What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    market ke price is lye ups and downs ke moves lete hain kiun ke har time aik na aik currency upar ya nechy ja rahi hoti hai is lye rates me daily farq aa raha hota hai kabhi ups or kabhi downs agar ap ko market ke bare me achi knowledge hai to he aap market me agey barh sakte hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      Asalam O Alikum dear friends how are yoy all? Hope going well and having a safe trading. Guys currency ke oper neche jane ki waja koi news ho sakte hai ya supply demand ka process ho sakta hai jiski waja se markit main sell buy hota hai
       
      • #1353 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
        akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
        my dear brother economic news se market up and down bohot hi km hoti hai aur ziyada tar aisa hota hai k market mein movements pehle ati hein aur economic news bad mein show kar rahi hoti hein is liye hamein news ki bajaye apni planing karni chaihye aur analysis k through market ko check krein
         
        • #1354 Collapse

          "

          Yaar mujhe is ke baare me theek se maloom nahi hai ke market kis reason ki waja se oper aur niche ki taraf aati hai lekin news par depand rehna sahi nahi hai kiyo ke news kabhi wrong bhi aati hai....

          "
          • #1355 Collapse

            forex market news pe hi chalti hay har currency apne country main hone wale economic situations affected hoti hai is lye hi news k time market main hal chal mach jaati hai
            • #1356 Collapse

              "Asal me yeh sub supply and demand ke base par he up and down hoti hay oor market move kerti hy..
              central banks and traders on individual base pe jub log deand and supply krty hy toh usi hisab se move bhe hoti hy esly market khbe off nahi hota... "
              • #1357 Collapse

                bhai jan me itna to nahin janta magr main abhi is field main new hon aur jahan tak main janta hon k market main up and down hota hae masla aur jb kisi mulak ki rating ya wo khareedny ki taraf jata hai to us ki caruncey up ho jati hai jis se hamen profit ho jata hai agr down hoi to down ki taraf ho jata hai aur hamin loss ho jata hai.
                   
                • #1358 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
                  akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
                  my dear brother forex kay business mein market kay ups and down aany ki bohot sari reasons hoti hein aksar kisi mulk mein disturbance ki wahah se kisi mulk ki currency mein is liye bhi ups and downs aty hein aur currency movements kisi mulk ki disturbnce ko show karti hai
                     
                  • #1359 Collapse

                    "Asal me yeh sub supply and demand ke base par he up and down hoti hay oor market move kerti hy..
                    central banks and traders on individual base pe jub log deand and supply krty hy toh usi hisab se move bhe hoti hy esly market khbe off nahi hota... "
                     
                    • #1360 Collapse

                      • #1361 Collapse

                        • #1362 Collapse

                          bhai jan main apko itna ansaer abhi tak nahin de sakta mai to tab is qabil hon ga jab main is k bary main har wo bat jan lon ga jo ap poochna chaha rahy hain aur jab main is field main har bat ko bakhubi jan lon ga tab hi main is qabil ho jaon ga filhal main ap ko ap ki sawall ka jawab naihn de sakta.
                           
                          • #1363 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
                            akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
                            my dear brother kisi bhi country par currency ka fluctuate karna us country k politicle halaat ki wajah se hota hai aur aksar economical changing ki wajah se bhi currency market mein ooper ya neechy fluctuate karne lag jati hai isliye hamein her trade puri planing se karni chahiye
                             
                            • #1364 Collapse

                              mere khyal mejab si ne news ati he or is me jab buyers or sellers ate hen tab hi is me movemnte hoti he or in ki waja hum log hen jos ie ko up and down karwate he is liye hum ko is lihaz se hi kam karna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                humain is main curreunce main ups and downs say trading main kafi achi earning hasil ho sakti hay or humain is mainn agr succcess hasil karni hay to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain earning hasil ho saky
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X