What cause the currency price to move ups and down.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    ye shayed bare bare traders ka khail hota hai is liye ham jaise chote traders ko news k time main trading naehe karna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      What is the cause of the currency price agar ap pakistan forex forum trading my bhot achy sy work karty ho
      • #513 Collapse

        Mery khyal main market ki price ups and down esi waja say hoti hay keh jab market main kisi currency ki value main faraq ata hay to esi price main bhi faraq ata hy so humay chahiey keh es faraq ko theak say watch karty huway he trade karen aur profit earn karen
        • #514 Collapse

          kisi b country ki currncy us ki economy vlue say move karti ha vo corrency as compare to dollar jitni strong ho gi tu currency utni uper jaye gi forex trading main or jitni economy de value ho gi utna he is main main currency down hony ki chances ziad hoty hain kun k is say dollar strong hota ha
          • #515 Collapse

            Main ziada behtar tariqay say shaid na bta saku mery khyal main forex trading main jo currency pairs ki price hoti hay wo demand ki waja say kam ziada hoti hay so agar hum forex trading main ye cheeez theak say manage kar kay run karen saky to acha gain kar sakty hay
            • #516 Collapse

              Yes of course that market price up and down. We want to for caste the price. We are learn the complete knowledge and experience. We are knowledge of the forexxmarkwt.
              • #517 Collapse

                wajuhaat bht si hoti hain jin ki wajah se har waqt market me rate up or down ho rahe hote hain jese k news aana kis currency k bare me us news k asar postive ya negative parna, koi new policy k elaan jis me business plannings hun, us currency ka dunya bhar me demand barhana or ghatna bht si wajuhaat hoti hain jo waqt k sathsath samjh me aati hain.
                • #518 Collapse

                  Main esko theak say define nahi kar sakta mery khhal main jab market main demand increase hoti hay to humary samnay market ki price up and down move esi waja say hoti hay so humay esko daikhty huway he trade karni chahiey
                  • #519 Collapse

                    news ka effect ki hi wajah say hi market mei movemntey ka boaht hi fast hona hota hai kyu kay news ka business oe aik boaht hi baea ruel hota hai kay jsi ki hi wakah say hi market nay up ya down jana hota hai
                    • #520 Collapse

                      bhai yeh tou kissi bhi mulak kay economic haalat mein manasar karta hay aur jo bh news ho us kay mutabak hi orders ko lagana chahiye tak loss say bacha ja saktay baz ukat es bhi hota hy ko long time ki koi order lagaya hota hay kay achanek hi currency ki qeemat kaam ya ziada hone ki wajha say bar naksaan ho jata hay
                      • #521 Collapse

                        currency k upps r downs hony main different conditions metter krti hain. . .ye news r events per bhi dependent hoti hain r ager koi news achi hui hogi to to wo markeet main acha impact rkhti h r 1 galt news sy boot sa lose bhi brdasht krna parta hai. . . .
                        • #522 Collapse

                          asal mei is forex ki market mei ub say bara kam jis kihi wajahs ay hi currency ka up ya down jana hota hai wo yhei hai kay news ka is busness mei aik boaht hi bara effect hota hai aur apko is busness mei news kay timing ko lamzi hi check karna ho ga
                          • #523 Collapse

                            G janab curruncy prices yaha move hoti rhti hy or curruncy sy ap ko pairs ka pata chalana koi mushkil nai hy ap market mai ja kr visit kry opr us hisab sy ap pairs choose kr skty hy.
                            • #524 Collapse

                              "Asal me yeh sub supply and demand ke base par he up and down hoti hay oor market move kerti hy..
                              central banks and traders on individual base pe jub log deand and supply krty hy toh usi hisab se move bhe hoti hy esly market khbe off nahi hota... "
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                "

                                Yaar mujhe is ke baare me theek se maloom nahi hai ke market kis reason ki waja se oper aur niche ki taraf aati hai lekin news par depand rehna sahi nahi hai kiyo ke news kabhi wrong bhi aati hai....

                                "
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X