Analyse kitni type k hoty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analyse kitni type k hoty hain?
    Assalam-0-Alikum forex k seniors members sy aj ka mera swal yah hai k analyse kitni type k hoty hai jis sy humhy loss na ho balky humhy knowledge ho or hum loss sy bachy rhy or acha profit hasil kar sky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analyse kitni type k hoty hain?

    Forex Trading me har aik trader apne hisab se analysis karta hai aur is me kii khas patrren koi bhi istemal kar sakta hai asal cheez ye hai k us ma asal success wala konsa haim. Sare analysis patrren candle sticks pe hi use hote hn. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega.
    • #3 Collapse

      Re: Analyse kitni type k hoty hain?

      Forex Mein analysis ki teen types Hai sentiment analysis fundamental analysis or technical analysis Hamein analysis ko learn Karke use Karke market Mein kam karna chahie FIR hi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Agar Ham market Mein analysis Koi ignore kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Analyse kitni type k hoty hain?

        Gnss different Tarah Ke hote hain aur inke different method Hote Hain Ham Sab Ko chahie ine method ko study karne ke liye sabse pahle Apna knowledge level increase Karen Jab Hamara knowledge increase hoga to definitely Hamen kamyabi Milegi so Yahan per mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: Analyse kitni type k hoty hain?

          Assalamu Alaikum dear Forex member Forex trading Jab Ham apni todate Kiya Karte Hain To Ham 3 types ki analysis karte hain sentimental fundamental aur technical analysis in 3 types ko Ham use karte hain apni analysis karte waqt aur ham apni treat Lagate Hain jitne bhi Kishan ki ho bus strong honi chahie ke Hamar 8 rate Kamyab Jaaye aur ham Achcha profit banaa sake iske liye Hamen chahie ki Ham learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen aur is knowledge ko Ham trading per apply Karen Taki Ham acchi trading kar sake achha profit Banakar acchi earning kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Analyse kitni type k hoty hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: iffatjutt پيغام ديکھيے
            Assalam-0-Alikum forex k seniors members sy aj ka mera swal yah hai k analyse kitni type k hoty hai jis sy humhy loss na ho balky humhy knowledge ho or hum loss sy bachy rhy or acha profit hasil kar sky
            Asalam o alaikum Dear forex member ap ny bahot acha sawal kea ha jis se is bat ka bakhoobi andaza lagaya ja sakta ha ky apko analysis ki importance ka pata chal gya ha. To dear apko batata chalu ky analysis mein jo sb se faida mand analysis han wo 2 tarh ky han ager hum unko achy taeeqy se check karen or onse knowledge le kar kaam karein to yaqeenan loss se bach sakty han or acha profit kama sakty han.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Analyse kitni type k hoty hain?

              analysis ki market analysis ki 3 types hoti hai hamen chahie ki sabse jyada market analysis mein indicator usko focus Karen kitna jyada Ham market ke analysis ko samajh Kar trade lagaenge nahin hamen fayda hoga jab market ki trade Jo trend hoga usi train ko fokat Karen aur uski friend ko follow karen to aap ek acchi trade laga sakte hain aur market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X