Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?
    Trading aik aisa bussiness hay keh jis main koi choti c bhi mistake apky sary profit ko loss main change kr deti hay is bussiness ko hamain har lihaz sy handle krna hta hay aur har step ko sahi tareeqy sy krna hota hay jab tak hamain trading ki pori info nh ho jati tab tak trading nh krni chahie. Marker analysis trading main bht zada role play krty hain. Agr hamary pass market analysis nh hngy tu hamain kuch b pta nh chal skna k market up hogi ta down is trg sy hamry liay profit hasil krna mushkil kaam nh hota jab hamary market analysis best ho jain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

    market main hum achay say hum lurn kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main kamjabe hasl kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara accoun tbe wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum boht sa mnfa kma skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

      Trading mein analysis karna keon zaroori hai bohat acha swal hai forex main aap agar market analysis Kar ka trada lagay gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap market analysis nahi kray gay tu aap ko business mein nakeemi hoti hai iss Lia aap ko market analysis karni zaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

        dear friend Pakistan forex trading mein accha profit hasil karne ke liye hamare pass acchi analysis skills ka hona bahut zaruri hai agar hamare pass acchi analysis skills nahin hai to Ham kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte kyunki jab tak Ham market ko acchi tarah analyse nahin kar lete aur usko watch nahin kar lete use waqt Tak Ham acchi earning nahin kar sakte isliye market ko soch samajhkar trading karni chahie Taki ham loss se bach sken
        • #5 Collapse

          Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bigra42 پيغام ديکھيے
          Trading aik aisa bussiness hay keh jis main koi choti c bhi mistake apky sary profit ko loss main change kr deti hay is bussiness ko hamain har lihaz sy handle krna hta hay aur har step ko sahi tareeqy sy krna hota hay jab tak hamain trading ki pori info nh ho jati tab tak trading nh krni chahie. Marker analysis trading main bht zada role play krty hain. Agr hamary pass market analysis nh hngy tu hamain kuch b pta nh chal skna k market up hogi ta down is trg sy hamry liay profit hasil krna mushkil kaam nh hota jab hamary market analysis best ho jain
          Dear without analyse agar aap Yahan trading Karte Hain To ismein aap loss ko Dawat de rahe hote hain Kyunki without analyse is market Mein entry Lena apne liye video loss ko Dawat dena hai Kyunki without analyser Agar Ham is market Mein entry le rahe hain to Yahan Hamen loss ke chances increase Ho Jaate Hain trading Ek Aisa business hai jismein Hamari Chhoti Si mistake ki vajah se hamen bhi gloss ko face karna per sakta hai yah Hamen Aisa Karne Se Bachana chahie Hamesha proper analyse ke sath trading karne chahie Kyunki Hamare strong analyse Hamen Ek Kamyab Rider banate hain market main analyse ka bahut important role hota hai yahan per Agar hamare pass market analysis acche Nahin Honge To Ham is market Se Achcha profit Hasil nahin kar sakte Kyunki Hamen pata nahin Hota ki market kis direction Mein Munh Karne Wali Hai Aur iski current movement kya hai aur yah next kis direction Mein movement kar sakti hai iske liye Hamen proper analyse karna chahie Yahan per analyse aap ke jitne strong Honge acchi earning Hasil karna bhi possible hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

            ji han market mein profit hasil karne ke liye market ke trade ko analyse karna chahie bagair analyse ke agar trade karenge to hamen Las ho sakta hai kyunki market ki moments ko check karte rahana chahie kabhi market ki movements of hoti hai kabhi down hoti hai jab market ki movements acchi ho to tabhi hamen apni trade lagani chahie agar moments ko misunderstanding ke sath aenge aur trade bhi misunderstanding ke sath karenge to kamyab nahin ho saktekyunki Ham jante Hain duniya mein Koi bhi business Ho chahe Forex online business ho ya aur online business ho ya vaise hi maruti mein business Ho to sab mein analyse ke sath hi trade ki jaati hai bagair analyse ki Koi chij Na to buy ki jaati hai aur naahi sale ki jaati hai jab tak insan moments acche tarike se check nahin kar Leta hua kamyab trader nahin Ban sakta agar laparvahi se kam milega to Las ka shikar
            • #7 Collapse

              Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bigra42 پيغام ديکھيے
              Trading aik aisa bussiness hay keh jis main koi choti c bhi mistake apky sary profit ko loss main change kr deti hay is bussiness ko hamain har lihaz sy handle krna hta hay aur har step ko sahi tareeqy sy krna hota hay jab tak hamain trading ki pori info nh ho jati tab tak trading nh krni chahie. Marker analysis trading main bht zada role play krty hain. Agr hamary pass market analysis nh hngy tu hamain kuch b pta nh chal skna k market up hogi ta down is trg sy hamry liay profit hasil krna mushkil kaam nh hota jab hamary market analysis best ho jain
              Aslam o alikkum dear forex member ager ap aik achy trader banna cahty han to markeet ko analys karna ap keliy bahot zaroori ha kyun ky is se apko markeet ki movement ka pata chalta ha or jb ap movement ka andaza laga kr trade lagaty han to phir apko loss ni hota ha or ager loss ho bhi jy to apko pata chal jata ha ky recover kese krna ha. Agr ap apny loss ko recover kr sakty han to kamiyab trader ban jaty han
              • #8 Collapse

                Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

                Mark it analysis sab se best techniques hen Jin se h trading ko asan business ki tarah se ker lete hen hamyn market analysis jaroor dekhna parta he aur Money management bi jaroor kren agar dono subject ko collectively read jar k trade ki jayee to ye beneficial hota he market analysis apko trading ka poora khaka tyar Kar k deti hen market ki movement ko ham market analysis se check Kar saktey hen agar trading me mehnat kri Jaye to AP air ham andaza ni Kar saqte hen k ham kitna acha profit le Kar apni life ko le Kar apni financial situation kovpaar lga sakeu hen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

                  Dear hamen market Ki observation karni chahie market to analyse karte rahana chahie sharing se pahle market ko Karen chatting ke tradding k doran bhi Karen taake hamen market ki moment ka pata chal sake aur ham behterahle tarike se trade kar sake aur achcha profit hasil kar saken.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main profit hasil krny k lia market analysis q zaruri hy?

                    Dear friend forex trading men bagher analysis k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay seniors se market ko analysis karna seekhen aur phir trade open karnay se pahlay market ka analysis Karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X