emotional huna kafi dangerous hai forex me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear ji nha apki bat bilkul sahi he k trading k waqt hume khud par control rakhna chahye k kahi hum koe galat decission na kar bethe kiyu k agr hum trading k waqt emotional ho jaege to hum jaldbazi me koe galat order bhi laga sakte he or esa karne se hume buhat bara loss ho jaega isly hume ye bat samajh leni chahye k hume kisi bhi tarha trading me emotional nahi hona he warna hum kabhi successful nahi ho paege.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      emotions par control rakhana hoga ager ap ko forex main kamayab trader bana hoga hum jab forex main profit ziyada ya loss hota hay tu phir hum laluch aur emotional ho kay trade par trade open kartey jatey hain aur phir humain jab loss hota hay tu hamri eyes open hoti hain.
      • #18 Collapse

        G han trading main hum agr apne emotions PR control kr le to hum easily successful ho sakte hai
        • #19 Collapse

          emotional hona waky bara dangerious hai per is k bary maiin lakhna bara asan hai per jab hamara order capture ho chuka hota hai is ko nakalana boaht mushkal ho jata hia. per yah bat b ham sab janty hai k emtion per control krana chahian
          • #20 Collapse

            Asallam o alikum bhai ap nay bilkul sahe kaha hai Kay forex trading eik bhot complicated business hai agar him ko is businessain achi earning karni hai to hum ko apnay emotion ko control karna hoga isi tarhan hum is business main kamiab ho saktay hai or achi earning bhe kar saktay hai.
            • #21 Collapse

              Salaam dear, jee bilkul ye tw bhoot achi baat kahi hn aapne haan yaar mera mind tw kehta hn trading me emotion ka tw koi kam hi nahi hn agar is se humien loss ja bhi saamna karna parhta hn..
              • #22 Collapse

                han dear forex mai emotionsl hota bht bura hai bcz fr koi b trade hum teek sy nhi laga skty hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kanyab ho skty hain or forex best kaam hai hmy chahiyeh nehnat kry zaida sy zaida tub e kantab ho skty
                • #23 Collapse

                  jee haan bhaai jaan hamain forex mein trading ko le kar bilkul bhi emotional nahi honaa chaahye q k emotional hony k baad hamaaraa mind sahi tareeqy se kaam nahi kartaa aur hamain loss hotaa chalaa jaataa hai
                  • #24 Collapse

                    trading k doran sach main hame apne upar contrl hona lazmi hain tabhi ham ek ache tradder ban sakte hain ager ham trad karte waqat apne upar contrl nahi rakha to hame bhot nuksaan uthana parh sakta hain forex trad business emotional pe kabu rakhna bhot lazmi hain ...
                    • #25 Collapse

                      han emotional kabhi nahi hona chahiye kiun ke emotions ke chakkar me he ham ko zyada losses ka samna karna parta hai agar emotional nahi hon ge ham to ham ko kabhi bhi is business me loss nahi ho ga or losses ko recover bhi asani ke sath kar saken ge ham .
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                        emotional huna kafi dangerous hai forex me hume trading k doraan control rakhna chahiye khud per tb hi hum successful ho sakte hain.
                        Forex ma
                        aap jitni marzi hard work kr lain sab kuvh seekh lein
                        agr aap apny ap pr kabo nhi rakh sakty waqat pr sahi fesla nhi kr sakty hain emotions ma beh jaty hain tu forex ma aap k liye koi jaga nhi haiiss ma aap ko phr kuch hasil nhi ho ga
                        iss liye apny jazbat pa kabo pana seekhythen aap isss ma kamyab ho sakty hain.
                        • #27 Collapse

                          G han app ne sahi kaha hah men is business me emotional ho k kam karna bewaqofi ha hmen is buisiness me emotional ho k kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me emotional ho k kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain
                          • #28 Collapse

                            nahi danger to nahi he lekin emotional nahi hona chaie us se khamkhwa ap ko kamtari ka ehsas hota he and ap ke khud itiomadi men kami ati he is lie ap ko bilkul fresh ho ke trade karni chai.
                            • #29 Collapse

                              Asalam o Alikum
                              G han Jo Log Ya Samjty hi hum both bary tarder ban gy hi to un ka lia ya bat hi wo control kiya karyn ya kafi ni hota ka ap achay trader ho ap apny oper control karyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bilkul emotions aik aesa factor hai is business mein jis ki waja se hum apni tamam money loss ker jate hai , kiw k emotions he hume geldbazi or galt faisle ki taraf ley jate hai is leye in per control kerna bohat zarori hai , in emotions ko khatam kerna bohat he mushkil hai lekin in per qabo pana bohat he lazmi hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X