Trading karte waqat ziada lots open na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

    Aik time mei bohat zyada lots nahi open krni chaye ap ko iss kaam ko krney se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye iss main hi aap ko fayda ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam main kabhi bhi easy na len
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

      Aslam o alaikum dost kaisy Hain AP umeed krta hn AP bilkul theek keh rhy Hain mn AP ki bat say agree karta hn Kay trading mn ziada lots put na krin bulkay money management krty huy calculation kr day aik lot lgain or jab take wo clear na ho new trade na krin ziada lot k bjay acha or strong analyze krin or aik kamyab trader krin or acha frofit gain krin us Kay bad nya analyze krin or nei trade krin ta keh AP aik kamyab trader ban sakin or AP k account ki schi growth ho saky thank you very much
      • #18 Collapse

        Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

        yes dear 100%right kaha agar forex trading main trading ki jati hain tu ek trader ko apne capital ko dekh kar he forex trading main work karna chachiye ek trader ko regularly kaam karna must hain big lot account ko wash kar skti hai is liye trader ko kabi b big lot use nhe karni hain account wash say acha hai k ek trader slow slow apni earning kare big account b wash ho jate hai big lot size use karne say is liye lot size hamesha apne capital ko dekh kar use karna must hain
        ​Sadaf Khan
        • #19 Collapse

          Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

          Aapki baat bilkul theek hai dear Forex members ke friend Lagate Waqt Jyada lots Ka istemal Na Karen Forex Ek bahut Achcha online business hai lekin ismein successful hone ke liye aapko Iske bare mein jyada Se Jyada knowledge or experience Ka Hona jaruri hai information Ka Hona bahut jyada jaruri hai Forex main aap successful tabhi Ho Sakenge agar aap Jyada Se Jyada hardworking Karenge Apne knowledge or experience ko increase Karenge Apne information ko increase Karenge Forex Mein Soch samajhkar trading lagaen trade lagakar stop loss TP ka istemal Jarur Karen news ko 77 check Karen aur Market ki movement ko watch Karte Rahen aur Hamesha small size ki lots lagaen Taki aapko loss kam ho
          • #20 Collapse

            Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

            jee haan trading open krty hoye zada lots open na karien apko khob mehnat krna ho ge taky ap success ko pa sakain isi trha yahn forex mein bhi apko hard work krna ho ta hy taky ap ek acha profit kama sakain jo kamiyab hona chahta hai to usy chahiye k ziada se ziada mehnat kre q k mehnat krega to earn krega warna nai
            • #21 Collapse

              Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

              Dear Forex members bilkul sahi hai ke Forex trading Mein Hamen lot size Jyada na rakhen Kyunki Jyada lot size Rakhenge to aapko nuksan bhi utna hi jyada hoga isliye Hamen chahie Kat rate ke dauran lot side Samaj Rakhta ke Hamen main Agar nuksan Ho To Kam Hi Ho trade Laga Laga kar Hamen TP aur SL ka Jarur istemal karna chahie isase Ham bade nuksan se Bach sakte hain Hamen chahie ke product trading mein demo account per Jyada Se Jyada practice Karke Apne knowledge or experience ko increase Karke real account per trade Karen Taki ham Kamyab Ho
              • #22 Collapse

                Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                Han gee dear jab ap trading karty hain to apko chahya kah us ma lot size kam aa mam rakhy agar ap ziada lot size rakhty hain to dear us ma ziada profit ka bhi chances hoty hain magar in case agar humy loss bhi hota ha to us ma hmara acount bhi wash ho skta ha dear acha rrader hmasha apny acount ko safe rakhta ha wo kabhi bhi risky trade ni krta na hi lot size barha ka wo risk lata ha is ly kam sa kam lot size rakhy aur jo profit ho us ma khush rahy aur ap mehnat ko continue rakhy..
                • #23 Collapse

                  Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                  trading karty wqt zada lots open na karien kamiyab hosakta h jo mehnet krta hai kiyunki agar koi mehent hi na kry tou woh kaise profit kama sakega aur kisi ne wayi mein thk kaha b hai k mehnet kamiyabi ki kunji h tou krty rahein mehnet agar koshash ke gaye to koi be kaam mushkal nahi ha es se profit hasil ho sakta ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                    Bilkul ham starting major trade open kar rahe hote Hain to hamen chahie ki ham Apne lot size jo hai vah kam se kam rakhen ham jyada trading bhi Na open Karen taki ham Sikh saken ek trade ke mistake ke bad kuchh Na kuchh Sikh saken isliye hamen chahie ki jyada se jyada homework Karen learning current knowledge gain Karen taki ham Apne mistakes college mein karne ke bad perfect ho sake ek perfect trader ban sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                      G hy bilkul hm bht hi soch semjh kr lot size legni chya apna account KY hisb sa legni chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky ga or account bh wash nhi Ho ga jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                        jee haan trading open karty hoye lots zada open na karien loss k chace zada hoty hain kyun k is k liye buhot struggle karni pharti hai... magar ye bat bhi nahi hai k forex me kamyabhi buhot hi mushkil hai nahi.. bus is k liye thori mehnat ki zarurat hai forex me kamyabi k lye har trader ko bht mahnat krni hogi bht practice krni hogi tbhi forex me success milygi... mere kafi frnd hy jo k forex me bht mahnat krny k bad success huyn hyn.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                          jee haan esa karny sy hmien loss nahi ho ga ar kamiyabi k chance zada hn gy kamyabi k liay hamin sakhat mehnat ki zarurat perti hai or ham is main ager dilchasbi se kam kertay hain tu zarur kamyabi milay gi ji k pass trading knowlege nahi hy or har us shukhs k liye assan hy jo trading ko seekh kar is k bare me knowlege hasil kare.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                            G haan hamesha trading kartay zyada lots kabi b open mat karen ap esay kuch bi earn nai karte sakte seway loss ky. so first learn forex trading. or demo account par trading karien jb apko experience hojay tb ap es m trading karien or earning karien gar hum is kam ko seekhe baghair karein gay tu humein loss he ho ga,is liye is kaam ko seekh k karein phir loss nahi ho ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                              Trading kartay huway kabi b ap ko zyada lots nahi lagani chaye ab tak ham learn nahi karte ham tab tak is market me kamyaab nahi ho sakte hen is lie demo account me pahle market ko analysis karna seekhen or jab samaj jaayn forex mein trading kar k bhot happy hota hn phlay learning karo trading ko phr earning karo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading karte waqat ziada lots open na karen.

                                Jivan ka trade karte waqt are main Jyada Laut open Nahin Karni chahie Apne balance Ka Khyal karna chahie Apne balance ke mat RP Ladla gane chahie Apne balance ke Mata Pita profit Hustle karna chahie money management ka Hamen fast Khyal karna chahie tabhi Ham Forex trading Se Achcha fayda Le sakte hain Forex trading Mein vah log kam job Hain Jo hardworker hai apne kaam par focus Karte Hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X