greed per control karna bht mushkil hai ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed per control karna bht mushkil hai ???
    my dear friends kiya waqai greed per control karna bht mushkil hai ??? senior apna experience share karain plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai forx kay forum me esi koi khaas tabdeeli tou nahi hui but latest tabdeeli jo hui hay woh yea hay kay aap is me 10 minute me aap 5 se zada comments post nahi ker sktay yeah anti spamming rule hay
    • #3 Collapse

      my dear greed buht buri cheez hai greed shayad har insaan mein hoti hai but jb ap ki gteed had se bharti hai to ap ko big loss deti hai q k yeh ap ki soch pe qaboo pa leti hai but mein samjta hoon yeh ap ko sabaq deti hai
      • #4 Collapse

        dear ye aik wahid cheeez hy lalach jis pe agar ap ne control kar liya tu ap boht kam waqt mai acha faida hasil kar k apni lfie ko set kar lain gain es liye ap ko mehnat karnii chahiye aur apni life ko set karo...
        • #5 Collapse

          G han bilkul forex trading ma greed pe control karna mushkil hota hai lekn forex trading ma target set karna chayhe aur us k mutabeq trading karna chayhe ta k ache trading kar saken aur forex ma earning kar saken..
          • #6 Collapse

            with the help of patience and confidence it is possible to control your greed factor but for this purpose so much concentration and strong planning is required, you must not panic at all during the trading hours to avoid from any problem
            • #7 Collapse

              itna mushkil b nahi hai hum is pay kam kartay howe or samjhtay howe behter way say kuch na kuch kar saktay hain jo traders lalach kartay hain me samjhta hun k wo bhot he ghalat kartay hain lalach ko ek side pay rakhtay howe sochna hota hai ta k hum zyada dair tak behter way say earn kar pae.
              • #8 Collapse

                han dear bilkul hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh achy sy mehnat kry tub e kamyabi hasail kr skty hny chahiyeh zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyabi mil skti hmy weasy bht mushkil
                • #9 Collapse

                  G haan dost, ye baat sahi hai k laalach ko control karna bohat mushkil kaam hai or jo laalach ko control karna seekh jaata hai wo aik acha forex trader ban jaata hai kyun k forex main zyada tar mistakes laalach ki waja se hi hoti hain
                  • #10 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha is business me greed pr cantrol kar pana bht mushkil ha hmen is business me loss se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me lalach pr cantrol kareen tb hi hm loss se bach sakty hain is business me asani se
                    • #11 Collapse

                      greed per control mushkil nahi hai agar proper mehnat ke sath forex me chala jata rahe to greed per control kiya ja sakta hai agar mehnat sahi se karte rahen ge to he forex ke business me aap kamyabi hasil kar paen ge is lye greed mind se nikaal den or mehnat pe focus karen .
                      • #12 Collapse

                        Nhi jnab mere khyal say esa koi b kam nhi hai jo insaan na kr skta ho.Sb kuch insan k apnay ikhtyar mai hota hai.Greed say b btcha ja skta hai.lakin us k liye phlay trader ko 1 senior level k trader ki trha sochna hoga market ko smjna hoga usay judge krna hoga or loss honay ki soorat mai market say fight nhi blkay usay ride krna seekhna hoga or is trha 1 junior trader vb 1 senior or successful trader bnnay ki koshish kr skta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          han dear ye aik risky kaam hai is ko bahut mehnt sy kiajta hai aur bahut ziyada greed sy bach kr is buiness ko kiajata hai ye aik big buiness hai si ko kisi tiembhi kiajskta hai ye aik acha buiness hai
                          • #14 Collapse

                            G greed par control karna mushkil tu hy p likn hum ko forex trading mein greed par control karna ho ga agr greed par control nhi karen gay tu forex trading mein j kuch hasil nhi kar sakty han is liye kuch planning se aur experience se aur stop loss aur take profit k use se hum greed par control kar sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading mein aik greed hi js se trader ko ziada loss hota hy aur khass new trader ko aur greed par jaldi qaboo bhi nhi pa sakty han kiok wo aur ziada k chkar mein apna balance bhi loss kar daty han aur agr greed se Bach kar trading karen gay tu forex trading mein profit earn kar sakty han aur greed se achi planning se Bach sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X