strategy ya planing ki kiya ehmiyat hai forex me ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    strategy ya planing ki kiya ehmiyat hai forex me ???
    my dear strategy ya planing ki kiya ehmiyat hai forex me ??? sab apna apna opinion share karain plz :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dunya me koi bhi kaam aesa nahi hota jo bina planing kay hojye planing kay liye sub se pehlay ap ko apna target pata ona zaruri hay and phit uskay mutabiq plan buna and then us plan pe amal kero
    • #3 Collapse

      my dear best strategies or best planing hi kisi b trader ko best trader bana sakti hain is liye is ki ahmyat se koi inkaar nahi kr sakta but ap tabhi best planing k sath trading kr sakte ho jb ap proper forex learn kro
      • #4 Collapse

        dear ager hum log akk proper planning yah kse strategy k sath kaam kerte hain to hum zaroor boht ache se apni trading ko akk way main ly k ja sekte hain aur iss se boht hud tak profit be earn ker sekte hain yah akk useful thing hai :)
        • #5 Collapse

          bhai jaan business koi bhe ho jab tak hamary pass koi khas plan nai ho ga tab tak hum is main ek success trader nai ban sakty so hamain is main yeh business ek best plan k sath he start karna chaye.
          • #6 Collapse

            my dear planing chahe koi bhi business ho us k liye zarori hai kiun k jab tak hum achi planning nahi karte kamyab nahi ho sakte forex aesa business hai jis me mehnat k baad hi hume success milti hai.
            • #7 Collapse

              My dear friends forex trading market main strategy and planing ki bohat ziada ehmiyat ha. forex trading market main jo log perfect planing and strategy bana kar trading karte hain wo forex main nakam nai hote. is liye strategy bana kar trading karni chahiye.
              • #8 Collapse

                forex main sab say pehlay plan ata hai. app ko ye decide kerna hota hai k app nay kitni amdani say kia kuch hasil kerna hai is k liye app ko info honi chahiye k aik normal trader kia kuch earn ker reha hai. phir app apnay plan main monthly target set kertay hai phir us ko trading k days pay divide kertay hai. is k bad app per day ka target set kertay hai (yad rehay her rooz market ki movement aik jaisi nahi hoti). phir app ko money management kenai hoti hai us k bad app ki strategay ati hai aur ye sub app ki personality pay depend kerta hai.
                • #9 Collapse

                  ji bilkul dear forex mai strategy bohat important hai jab ap forex mai trade place karte hai us ke liye ap ko strategy ki zarorat parti hai or aghar ap ne aik acha plan bana liye jis se ap ka daily target pura ho sake to ap acha profit earn kar sakte hai ........
                  • #10 Collapse

                    If you are pwrpare the good strategy. You are earbbthecdaily money regular and you are achieve the every target. You are successful trader.
                    • #11 Collapse

                      forex trading mein planning ki importance to bahot hi ziada hoti hae kiunk is se hi admi ko forex trading mein achi income hasil ho sakti hae jis se admi apne sapne poore kar sakta hae.
                      • #12 Collapse

                        hello. planning he kisi bhi trader ko acha trader bana sakti hai iss liyeiss ki ahmiyat say koi inkaar nahen kar sakta lekin aap tabhi achi planning kay sath tradin gkar sakty ho. lekin hard work karni chhiye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          G han Forex trading ma planning ki bhot importance hai,,forex trading ma planning ya strategy k sath trading karna chayhe ta k ache profit earn kar saken aur agar loss hogia tu kam se kam kar sakte han,,

                          اب آن لائن

                          avatar CrGr
                          avatar Usmaan
                          Working...
                          X