If someone get many salary you still trade ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If someone get many salary you still trade ?
    hy guys i want to ask you about easy logical qusetion as If you have many salary from your work (I guess around 10000-20000 dollars per month) Do you still trade in forex ? since many country who pay high salary for worker I think traders amount in these country is low If your country pay this amount you will tarde in forex or work with your company in fulltime???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee han bhai hemin apne forex trading ke business se boht fiada hota he aur hemien apne trading mein job salary say boht ziada fida apne trading se milta he is lie hmein apne trading mein acha experience haisl kr ke apne trading se fiada haisl krna he
     
    • #3 Collapse

      Agar Government trading ki learning key leye institutions banaye to is sey logon ka bhala ho sakta hy aur woh is useful business sey acha seekh saktey hain aur acha kama saktey hain. Agar government apney level pr bhi logon ko trading ki job dey aur is key badley unhain aik salary package dey to is sey bhi unemployment main kami ho sakti hy.
      • #4 Collapse

        nahi salary jitni bhi ziada ho forex ke muqabley me hamesha kam he lage gi is lye kiun ke forex ki market me kamane ke lye jitna ham ko mil sakta hai utna ziada hame or kisi bhi job ke zarye nahi milta hai is lye sab se best forex hai or earnings ke lye bhi me forex he ko better samajhta hon .
        • #5 Collapse

          g koi zbardsti nhe ha kay ap es business main ay agr ap ko asaani lgti ha yaha pe kam krna to phr he ap ko kam krna chahye aur ye b zehn main rkhan chahye kay forex ap ko rato rat ameer nhe kr skta yaha pe ap ko boht hard work ki zrort ha aur us kay baad he ap es market main kamyab ho skty hain aur sab se pehly esy ap ko learn krna chahye .
          • #6 Collapse

            ic baray man confirm kuch nae kaha ja sakta kun k forex aik aisa business hai k kisi waqt buhut zyada profit day jata hai or kisi waqt buhut loss. job tu confrim salay hoti hai.
            • #7 Collapse

              g nahi forex trading ek business hia jis mien earning ki koi bhi had nahi hai aur apko chahiye ke ap is mien apni trading ko behtar se behtar banayenge to hi is mein ap phir paise kama sakte hian.
              • #8 Collapse

                AoA yes my dear koin k main forex ko like kerta hy our trading kerty hoey main forex ko enjoy kerta hon ye boht he interesting business hy our main us main kafi earning bhe ker sagta hoon
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading trading ke business mein salary se ache income hote he jb hm apne forex trading ke business mein ache planing se kam krein aur apne trading market ko sahih wqt dein aur trading ke techniques ko smjh kr apne trading krein to hmein boht faida hota he
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X