Trading kab kara?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kab kara?
    Assalam-o-Alaikum respected members
    Ham Pakistan Forex forum pa posting aur threads is laya karta ha taka ham forex ma trading kar ka earning kar saka to mara yaha question apna seniors sa ha k ham kab trading start kara katna bonous ho account ma to hama faida ho sakta ha trading ma? kindly guide kar daa. Shukria?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kab kara?

    Aapane bahut hi acchi baat ki hai Hai Jab Bhi Ham trading co perform Karen To Hamen market ki condition ko Dekhte Hue trading co perform karna chahie Jaise market ke Trend chal rahe ho Usi ke motorbike trading co karna chahie aur kabhi bhi Bina soche samjhe Kaun nahin karna chahie indicator ko follow Karte Raha Karen aur Jyada Se Jyada news update Ka Khyal Rakha Karen Jaise hi kisi chij ke bare mein news update Aaye To apni trading co perform Kiya Karen stop loss ko Jarur use Kiya Karen aur apne takat per Najar Rakha Karen Jaisi aap ko Apne target Milana shuru ho jaaye to apni trade ko phone close kar diya Karen tabhi aap ko fayda ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading kab kara?

      Assalamu Alaikum dear Forex member Forex per Hamen trading tab start karne chahie Jab Hamen acchi learning ho chuki ho Hamen market ki analyses karna aati ho tab Hamen analysis Karke trading Karni chahie uske liye Hamen pahle chahie ki Ham demo account per practice Karen ki learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen Forex ke rules and regulations ko samjhe aur unko follow karte hue kam Karen mistakes ko forward karte hue kam Karenge To Hamara kam Achcha aur quality ka Hoga aur ham acchi earning kar Sakenge Is Han Hamara experience bhi achcha hoga aur tab tak Hamare learning bhi ho chuki Hogi aur Hamara account balance bhi ban chuka hoga tab Hamen trading start karne chahie Ta ke Ham acche account balance ke sath acchi investment Karke aur acchi analysis Karke trading Karen Taki Hamari date ka main aap Jaaye aur Hamen Achcha profit Ho isliye learning ke bagair trading start Nahin Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trading kab kara?

        Dear brother forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay pahlay 6 months posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading kab kara?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Madyone پيغام ديکھيے
          Assalam-o-Alaikum respected members
          Ham Pakistan Forex forum pa posting aur threads is laya karta ha taka ham forex ma trading kar ka earning kar saka to mara yaha question apna seniors sa ha k ham kab trading start kara katna bonous ho account ma to hama faida ho sakta ha trading ma? kindly guide kar daa. Shukria?
          Janab k koi time nhi karne ka koi bhi time nahin Hota tha magar Malik time training bahut hi acchi hoti haiaur trading mein bahut hi Teji Hoti Hai morning time trade karna bahut Achcha Hai Magar trade karne ka koi bhi time kar nahin hai aap Kisi bhi waqt rate kar sakte haintrading Jis per aap Kisi bhi waqt time nikalkar trade kar sakte hain ya part time full time bhi hota hai aap raat ko Din Ko Kisi bhi waqt rate kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading kab kara?

            members ko apni trading khud se Hi manage karna hoti hai aur yah members ko hi maloom hota hai ki unko apni trading ke liye kya time table banana hai kyunki ISI tarah se Hi members ek achcha time table banakar aur apne kam ko bhi bahut jyada acche se kar paate hain aur trading ke liye bhi members ko acchi planning banakar aur FIR isko karna hota hai kyunki jis kam ke liye bhi jab koi acchi si planning banaa li jaati hai tu is tarah se members use kam mein successful Ho jaate Hain aur unko kam karne mein kabhi problem nahin aati hai

            اب آن لائن

            Working...
            X