agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .
    Dear her forex trader profit he chahta hai q k profit gain karna bohat important hai or har bandy kia purpose hai per is koshish main wo loss ko b nahe bhol sakty q k loss b boaht aham hota hai. or agr main yah kaho to ghalt nahe ho k loss asal main profit ki zeena hai. q k jab ham ko loss hota hai to ham next bahter koshish karty hai. or apny un mistake ko cover krain gy to ham us se apny loss ka bacha sakta hia or apny trading ko zyda secure kar sakty hai . is lai ham ko loss se worry nahe hona ho ga balky learn karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

    hamy loss hony par gabrana nahi chahry hamy apni galtio sy achi leaning hasil karni chaye hmay is main acha or alla qualites ka kam karna chaye pher hi ham loss sy bach sakty han or acha profit hasil kar ky apni life sy gurnabat ko kathem kar sakty han yai iak sa business hain js main ham 24 ganhto main sy kisi be waqt am kar sakty hain yai aik real business hai
    • #3 Collapse

      Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

      Yes bilkul thk kha apne loss to business ka hisa hota hy or agar kbhe apko loss ho bhe jata hy to wo just apky time ka loss hota hy agar ap k anadr achy treadrs ki khobean majod hen to ap next time us loss ko bhe cover kr sakty hen or us sa bhe acha bouns hasil kr sakty hen so dear friends forex min loss hota to wasy bhe apni e Kasi galti sa hy agar ho bhe jata hy to tenshan na Lia kren
      • #4 Collapse

        Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

        dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa preshan naen hona chaysy balkay loss ki waja jo mistake ho usay door krna chayay ta k dobara loss na ho aur ap achha profit hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

          Assalam-0-Alikum dear forex member apki yah baat bilkul thik hai agr hum loss ko sr py swar kr ly tu gy tu humhy profit zyda ni mily or humra mehnat krny ko dil nai kry ga lazmi nai hai humhy bar br loss hi ho kahi bar humhry m confused nai hota or hum glt thread lga dty hai yah galt post kr dty hai jis sy humhy nuqasn ho jata hai or dar jaty hai loss ki wjha sy lazmi nai k loss har bar ho baz dafa humri hi galti sy loss hota hai or agr humhry andr loss ko gain krny ka confused ho ga tu humra loss gain ho jye ga
          • #6 Collapse

            Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

            forex trading hamare knowledge experience aur confidence per depend karti hai .agar hamare andar in teenon cheezon mein se koi ek cheez bhi nahin hai to Ham kabhi bhi forex trading mein kamyab nahin ho sakte agar aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to zyada se zyada forex trading ke mutaliq knowledge gain Karen aur zyada se zyada demo account per practice karke apni trading skills ko improve Karen aur zyada se zyada apne andar confidence build up Karen Takah aap forex forum mein kamyab ho sake.
            • #7 Collapse

              Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

              G han dear members ao ny ye sahi kha hy koi b busines ho us me loss or profit humy hota rehta hy humy gabrna nai chaye balky mazeed mehnat karni chaye ta k hum achai earning kar saky jab humry pas achaa knowledge ho ga or experience ho ga to hum zyda sy zyda profitable ban sakhty hain es lye hum gabarny sy hum kbi successful nai ho sakhty agr ap ni apny target ko achieve karna hy to ap ko mehnat sy kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

                اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
                Dear her forex trader profit he chahta hai q k profit gain karna bohat important hai or har bandy kia purpose hai per is koshish main wo loss ko b nahe bhol sakty q k loss b boaht aham hota hai. or agr main yah kaho to ghalt nahe ho k loss asal main profit ki zeena hai. q k jab ham ko loss hota hai to ham next bahter koshish karty hai. or apny un mistake ko cover krain gy to ham us se apny loss ka bacha sakta hia or apny trading ko zyda secure kar sakty hai . is lai ham ko loss se worry nahe hona ho ga balky learn karna ho ga
                Yahan per aapko lost se bilkul bhi ghabrana nahin chahie loss ko always accept karne wale members a successful hote hain Kyunki loss ISI business ka hissa hai agar aap apne loss se ghabra Jaate Hain aur Yahan Himmat Har Jaate Hain To fir aap khud ko ek Kamyab trader kabhi bhi nahin banaa Sakte so Agar kamyabi ke sath trading karna chahte hain to Yahan bahut mehnat ke sath kam karna hoga hardworking Karne Wale member and Yahan loss ko update Karne Wale members he always a successful Hote Hain Yahan per some time loss Hamare liye big Aksar ki opportunity ban jata hai aur Yahan Hamare Liye Ye ya bahut best sabit hota hai ki agar Ham Apne dost se ghabrane ke Baje is se learn karte hain and Yahan per apni mistake ko dekhte hain aur unko remove karte hain aur next time ke liye bahut careful hokar Agar Ham kam Karte Hain To Yahan Ham kamyabi ke sath trading kar sakte hain aur is market Se Acha profit bhi Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

                  Ji han bhai aapane bilkul theek kaha hai hai agar ham log se ghar aaenge to Ham profit kaise hasil karenge hamen profit bilkul nahin milega kyunki ham bahut hi gabra jaate Hain jab hamen last hota hai hamara mind kam karna chhod jata hai jisse Ham kam per focus nahin rakhte humko chahie ke jab Ham ko Loss Ho to hamen main himmat se kam karna hoga aur sakht mehnat karni hogi jisse Ham apne loss ko cover karenge aur mehnat karke dobara profit hustle karenge kyon ke koshish karne se hi kamyabi hasil hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: agr ham loss se ghabrain gy to profit nahe ho ga .

                    Agar hum loss say ghabray gay tu hum ko àcha profit nhi ho ga aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko loss honay par ghabrna nhi chahiy aap ko Himat say Kaam Karna chaiy jab loss hota hai tu aap agar Himat ka sath or zayida mehnat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X