What cause the currency price to move ups and down.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    "Asal me yeh sub supply and demand ke base par he up and down hoti hay oor market move kerti hy..
    central banks and traders on individual base pe jub log deand and supply krty hy toh usi hisab se move bhe hoti hy esly market khbe off nahi hota... "
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      "

      Jee bhai mein yeh kehan chata ho kea jab bhi kis country ka koi improtant news ati hea toh toh agar positive ho toh ap buy kartea hea aur agar negative hot toh hum log sel karte ahea aur humea chea kea hum log news ko follow kar kea ek acha profit earn kar sketa hea .

      "
       
      • #918 Collapse

        "

        ji bhai mery khayal ky mutabiq currencey price ki moving kafi had tak sellers or buyyer ky chart ky mutabiq bhi ho sakti hy or currencey ka utar charhao koi economie news bhi bhi kafi aasar ho sakta hy

        "
           
        • #919 Collapse

          "

          i think mere kiyaal mein waja yehi ho sakti hai k big investor jab apni money invest kartay hain tu market up hoti hai aur jab wo apni money nikaal letay hain tu market and currency low ho jati hai ese asa hota hai

          "
          • #920 Collapse

            currency price different reasons ki waja say ups and downs kartay hain and mere khayal say market k in ups and downs k bare main janna bada mushkil hai kyun k ye sahi maloom nahi hota k market up move kare gi or down.
            • #921 Collapse

              brother main ap ko sample se misal deta hoon aj kal saudi arab aor aran ke halate kharab hai to ap oil ki market dekh lo kitni dwon chali gai hai
              • #922 Collapse

                "

                ji bhai mery khayal ky mutabiq currencey price ki moving kafi had tak sellers or buyyer ky chart ky mutabiq bhi ho sakti hy or currencey ka utar charhao koi economie news bhi bhi kafi aasar ho sakta hy

                "
                 
                • #923 Collapse

                  ap k capital or mulk k mashi hisab sy kese b mulk ki currency ups and down hoti rahti ha agar buyers r sealrs ki tadad men azafa ho ga to mulk ki currency barhy gi market men mandi k hisab sy b currency up down hoti rahti ha
                     
                  • #924 Collapse

                    Yes there are many cause the market price mover up and downs kyoun k market ki terms her waqat ek jesi nahe rehti han change hoti rehti ham kabhe market ki price me increament hota hai to kabhe market price me dicreament hota hai
                    • #925 Collapse

                      ups nd down ka chance zada tar is waja se b hota ha k jab hukumat ko mulak ki maashiyat k bare ma kuch results achy na mil rahy hon.ya usky irresponsible hony ka b chance ho.jesy kisi b qisam ki disturbnce b problm create karti ha
                      • #926 Collapse

                        han ap ka sawal bohat he acha hay agar humari market mai zada investment ki jati hay or market level zada hota hay is say market upper hoti hay agar humari market level down rehay gi to humari currency bhe nechay rehay gi.......
                        • #927 Collapse

                          Dekhein Yeh Sab Aese naho HOTaw YEh TOW hamari Waja Se Hotaw Hai AGar KOI Zada Trade Buy pai Lagade Tow Over BoughT Hojata hai OR Fir Sell Pai ajata hai OR Koi OVer Sell KArde TOw Fir Buy pai ajataw Hai YahI Waja Hai Ups and Down KI !
                           
                          • #928 Collapse

                            pori dunia me jab currancy k oper khareed o firokht hoti he to us me bahut hi ziada selling and buying ho rahi hoti he and is me jab market up hoti he to us me market yani us pair k haq me ja rahi he and jab neechy jati he to matlab us k khilaf ja rahi he
                            • #929 Collapse

                              Currency pair kay ups and downs honay ki kafi wajohat hain is sub se ahim os country ki economic situation hy ager os ki economic condition behter hy to to os country ki currency up hogi otherwise down is kay ilawa traders ka rojhan bhi currency ko fluctuate kerta hy ager kisi currency ko ziada log buy krain gay to wo up ho jay gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                if you do buy trade the up price of currency cause profit and you do sell trade the down price of currency cause loss simple is that.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X