the Greed is Good or Bad in Forex Trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai forex me he nahi greed every business me paya jata hai but in forex to ham dosry business sy zyada greed is me krty hai q k forex only business hai Jo ak trader ko days me fulfill krta hai but greed is bad everyone knows this...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Greedy is a bad inbrhe Forex market. We are leave the gredy we are work the market wirh our greedy. Sothat we are successful trader.
      • #18 Collapse

        the greed is the very good or bad in the forex forum trading is the forex market of the analisys of the work of the time
        • #19 Collapse

          Duniya kay kisi bhi kam mein greed harmful hota ha and forex mein to ye specially bohot dangerous ha beacuse greed ki waja se humain apna profit sufficient nahi lagta and hum jald se jald ziyada proift kamanay kay liye ziyada trading kar letay hain, jis se loss ho jata ha.
          • #20 Collapse

            my dear agar ap greed k sath earning krna chahte ho to b ap ko big loss ho sakta hai or jb ap bad trading krte ho to b ap ko loss ho sakta hai is liye jb b trade lo proper analysis k sath bina greed k lo
            • #21 Collapse

              ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
              • #22 Collapse

                jo trader forex me trading karty waqat bhot ziada greed karty han to unko loss ho jata hai is lye kabhe kabhe greed ache bhe hoti hai or bad beh magar kabe bhe ap greed na karo forex me greed walon ki koi jaga nahe
                • #23 Collapse

                  Assalam u alikum friend greed bilkul hamare liye achi nahi hai hum iss se hamesha loss me jaaty hain or iss ki addition ho jaen to hum forex me kabhi bhi achy trader nhi ban sakty hain or kabhi bhi acha profit earn nahi ker sakty hain, iss liye humein greed se har waqt bachna chahiye.
                   
                  • #24 Collapse

                    Assalam u alikum friend jee haan ager hum forex me investment kerty hain or phir hum greed k sath trading kerengy to hum apna invest kiya hua loss ker dengy, iss liye greed bohat ziada harmful hai forex business me, iss liye trading me greed ki koi jagah nhi hai.
                     
                    • #25 Collapse

                      Jee Greed tu kisi behi jeggha achi cheeze nahin hay ap ko ise sey prehaize karna chayie ager cha greediness insaan ki fitrute main shamil hay aur wo laluch karta hay aur ise sey bohat nuksaan otahata hay aur phir behi baze nahin ata greediness sey ise sey bachna chayie.
                      • #26 Collapse

                        han dear ye aik good buiness hai si ko ksii time bhi ap kr skayty hain ye aika cha buiness hai si ko kafi mehnat sy kiaja ta hai ye aik real buiness hai si ko koi bhi kr skata hai ye aik acha buiness hai aur mehnat sy kia jata hai
                        • #27 Collapse

                          If you do not turn up a lot, many good advisors sell. Just newcomers want everything at once, so they are hard to wait when the adviser will bring a couple of open orders in the plus, which could take several days, and earn 1-2% of the deposit.
                          • #28 Collapse

                            Forex trading aik aisa forum ha jis me hum greed se door he rahe to acha ha warna loss me jana paka ha . is me ap ko hardworking ki zaroart ha jitni hardworking karen gay utna he ap ko earning ho gi so dont go into greed
                            • #29 Collapse

                              forex trading m greed achi nahi q k jb ap k jazbat kabu m nahi rhtay to ap zyada earn krnay ki lalach m koi bhi glti kr saktay ho or usi lmhay ap ko loss ho sakta h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G han forex trading ma greed nai karne chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hojata hai,,forex trading karte waqt apne emotions ko control karna chayhe ta k ache trading kar saken aur forex ma profit earn kar saken,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X