht kar sakty ha aur trending k hisab se trading kiya kare aur jitna bi profit ho usi pe saber kare aur apni trading pe focous kare market ko analys sath sath karty rahe experience hasil karty rahe
                  • #10 Collapse

                    Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                    Assalamu alaikum dear friends Ham sab jante Hain ki Hamesha trend ko follow karna chahie kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie graph ko dekhna chahie aur trend ko find karna chahie aur usi direction mein trade lagani chahie agar aap friend ke against jaenge to aapko na kami ka samna karna pad sakta hai isiliye kabhi bhi Trend ke against trade lagane ki galti Nahin Karni chahie.
                    Always Trend ko confirm karne ke bad hi Hamen Yahan Koi trade open karna chahie Yahan per Agar Ham Trend ke against Koi trade Lagate Hain To fir Hamara account watch ho sakta hai is market Mein Hamen always Yahi koshish karne chahie ki always trend ko follow karte hue trading Karen Trend Hamara friend hota hai lekin yah ise Surat main possible Hai Kya Jab Yahan market ke direction ko Dekhte Hue Iske trend ko confirm karte hue uske sath trading ki Jaaye aur Vahi membership Kaise Hote Hain Jo Yahin always trend ko follow karte hue trading ko continue rakhte Hain and market ki direction se always aware rahte hain market ke movement se always aware Rahane ke liye Hamen economic news update bhi lete Rahana chahie Kyunki economic news market per hai impact dalti Hain ine ke base per ki confirmation bahut acche tarike Se Ki Ja sakti hai aur aur Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum dear friends Ham sab jante Hain ki Hamesha trend ko follow karna chahie kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie graph ko dekhna chahie aur trend ko find karna chahie aur usi direction mein trade lagani chahie agar aap friend ke against jaenge to aapko na kami ka samna karna pad sakta hai isiliye kabhi bhi Trend ke against trade lagane ki galti Nahin Karni chahie.
                      Salam dear member g bilkul aapane sahi kaha hai hamen kabhi bhi trend ke against lagantrade nahini chahie ismein hamara hi nuksan hai isliye trading Karen se pahle market analysis ko jarur dekhna chahie isase aapko trading mein kafi ahsani ho sakti hai isliye trading hamesha soch samajhkar Karen se aap aur loss bhi ho sakta hai isliye hamen loss se bachana hai tabhi Ham ismein kamyab ho sakte hain minut karte Rahe Mehnat mein azmat hai tab hi ap is mein kamyabi hasil kr skhte hain..
                      • #12 Collapse

                        Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                        yes dear 100% right trend k against janne wale traders merket main bhot ziyda hain jo k apne account ko wash kar dete hain jo trend k against jate hain ek trader ko forex trading main agar work karna hain tu kabi b trend k against nhe janna hain trend k against jane wale trader loss py loss kar k account wash kar dete hain frex trading main wahi trader full kamyab ho jate hian jo trend ko follow karte hain jo trend k against nhe jate hain wahi trader forex trading main unlimited earning kar k forex trading main full kamyabi get kar lete hain ek trader ko regular trend ko find krne ki pratice b karna must hain tab he feature main kamyab ho skte hain
                        ​Sadaf Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                          Assalamu Alaikum aapane bilkul theek kahan hai main aapke Baat se bilkul mutafiq home Hamen koi bhi kam thread ke khilaf nahin karna chahie Kyunki yeh humay profit deta hai Hamen koi bhi trading 3rd Ke khilaf Nahin Karni chahie Kyon Ke thread Ek profit table profession hai isliye Hamen Har kam thread k motabik karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
                            Assalamu alaikum dear friends Ham sab jante Hain ki Hamesha trend ko follow karna chahie kyunki trend ko follow karne se a Hamare profit ke chances jyada hote Hain kabhi bhi trend ke against trade Nahin lagani chahie agar aap Trend ke against trade lagayenge to usmein aapke loss ki chances jyada honge tu hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie graph ko dekhna chahie aur trend ko find karna chahie aur usi direction mein trade lagani chahie agar aap friend ke against jaenge to aapko na kami ka samna karna pad sakta hai isiliye kabhi bhi Trend ke against trade lagane ki galti Nahin Karni chahie.
                            Hamen kabhi bhi forex market mein main trade karte waqt market ke Trend ko ignore nahin karna chahie Hamen Hamesha forex market ke movement aur trend ko follow karte hue trading Karni chahie aur Hamen Hamesha forex market mein uptrend yah downtrend Mein trading Karni chahie Jab forex market sideway trend Mein Ho To Hamen kabhi bhi trade Nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ☑️ Kabhi bhi trend kay against trade nahi lagani chahiye.

                              Assalamu Alaikum assalamu alaikum Ji Bhajan aapane bahut acchi baat ki hai ki Hamen chahie ke kabhi bhi Trend ke against trade na lagaen ab Ham Trend ke against trade Laga Dete Hain To Hamara kaun ho sakta hai Hamare trading waste sakti hai isliye main chahie sabse pahle kis chij per bhi Laga rahe ho Uske ke bare meininformation Le aur uska Chitra Kaise analysis Karya Uske bad hi trade lagaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X