Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye
    Forum pay members sirf learning aur knowledge ki he baat kertay rehtay hain. Jiss say new members aur khud yeh baat likhnay waley members ko bhi pata he nahi chalta kay learning kerni kiss cheez ki hai aur kia zaruri hai jiss ki learning pehlay kerni hai aur kon si learning baad mai bhi ho sakti hai. Forex traders ko apni learning ka koi focus bhi rakhna chaiye aur learning ko targeted hona chaiye takay sahi waqt pay sahi learning ker kay uss ka faida uthaya jaa sakey. Iss tarah business ziada developed hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

    hamy achi learning hasil kar ky forex ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hian ham is main out off cost account bana kar br kam kar sakty hua yai poos man or job less man ky liye aika cha business hain ham is maon apny dosto ko be add kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

      Yes. Forex forum ma learning par zarur focus karna chahe. Forex ma learning ho gi to he earning ho gi. Forex ki learning bhot zaruri hai. Forex ki learning sy he ham loss ko recover karny ma b kamyab ho sakty hain. Forex ki learning wala kbi nakam ni hota. Forex ki learning bhot complex hoti hai esko hasil karny k lae bhot bara dil chahe hota hai. Jo trader learning jesi mushkil chez hasil kar leta hai to uska future bhot bright ho jae ga. Forex trading totally knowledge based hoti hai.
      Last edited by ; 26-07-2020, 12:55 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

        Jab Bhi aap Forex care about learning Lete Hain To Hamesha Apne target De Jarur focus Kiya Karen Bina soche samjhe Apne kam ko perform na Kiya Karen Jyada Se Jyada koshish Kiya Karen kya aapko information aur guideline Mile aur aap apne experience ko aur apne dil ko improve kar sake kabhi bhi aap Bina target ko electric Sakte Hansi Nahin karte hue Apne target Pe Nazar Rakhna bahut Jaruri Hota Hai Tabhi aap apni e dreams ko pahunch sakte hain aur apne liye ek accha business create kar sakte hain agar aap Jyada Se Jyada achievement karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki Apne kam ko karte hue Hamesha alag Sa Karen aur relax Rahte Hue trading co Pathan Kiya Karen tab bhi aap Jyada Chinta achievement kar sakte hain aur apne liye accha business create kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

          Forwx main kaam karte hue hume is main learning ko bhi focus karna chaye q k learning sy he forex ko seekh sakte hain or is maim kamyani hasil kar sakte hain isliye hume har haal maim leanings karni cahey or avba profit kamane k bare maim sochma chaye
          • #6 Collapse

            Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forum pay members sirf learning aur knowledge ki he baat kertay rehtay hain. Jiss say new members aur khud yeh baat likhnay waley members ko bhi pata he nahi chalta kay learning kerni kiss cheez ki hai aur kia zaruri hai jiss ki learning pehlay kerni hai aur kon si learning baad mai bhi ho sakti hai. Forex traders ko apni learning ka koi focus bhi rakhna chaiye aur learning ko targeted hona chaiye takay sahi waqt pay sahi learning ker kay uss ka faida uthaya jaa sakey. Iss tarah business ziada developed hotay hain
            Salam dear members g bilkul humy learning py bhi focus rkhna chaiye tab hi hum trading main expert bn skte hn isliye new comers ko chaiye k wo learning kren zaida se zaida tab hi kamyab hongy is liye esa koi kam na kren jis main apko nuksan ho isliye esa koi kam na kren jis main apko nuksan ho ....newcomers ko chaiye k zaida se zaida mehnat kren learning kren tab hi kamyab hongy ........
            • #7 Collapse

              Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

              Gy forex main learning py focus py krnA chahi ap thik Kh rhy forex member letning or knowlage ki hi bat apes main krty rhty jisy new mambr ko PTA nhi chlta k letning krni kisi chez ki ha
              • #8 Collapse

                Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                learning ko hmain agar focus nahi karna to ye market hmain kabhi bhi earning nahi de sakti hai ham is mein kabhi bhi kameyab nahi ho sakte hain hmain agar experience nahi ho ga to ham kaam nahi kar sakte hain hmain is ke liye demo pe kaam karna hai agar ham demo pe kaam kaian ge to hmain market ki samajh mein aye gi aur ham uis ko follow kar saken ge tab ham earn kar sakte hain is tarah agar ap kaam karain ge to ap ko kafi acha faeda ho ga aur ap earn karo ge is liye bus mehnat se demo pe kaam karain ta ke ap earn karian
                • #9 Collapse

                  Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                  Aapki baat bilkul sahi hai forest reading mein hamara tumhara focus face reading skills kitna hona chahie kyunki jab tak Ham acche trading skills nahen Sikh Hy hm ache trader ni bnskty or hmri learning ka focus forex mn just trading krna sekhna hona cheye TB hi hm acha Kam kr k profit hasil kr skn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                    sabse jyada important learning kar lena hai kyunki learning kar lene ke bad hi members ko kam karne se related bahut jyada acche ideas mil jaate Hain aur vah ideas members ko kam karne mein bahut jyada help dete Hain aur aise members ke Jo apni learning ko continue nahin kar rahe hote yahi vajah hai ki FIR unke kam ka bhi unko achcha result nahin milta hai isliye har EK member ko apni learning ko strong bana Lena hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                      Assalam o alaikum g bilkul learning ka kooi focus b hona chahiya ta k hum dsray new member ko apni bat asani sa samja sakain k hum jis learning k bray ma bat kr rahya hain asa na ho k osay pta he na ho k hum kis learning k bray ma bat kr rhay hain or wo humari bat sa confuse hota rahay yah un new members k lia nuksan ha jin ko hum samajana chatay hain k learning kya ha or kis bray ma ha......
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                        je haan humm ce jitna bhe ho sake humm forex ke bussiness men kuch haasil nahe kerr sakten hain aur na he humm aggay kuch hard work karne kee shlayat rakhten demo pe kaam karna hai agar ham demo pe kaam kaian ge to hmain market ki samajh mein aye gi aur ham uis ko follow kar saken ge tab ham earn kar sakte hain is tarah agar ap kaam karain ge to ap ko kafi acha faeda ho ga aur ap earn karo ge is liye bus mehnat se demo pe kaam karain ta ke ap earn karian
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning ka koi focus bhi rakhna chaiye

                          G dear aapki baat bilkul theek hai Hamen apni learning per bhi focus rakhna chahie tab hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Forex trading Mein apne trade ke sath aur kam ke sath sath apni learning ko bhi continue rakhen aur Achcha knowledge Hasil Karte rahen hamare pass trading karte waqt Achcha knowledge aur Achcha experience Hoga tabhi Ham ismein successful ho sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X