dear members trading mein 2 types k indicators use hotay hain leading and lagging indicator.leading indicators ko oscilators bhi kehtay hain yeh indicators price k sath sath fast move krtay hain aur market ki prediction detay hain yeh price k sath chaltay hain to is leye yeh reliable nahi hotay.
lagging indicators ko momentum bhi kehty hain yeh price ki changing k baad move krtay hain yeh slow move krtay hain magar yeh ziada reliable hotay hain trading mein aur inko follow kr k acha profit hasil keya ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим