What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jab bhi market mainkoi news ati hay to wos waqt currany ki strenth ya to strong hoti hay ya phir weak hoti hay jis ki waja se market main kafi volatility ajati hay aur wosi news ke sath hi buyers aur seller bhi enter ho jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex ak online currency trading k business ka name ha or is ma ups and downs isi lia ata ha k brokers market sa pasa jab nikal lata hn to market up chali jati ha or log sell ni krta or jab brokers pasa dal dta han to currency ki value low ho jati ha or traders ko loss hota ha
      *** ThUnDer ***
      • #33 Collapse

        har country Ki Economical Condition k baray Main Jab bhi Koi news Ati hai Tou us mulk ki Currency par Asar parta hai... forex Trading Main hum Buhaat Saray mulkon ki Currencies Main Deal Kartay hain Tou ye tou Simple Si baat hai jis Milk k mouashi hallat Thek hon Gy achay hon Gy Tou us ki Currency ki value Zyada ho Ge or Agar kisi Mulk Main Koi Problem hai i Mean Rozgar nahin hai... hallat nahin Thek tou us Mulk ki Currency ki value Din ba Din Down hoti jaye Ge
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #34 Collapse

          jee han main ap se agree hon ke asa sirf buyer orr seller ki waje se hota hi ke jese hi ap market main enter hote hain markt ap ke against jati hi iss tara jab koi rader ap ke against enter hota hi to ap ko profit milta hi
          • #35 Collapse

            ap ne acha sawaal kia he or is question k liye pehly to ap ka shukerya bhi ap ne ye sawal kia or is k bare mein mera ye khayalhe k jab koe esi news ati he to wo bilkul sach hoti he or trading rates oper neche hote he.
            • #36 Collapse

              akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuat
              • #37 Collapse

                Currency price bullish or bearish hoti hain jab market makers apni investment ko in/out karty hain ye sari markets investors ki investments ki base pe fluctuate hoti hain.
                • #38 Collapse

                  i am a new trader so i don't know actually why currency move up and down but i think it happened for economic situation of both currency..
                  • #39 Collapse

                    forex main hum jo trade kar rahey hotey hain aur hamen is main jo proift aur loss ho raha hota hey woh sab currency key up aur down hone par hi ho raha hota hey aur is sey hum forex main work kar rhey hotey hain.
                    • #40 Collapse

                      currency ki ups and down ka reason os country ki economic situation hai so currency trade main es ko pips kaha jata hai so trade krne se pehle es baat ka knowledge zaroori hai k apko yeh pta ho k yeh fluctuation kya hai yeh hai world trade economic variation jis country ki maushi halat ki jaisi news hon gi osi hisab se currency fluctuate kre gi
                      • #41 Collapse

                        currency pair main volatility jab ati hai jab aik currency ke value dosre ke against zayada hote hai.like jab tokyo market start hote hai tou gbp/jpy ka pair kafi volatile hota hai aur jab london market open hote hai eur/usd volatile hota hai.aur news bhi dekhne chaiye trade kerte waqt.
                        • #42 Collapse

                          janab mera khayal hai k jis country ki currency fluctuate kar rahi hoti hai us ki wahajh wahan k economic hallaat hotay hain is wajaha sa kisi mulk ki currency fluctuation ka shkar hoti ha tu aap ko market main up and down kis surat a hall naar aarai hoti ha
                          • #43 Collapse

                            Well, mary khyal ma aysa us he waqt huta hy jb ksi bhe currency ki bed ya good news aati hy. us waqt he market ma kafi utar charhau aata hy. jesy stock market ma huta hy aysa he yehan bhe hy. koi bhe news ksi bhe product k rate pr asar andaz huti hy es he tarha yehan bhe huta hy. ham ny sirf es sy faida uthana huta hy. ju bary traders hain wo es he moqy ka wait krty hain or es waqt trade lga kr achi khasi earning krlyty hain. hamen chahy k ham bhe ye he formula apply krty huy apny small sy capital ko big capital ma convert karen.
                            • #44 Collapse

                              Jahan tak mera knowledge hai, market main movement kisi bhi 2 countries ke darmiyan contracts aur buying aur selling honay se hoti hai. jab aik country kisi dosri country se kuch buy karti hai to uss ki currency down aur doosri country ki currency up hoti hai. iss cheez main banks bhi aik bohat bara kirdar ada kartay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Market mein jab aik pair mein constant move karti he os waqt both currencies aik dousray pe strong rehty hein jis ki waja se wo pair fix range mein move karta he, magar jab aik pair highly up ya down jata he to 2nd currency strong ya weak hoti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X