what are reason behind the success.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are reason behind the success.
    there are many younger and as well as older successful trader. Let's talk about Alex hope, he is Uk born 23 year old trader he is already a millionaire and maybe hoping for more and there are several other teens and younger individual like him. Actually, how do they do it. I know it's all about study and getting educated but beside these factors what are the factors and traits that made them successful. Please suggestion???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai hmein apne trading mein success lene ke lie hmein apne trading mmein experience acha krna he aur apne trading mein jo bhe tools hien un ko smjhna he aur apne trading mein ache planing kr ke apne trading se income haisl krne he
     
    • #3 Collapse

      forex man success ka reason just hard working hai ic k baghair possible nae hai forex say earning. ju trader forex man din rat kam ker k mehnat kerty hain un ku success gain hu jati hai.
      • #4 Collapse

        es ka name ma to pehli bar sun rha hu lakin success kay lye mera manana yhi ha kay jab tak ap kay pas acha experience nhe ho ga ap kbhi b success nhe ho skty aur kyu ye market boht zyada risky ha yaha se earning sirf whi le skta jis kay pas experience kafi ho aur risk management ko b achi trah smjta ho kyu kay risk management kay bagair es market main kamyab hona boht mushkil ha.
        • #5 Collapse

          Dear meray khayal mien to forex trading mein successful hony k liye ap ko bohat karni parti hy kyun k jab tak ap k pas market ko analyise karny ka proper knowledge aur experience nahi hoga tab tak ap successful trader nahi ban sakty is liye ap ko pehly achi tarah learn karna chahiye aur phir trading karni chahiye
           
          • #6 Collapse

            kafi saray factors han sir jin ke base paay log achay traders ban saktay hain. Kuch logon mai tu trding ka God gifted talent hota hai jis ko use kar k woh kamyab hotay hain. wiase maire khayal ma aik achay trader mai learning aur hard work ke abilities zaroori hain . iss kay sath sath disciplined trading aur money management be zaroori hain
            • #7 Collapse

              yar dekhein success k peechey bax yehi raz hotey hy ky wo is ko bht seriously handle kartey hy daily basis par learning kartey hy is ko apna time detey hy aur jab bhi idher kaam kartey hy apna pora focus idher hi rakhtey hy :)
              • #8 Collapse

                Aik cheez hy k jab tak hum money management ker k nahe chalain gy tab tak hum us main successful trader nahe ban sagty hain aik rules hy us ko follow ker k jo bhe trader chalta hy wo kabhe bhe loss nahe kerta hy
                • #9 Collapse

                  Dear agar ap forex trading mein successful trader ban'na chahty hain to phir ap ko pehly trading ko learn karna chahiye kyun k jab ap k pas market ko analyise karny ka knowledge aur experience hoga to phir ap easily profit earn kar lein gay
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main expert air successful Hony k liye ap k pass achi education hone chahiye.. Es k elawa trading main success k chand ahm factors ye hain jaisa k strong learning,strong knowledge, total informations about this business, strong practice on demo account, strong IQ level,strong ability of patience.. And your interest to gain your goal..
                    • #11 Collapse

                      Forex main success lenay key leye yeh zarori hy keh serious ho kr is business ko seekha jaye aur trading skills ko bhi improve kia jaye. Jab tak aap trading ko nahi seekhain gey, aap aik handsome profit nahi bana sakain gey aur just time waste krtey rahain gey.
                      • #12 Collapse

                        success key pechhay aap ki continuous efforts shamil hoti hain. Agar aap is business ko light lain gey aur continuous efforts nahi karain gey to aap ko kamyabi kaisy hasil ho gi. Kamyabi leni hy to consistently kam karna ho ga takeh regular basis par profit hasil ho sakay.
                        • #13 Collapse

                          gee bhai hmein apne forex trading mein success ke lie mhnt krne he aur is men koi aur reason nhe he aur hm apne trading mein experience se kam krein aur trading ke study krein aur trading ke updates aur news ko dekh kr trading krein phr hmein acha profit hota he aur hm kamayb hote hien
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            success k pechy dear ap ki mehnat hoti hai ap forex men jitna mehnat se kam kery hein ap ko us ki success zroor milti hai ap ko forex men khud best kerny kely pehly practice kerna ho gi
                            Success is the Best Revenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X