Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn hai@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn hai@
    Friends forex trading ma loss k pechy profit chupa hota hai. Ye profit har trader ko nazar ni ata. Ye profit us trader ko he nazar ata hai jo hardwork karny ma zara b sharam mehsoos ni karta. Forex trading ma asy trader bhot kam hai jo loss k bad b or acct wash hony k bad b apna dil mazboot rakhtyn hain or apni efforts par eska asar ni hony dety. Plz comment?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

    agr hamy loss ho jaye to hamy tense nahi hona caheh hamy apni galtio ko hard work kamthem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty han or loss ko kathem kar ky acha bnsu hasl kar ky apna life stlye chnage kar sakty hjan ham isy apna life time business be bana skaty hian
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

      Yes dear apki bat theek hay har mushkil kay bad aasani aati hey agar ham forex men pehaly loss authaty hen to bad men hamen profit bhi hota hay kyn kay agar hm loss ni authain gy to profit bhi ni ho ga kyn kay profit and loss kay bech men hota hay har ek business to hamen loss sy pareshan ho kar forex ko chorna ni chaye bakaly loss ki waja jan kar kamyabi ki jani barna ho ga jab he ham kamyb hon gy.,
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
        Friends forex trading ma loss k pechy profit chupa hota hai. Ye profit har trader ko nazar ni ata. Ye profit us trader ko he nazar ata hai jo hardwork karny ma zara b sharam mehsoos ni karta. Forex trading ma asy trader bhot kam hai jo loss k bad b or acct wash hony k bad b apna dil mazboot rakhtyn hain or apni efforts par eska asar ni hony dety. Plz comment?????
        Ji bilkul sahi Kaha Forex trading mein agar Hamen loss ho raha hai to Iske Piche Hamen Achcha profit bhi Chhupa Hota Hai Isko just hardworking trader hi pahchan sakte hain Yahan per Aisa Nahin Hota ki aap ko is market Mein just loss ko face karna ho yahan se aap bahut Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain and yahan se unlimited earning Hasil kar sakte hain lekin iske liye aapko always hardworking Karni hoti hai because Hamari mehnat Hamen Achcha reward Har Surat Mein deti hai agar aap Ko Kisi trading Mein launch ho raha hai to aapki Kuchh red aapko bahut Achcha profit bhi de sakte hain SO Hamen Yahan positive and active mind ke sath kam karna chahie Jab Bhi Hamen is market mein koi acchi anti mil rahi ho Hamen usy miss nahin karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

          kisi bhi kam ko start kar lene ke bad usmein profit nahin a jata har EK member ko start mein loss kolej me face karna hota hai uske bad hi members ko FIR jyada acche se experience hasil ho jata hai aur FIR jab members apne kam mein apne experience ko shamil kar lete hain to fir uske bad FIR unko loss nahin hota aur FIR ISI tarah se Hi maximum on members ko apni trading mein jyada acche se benefits bhi milte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

            Ji bilkal, forex main losses main say hidden profit tak puhnchna sirf expert traders kay he bus main hota hay, q keh forex main sirf loss he nai hota balkeh ager hum is loss say sabaq seekhain to next trade main ham achi learning and analysis karain gay ta keh hum profit lay sakain, sirf loss say darnay or gabrany say ham kabhi bhi profit tak nai puhnch sakty.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

              Yes Forex Weber aapane bilkul sahi baat hai yaar bahut important information ki hai bahut sare log loss hone ki vajah se kya banae jaate Hain aur unhen man ki samasya hi aate ke agar loss ho gaya hai to profit bhi hoga kyunki har loss ke piche profit majood hota hai hai isliye is baat Ko sirf vahi log understand kar sakte hain Jo ek acche trader hote hain Gionee smart card Dada hota hai ki Business mein loss profit hota hai kabhi loss ho jata hai aur kabhi profit ho jata hai isliye vah kabhi bhi lost se ghabrahat nahin hai bolkar loss ke piche chup hue profit ko dhundh lete hain aur mehnat karke use profit ko par lete Hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

                Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum firex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

                  Assalamu alaikum kaise hain aap sab umeed karta hun bilkul theek honge ji yah baat bilkul theek hai ki Forex trading mein last ke piche profit hai but sirf hard work Karne Wale hi usko dekh sakte hain matlab agar aapko ek bar last ho jata hai to aap usko Apne profit mein convert kar sakte hain agar aap hard work karna jante hain aur apni clear ko success mein change karna jante Hain to lekin agar aap hard work Nahin karte to fir aap usse loss se himmat har jaate ho aur kam karna chhod dete ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

                    Hr km k hone ki friends koi na koi reason hoti ha isi trah forex Mein b loss hone ki reason ha or wo yeh k hamari ghltian he hamein acha experience deti hein is liye jb b ap ko loss ho to ap or ziyada km krien kion k is trah krne se ap ka loss b recover ho Jay ga or acva experience b mile ga kion k hr loss k peeche kamyabi chupi hoti ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma loss k pechy profit hai but serf hardworker he esko dakh saktyn

                      Sahi kaha hy app ny jo kamyabi ka khab dekhty han on ka dil bhi bhoot hi bara hota hy khabi bhi loss ho jaany pr tension nhi laty han aur trading bhi fresh aur coll mind ky saht karty han phelay to onnay bhi sb ki tarh loss hi hota hy lakin jb wo expert ban jaaty han to on ky liya profit hasil karna koi mushkil nhi rahta hy is liya aj sy app bhi loss honay ky baray main na soochy balka apnay app ko ek bara insan bna nay ki khosish kary agar app ka good luch howa to app pheli hi bari main profit hasil kar loo gy lakin agar loss howa to ossay recover karna ka tariqa bhi app ko ana chiya wasalam.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X