Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@
    Friends forex trading ma kio trader ik he din ma rich ni hota. Forex ma just hamy financial support he hasil hoti hai. Jo trader financial support hasil karna chahta hai wo ye bat zehan ma betha ley k financial support b bena learning or experience hasil ni ho sakti. Forex business etna easy ni hai jetna lagta hai. Forex trading ma kamyabi k lae bhot lagan or himmat ka mozahera karna parta hai. Plz comment? Ap es bary ma kiya kayn gy?????x?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

    hamy forex ko achy sy samaj kar achi learning hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty hain or achi earning hasil kar sakty hian ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

      yes, forex aik best buisness ha jo hmain achi financial support faraham karta ha, ye earning ka aik best plateform ha jo hmain mehnat kaa acha result daita ha, is liay agr hm is ma interest k sath aur dill sa kam kartay hain to kmayabi hmaray kadam choomti ha aur hm aik expert trader bn jatay hain
      Last edited by ; 26-07-2020, 01:02 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

        G ye bat bhi thek hai k apki is main kaam karne sy koi rich nahi hita han is main thoru financial support zarur milti jai jis sy hum is main asnai sy kamyabi hausl karte he apny kuch expense ko pura kr sskts baib or is main hardworl karte hue kamyan hoskte hain isliye hume har haal maom mehnat karte rhena chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

          My dear year Forex pay hamlogoko financial support milati hai hi is Baat Mein Koi shak Nahin Hai aur yah bhi hai ki Forex Jitna Mushkil kam hai hai to is mein agar Humko Yahi support bhi Milti Rahe to hamare liye yah bhi Kafi hai forrum per Aksar Aise log majud Hain Jo sirf ISI Soch per kam Karte Hain Ki Humko forum Se Jyada Na Mile just pocket money Milte Rahe aur jo log forrum se a rich ho gaye hain UN Logon ki tadad bahut hi kam hai aur vah Aise log Hain jinhone Ne bahut jyada time Diya Hai forum ko aur iski alava Apna capital bahut hi jyada satrong banaya hai Kyunki rich hone ke liye Ye h periods ke sath sath capital Ka Hona bhi bahut jaruri hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

            Forex se kam karte hue Apne target ko pura kar sakte hain aur apne team score Italy successful bana sakte hain but is ke liye jaruri hai kya aap Jyada Se Jyada knowledge Peene se kam Koi Kiya Karen kam Karenge Nahin aapko fayda Hoga bhi hai aapke pass Zada aapke pass nale ke rakhti hai sota Kuchh Nahin trading to success kam banaa sakte hain kabhi bhi dinosaur ke Sanjay kam to perform na Karen Hamesha apni strategy aur apni planning ko majbut karke mujhe kam perform Kiya Karen Aur ko hi kiya Karen ki Jab Bhi trade lagaen to usmein SL aur TP Jarur use Kiya Karen tab yah post Mein profit Mein sakta hai aur apne account ko save rakhte Hue Jyada Se Jyada earning kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

              Assalam o alaikum g bilkul forex ma rich koi b nhi ha but hum mahnat kr k apna best dai saktay hain or experience hasil kr k hum best level pay ponch k acha earn kr saktay hain jo humaray lia enough ho soo agr hum zada mahnat krain gai to humay zada earning ho gea otherwise hum bina experience k kuch nhi kr saktay .....
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

                trading mein buhat se loag rich hue hain agar ap ke pas experience hai ap ne buhat time diya hua hai to ap ko is ka knowledge mil jata hai aur ap kaam kar sakte hain agar ap kaam karna chahte hain to ap ko phir kameayb hone ke liye apne mind ko change karna ho ga ke ye koi short cheez nahi hai is mein huhat hi zeyada loag loss karte hain aur wo is liye kle wo is mein raaton raat hi ameer hona chahte hain to un ko loss ho jata hai ye buhat hi mehnat wala kaam hai agar ham ne mehnat karni hai to ham ne kameyab hona hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

                  ap ki bat kafi had tak durst bhi lekin agar ap mehnat krian to na sirf ap khud ko mali tour per support kr saktay hian balk ameer bhi ho saktay hain. Ye ap perd depend krta hy k ap is ko kitna time aur importance detay hain. agar ap is ko part time k tour per krian gay to thori c income ho gi. Lekin agar is ko full business aur job k tour per krian gay to ap kafi kama saktay hian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

                    forex ke bare mein aapane dear member bahut jyada acchi information share ki hai ISI tarah se Hi Kam karke aur members ko yahan per acchi financial help mail Rahi hoti hai aur aisa nahin hai ki koi bhi member yahan se earning hasil karke aur bahut jyada rich ho jata hai aur har ek number per yah khud Hi depend kar raha hota hai ki vah yahan per kis tarah se online hokar aur kitna kam kar raha hai aur koi bhi member jab apna Kam bahut jyada acche se aur jyada kar rahe hote hain to ISI tarah se Hi members ko yahan per acchi earning bhi mil jati hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma kio rich ni hota just kuch financial support he melti hai. @#@#@

                      Apki threads me kuch na kuch informative zaror hota ha dosto ager hum ek kam pe just focous kare to hum kamiyab bi hoskty ha Lagan mehnat kare jo ghltiya hoi un se seahkeh acha bonous k liye achi threads post kare aur thnks de aur jab ap kisi ko thnks do ge wo bi apko de ga ese ap ek dosry ki help karo ge dear members jah se bi apko experience gain hota ha le wah se q k trading koi am kam ni ha boht risky ha is liye soch samjh k kam kare aur dil laga k kare jaty sath ap ameer ni honge pehle market ko samjeh thore profit pe bi sbr kare aur jaldBazi Bilkul mat kare I hope 🤞 ap logo ko meri post samjh agai ho😊❤️

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X