Trader ko humesha trading mai independent rehna cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes dear i agree with u ke forex mein koi be trader jitna be independent ho ga wo utna he is mein easy work kare ga r wo is mein success be ho ga ager koi trader trade mein confused ho jata ha tou wo loss be kar sakte hain is liye trader ko tension se free hona chaye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jee ha may agree kerta hu kay tader ko hamisha indipandent hona chahyia q kay forex ik serious bussniss hay aur is may loss bee hota hay aur gain bee aur under 18 kay boys o girls bilkul nay khalayq kay wo independant nahe hotay
      • #48 Collapse

        Mere khayal se yeh signals robots sab kuch ek fareeb hota hai. Sirf un logon k liyeh trap hota hai jo naye naye ate hai is market main. Or kai log addiction hone ki waja se hazaron lakhon rupee bus yun hi ura dete hain.
        • #49 Collapse

          dear friend ap kuch had tak sahi keh rhe hen lekin men apse atfak nahi kronga kiun k aik new trader jab talak forex market men kuch tajerba na hasil kerle wo senior traders aur signals se madad le sakta hai khas ker k signals ko watch ker k market k trend ko smajh ker trade ker sakt hai ye bat jo keh rhe hen ye aik senior trader ke strategy hai jonior trader ki nahi mere dost
          • #50 Collapse

            g ha bilkul theak kaha apne q k banda jb khud analyse krta ha to sahi pta chalta ha k wo kia kr rha ha kaha pe gain aur kaha loose kr rha ha aur pta b tb hi chalta ha jb banda khud gain ya loose krta ha
            • #51 Collapse

              ha hamesha independce he rehna chiye or khullay dimage se trade krni chiye or apna expeirence istimal krna chiye theek bat ha analaysis ko read kray news dekhay mgr apna expeirence boht kam ki cheez ha jb tak ap k pass ha to ap acha earn kr skte ho
              • #52 Collapse

                g ha trader ko apni trade pa 100 % independent rahna chahia usa apni trade pa pura yaken huna chahia aisa karna sa woh kabi mar nahai khai ga ha agar us ko apni trade pa yaken na hu aur kisi ka kahana par woh apni trade lagai ya close kr da ya us na tarde lagai hu to koi usa kaha ka tekh nai aur woh usa close kr da aisa krna sa us ka knowledge ma azafa nahi hu ga kiyu ka agar ap apni koi trade lagai ga aur agar us ma loss bi hu jata hai aur ap us loss sa sekhta hai to us sa ap ka knowledge ma azafa hota hai
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                  Members jab trader Forex mai independent rehta hai tu woh dosry traders,analysis,robot,signal jaisi diseases se bacha jata hai woh apni abilities and experience ki base pay trading karta hai or independently profit earn b karta hai or aik acha trader ban jata hai woh har din apni skills and experience ko increase karta hai or jo trader dosry trader or analysis, robot ya signals pay depend kartay hain woh kamyab nahi hoty or na he woh Forex mai achi jaga bana sakty hian.
                  Meri request hai har members apni opinion or suggestion be es baray main batain.
                  :cool::(:cool::rolleyes:
                  yes dear trafer ko hamesha inndepended rehna cahaye, q k agar aik trader apni trade karnay mai khud ki bajaye dusron par depend karay ga ya dusron ka mohtaj rahay ga to wo trading nai kar paye ga
                   
                  • #54 Collapse

                    g haan trader ko hamesha trading karte wqt independent rehna chahye iss se ye hota hai ke trading behtar hoti hai aur experience bhi bharhta hai .
                     
                    • #55 Collapse

                      I am agree with your message. Forex is a global independent market and every trader is also independent here. we need to trade with care for become success. Thanks for the nice sharing brother. Regards................................
                      • #56 Collapse

                        yes dear me ap ki bat se agree kate hu kyu kay trader agar kisi aur ki suggestion se trading kare ga to wo kabi bhi acha trader nahin ban sake ga es liye humain khud hi demo account me practice kar kay aur live trading me bhi independent trading karne se hi hum ache trader ban sakte hain.
                         
                        • #57 Collapse

                          han g bilkul agar hum forex trading ko always independent reh kar kartey hain to phir hum is main kabhi bhi fial nahin hotey hain aur hamen kabhi bhi is main afraid nahin hona chahiye.
                             
                          • #58 Collapse

                            han bikul bhai ap ki bat si ha ka ak trader ko trading krta hua independent ho k faisla krna cahean ya bat ha k ya indicators bht help krta han or ya b k news indicators graphs robots ya sab chezan help to krti han but asal ma ak trder ko sab sa zyada kud pa dependent hona chaea
                            *** ThUnDer ***
                            • #59 Collapse

                              trader ko hamesha trading karte waqt independent rehna chahye g haan esa hee karna chaahye kew ke phir trading bhi achi hoti hai aur experience bhi bharhta jaata hai .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes dear hamy forex trading ay independent rehna chaiye kiyu kay is tara ham greed emotion signals and robot etc say bch kar trade kary gay and acha profit earn kary gay is liye hamy forex may trade karny kay liye independent rehna chahiye phir hi ham success hasil kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X