Forex trading mein technical analysis pichhle data ki buniyad par market ki movement ka analysis hai. (Pichhle data se Murad pichhali prices aur volume shamil Hain.)technical analysis mein kisi cheez ki price se murad ine ki demand aur supply hai agar demand zyada hogi gi to price bhi zyada hogi lekin agar supply zyada hogi to demand kam hogi aur price bhi kam hogi iss ki buniyad per Ham market ki movement ka analysis karte Hain. Technical analysis short term trading ke liye istemal Kiya jata hai. iske liye Ham bahut se charting tool istemal karte Hain.Technical analysis fundamental analysis ke mutradif ho sakta hai jo keh stock pattern aur historical price pattern ki bajaye company ke finance par depend karta hai. Agar aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to technical analysis ke bare mein bhi janana bahut zaruri hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим