What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
    akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
    Brother, jis tarha say ap buy kar k market k oper janay may kirdar ada kartay ho usi tarha say dosray buyers bhe kartay hain, jab buyers ka ratio 51% aur seller ka ratio 49% par ata hay to market up move karna shru ho jati hay,isi tarha say jab sellers ziada ho jatay hain to market neechay move hona shru ho jati hay, sara masla demand aur supply ka hay bhai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bro dekhen markit do trequn per move up aur down karti he aik techniqal aur dosra fundamental kisi bi mulq ki zahiri si bat he apni currency he uneh agar dar he ke hamari currency ki miqdaar ya uski value kam hojai gi tou wo usko lazmi uper karte hen jis se achanak markit uper ya neche chali jati he ye trading per bohat effect karti he
      • #48 Collapse

        nhi aisa buyers or sellers ki vaja se nhi hota balky aisa kisi mulk ki economicaly condation k change hony se hota hy or kisi country main business ya trading achi hy tu market up rahy gi but jab kisi country main koi qeemat km ho jati hy tu down
        • #49 Collapse

          yar mara yha ak aysa job ha jsi ko ap bohota chi sa kar sakta ha as kam mah muj abi tak aysa kam karna chta ho jo ap ko aysa lagta ha yah ak bohota chi kam karna koh kahta ha as mah.
          • #50 Collapse

            forex trading aik risky business hi jis main log kam kerte hain agar ap i forex marekt main currency ka kam kerna chete hainto ap ko cheye ke ap sub se pehle learn ker loo then investment ker ke achi earning hasil kero
             
            • #51 Collapse

              Well, bilkul buyers or sellers kay pressure ki wja say bhee esa hota hay kay currency bohat zyada fluctuate ker rhe hotihay or bhee kafi sary reasons hen jsy economies ki strength, ya economies may major developments yeh sub woh factors hen jo currency ko life detay hen or usay move ker watay hen.
              • #52 Collapse

                Currency ki fluctuation par investor, economy news or events ka kafi amal daramad hota hai. Currency ki movement up or down supply ki waja se bhi hoti hai. Or currency pair apas me related bhi hoti hai jab 1 currency up jaye to dosri down move karti hai or jab dosri up jaye to pehli down ho jati hai.
                • #53 Collapse

                  forex may kisi bhi pair ki price boht sariu indicators par inhasar karti hay,jiss may aik basic indicator over bought ya over sold hay,iss ham demand ya supply bhi ka sakta hain.
                  • #54 Collapse

                    currency of one country depends upon the currency of other. if one countries economic situation goes down its currency automatically decreases and if economic conditions become better day by day the currency shoots up at regular intervals.
                    • #55 Collapse

                      i think up down is sell and buy pressure and i think currency trading can be a like enterprise in which decline can be a a natural. Currency trading will be the dropping enterprise i consider. I'm sure that Currency trading will make the aspiration accurate however we have now decide on under control. Many of us should not be psychological in that marketplace
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
                        akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
                        Mery khyal main ye movement news ki waja say hoti hay jo keh forex news hoti hay humay chahiey keh hum us time main news ko daikh kar trading kary es say bohat say trader profit bhi bnaty hay aur loss bhi kar jaty hay.
                         
                        • #57 Collapse

                          yeh to market ki condition par hi hota hey aur jab market up down ho rahi hoti hey to us time currency ki price bhi up down hi hoti hey aur yeh sab har country ki apni maeeshat par hi depend karta hey.
                          • #58 Collapse

                            brother jis country k currency hoty ha wo usy hisab s up dwon hoty ha yani eur/usd jo k eurpe or aamrica k a ha jab amrica k market value kam hoty ha tab ye up hota ha jab eur k kam hoty ha tab ye down hota ha ye is hisab s yp down hota ha
                             
                            • #59 Collapse

                              bhai mjhay is baray me bilkul he nahi pata hai k is k pechay kya waja hai k graph up aur down hota hai agar hamara trend up ho raha hai to ho sakta hai k is k pechay koi economic waja ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                nahin brother currency up ya down us mulk k halaat ki wajah se hoti hai us country kay business ki wajah se hoti hai ager us country ki economical position strong hai to us country ki currency bhi strong hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X