Trading mai jaldi na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai jaldi na karen.
    Jaldbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us waqat waqat karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai jaldi na karen.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
    Jaldbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us waqat waqat karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
    G han dear hamen trading mien kabhy bhy jaldbazi ka mozahira nhy karna chaye kyunki jaldbazi se lalach peda hota hai, bahut sary members lalich men aa kar loss men chaky jaty hen or pher bhi apni galtyo ko theek nahe karty ik acha treader hamesha sabr say work karta hay or achi treading kar kay achi earning karta hay or hamesha lalich say dor reh kar mehnat karta hay
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai jaldi na karen.

      G Han dear agar ham treading me jaldbazi karty Hy to ham ko nuqsan hoskata Hy ham ko chaiye ky ham is me acha Kam Kary taky Gam is me achi mhenat Kar acha Kam Kar ky ham achi treading Kar sjsy
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai jaldi na karen.

        Hamen jaldbaji ko khatm karke kam karna chahie Forex 1 online business hai yah kabhi bhi khatm nahin Hoga Ham ismein part time be kam kar sakte hain aur ham ismein photo MB kam kar sakte hain Agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad super karna chahie aur Hamen next time apni galtiyo ko Khatam Karke kam karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai jaldi na karen.

          Trading mein lalach nahi kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap trading mein lalach say kaam kray gay tu aap ko nakaami hoti hai agar aap baghair Lalach ka kaam kray gay tu aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai jaldi na karen.

            Forex trading Mein reading karte hue jaldbazi Ka muzahira Mat Karen yah Hamesha nuksan Dega trading ke andar Rahte hue aapane a 1 time frame ke andar hi apni Laut open karni hai aur Usi timeframe ke andar he aapane lot apni close karni hai pahle Uske analysis kar lenge kya market Itni Upar Jayegi to buy ki Laga Le aur Agar market aapke Sal Mein niche Jayegi uska time frame ke andar to aap Nahin sale ki lauta gane lekin Har Mard Baap check karne ke market use Taraf move Karegi Agar market used to remove nahin karti aur opposite side per Karti Hai To usmein stop-loss Laga De yah TP Laga Le yah donon chijen ko fayda Denge Har martba lekin koshish karen ki Palace market Khwab dekh le acche tarike se aur FIR usmein lot size open Karen bagair knowledge Cottage open Karenge To Har Mard baap ko nuksan hi hoga fayda Nahin Hoga aur ismein Jitna Jyada phone uthane ka Chala Jaega utna Jyada gussa Karte Chale Jaenge aur apne motion per bhi control Nahin Rakhenge please koshish karen School Rehkar Apna Kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai jaldi na karen.

              Yes dear ais market mai trading karty waqat ap kabi bhi jaldi na kary agar ap ais market mai kaam kar rahy hai to ap ko ais market mai trade lagaty waqat jald bazi nai karni chaye ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai agar ap jald bazi se kaam karty hai aor analysis nai karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ais market mai soch samjh k kaam kary.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai jaldi na karen.

                Yes dear aap ki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen ismein Sabar ke sath kam karna hota hai trading Mein Vahi log kam kar karte waqt Kamyab Hote Hain Jo ismein ke sath kam karte hain aur trading Mein Sabar karte hain Kyunki Agar Ham ismein jaldbazi Karenge aur ismein Sabar Nahin Karenge To Ham ismein loss ho sakta hai trading Ek Aisa business hai jismein Hamen Sabar ke sath kam karna hota hai aur ismein Hamen knowledge Hustle Karke kam karna hota hai agar Ham ismein trade Lagate Hain aur sab Nahin Karte aur jaldbazi Karte Hain To usse Hamesha Yadav loss ho sakta hai trading Mein patience bahut jyada Jaruri Hota
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai jaldi na karen.

                  Trading hmsha arm se relax ho k krni chahiye jalbazi ni krni chahiye jaldbazi me loss hota hai trading hmsha sbr rkh k hti hai mrkt ko dkhty huye r analysis kr k trade lgain sbr krn ta k prft ay r acha prft earn ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai jaldi na karen.

                    Bilkul g koi kaam hu ap is mn jaldbazi krn gy to to phir result bhe vsaa hi ay gaa forex mn hum aqsaar aisa krty hn Bina sochy Bina knowledge k juld bazi kr jaty hn phir us mn hum ko lost hu jataa or hum us mn apna sab kuch Dy bathtahy to is klye zarori Jo kam start krn soch samjh k usy read kr k juldi na krn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai jaldi na karen.

                      Ji bilkul theek kaha per hai studying Mein Hamen jaldbaji ke sath Kam Nahin Karna chahie Sabar ke sath kam karna chahie market ko watch Karke acche nasser ke sath rep karne chahie Soch Samajh Kar kam karna chahie train market ko follow karke trade Karenge to aap call Oz kam Hoga aur profit Achcha ho sakta hai Forex trading Mein Hamen jaldbaji ko avoid Karke kam karna chahie tabhi Ham acchi sakta tha Sar kar sakte hain aur acchi earning bhi kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai jaldi na karen.

                        Bilkul Forex trading Mein Hamen trade karne mein jaldbazi nahin Karni chahie Sabar ke sath trade Karni chahie acchi trade entry Ka vate Karna chahie aur Market trend ko follow karke trade Karenge to Achcha fayda Aasan kar sakte hain Hamen koshish Karni chahie ke Ham economic London se news ko bhi check Karen Kyunki important news se market ka Bada effect padta hai aur moment be fast Hoti Hai Ham Agar Soch Samajh Ke Sath ke sath kam Karenge To Ham Achcha fayda Le sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai jaldi na karen.

                          Ji bilkul theek Kaha Forex trading Mein Hamen jaldbaji ke sath Kam Nahin Karna chahie acche knowledge Express ke sath kam karna chahie Jitna Jyada learning ke sath kam Karenge money management ke sath kam Karenge acchi planning ke sath kam Karenge Itna Achcha benefit hasal kar Sakenge Forex trading ke rules ko follow karke trade karne wale log Kabhi loss nahin kar sakte Forex trading Mein jaldbaji ko avoid Karke lalach provide Karke mehnat ke sath aur Sabar ke sath kam karna chahie tabhi aap acchi knowledge wali trade lagakar acchi earning bhi kar sakte hain aur successful trader bhi ban sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai jaldi na karen.

                            Trading say jaldi jaldi fayda ya profit laynay ki khawhish kabi Puri nainho sakti hay. Forex business may slow slow apna business establish kerna parta hay aor apna experience barhana parta hay pher jaa Kay he experience say profits Kay chances banna shoro hotay hay aor traders ki kaamyabi bi isi tarah shoro hoti hay . Forex trading may juldi nai kerni chahiye kiyu Kay ye aysa business nai hay Jo band ya khatum ho jaay is liye ahista ahista apnay business ko barhaya jaay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai jaldi na karen.

                              Aap Logon Ko Hamesha koshish karni hai ki forest ki market ke andar rules and regulations ke according kam karne mein hi fayda Milta Hai Jab tak aap log rules ko acche tarike se follow nahin kar rahe hain to aap Logon Ko basically kabhi bhi achcha benefit Nahin Milega koshish karen Apni Taraf Se Tamam ke Tamam acche tarike se kam karne ko focus Karen maximum knowledge Logon ke sath share karte rahenge to fayda aap Logon Ko automatic Achcha Hoga profit margin increase Hona shuru ho jaega aap Logon Ne lalach Kabhi Bhi Nahin Karni aur Market ko maximum time dena hai hardworking Kyon papaocus Karenge to automatically aap logon ka kam karne ka style Achcha ho jaega profit increase ho jaega aur aap log is market ke andar Ek acche trader Ban jaenge koshish karte rahenge Jitna Achcha kam aap log kar lenge aap log market ke andar Ek successful trader Banna Chahte Hain To Kam acche se karna Shuru kar den trading karte waqt stop loss or take profit ka use karna bahut important Hota Hai Uske bagair Ham logon ko bahut dost Hona shuru ho jata hai
                              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                              :)
                              (AbdulWahab33)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X