Small Volume trades
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    Jee haan agar forex market main small volume kay sath trading ki jaye to risk or loss kay chances kam hoty hain or earning kay chances ziyada hoty hain or agar is kay bar aks forex market main trading big volumes kay sath ki jaye to is main risk level bhhi barh jata hai or loss kay chances bhi ziyada hoty hain tamam new traders ko chahiye kay wo small volume kay sath he tarding karain.
    AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      agree with u asa e hota hai agr ap abi new hai tu 01 sy e tarde start kry is sy zayda ka naa sochy warna ap ko loss b hn sakta hai or abi ap new hai zayda loss b ap ko handle ni krna ay ga is liay secure trading krna seekhy jis may kam but profit tu hn or ap ko kam sy kam loss ko fave krna pary so good luck.
       
      • #1098 Collapse

        Bilkul sai baat he small trade hi nuksan se bachne ka tarika he aksar me ne dekha he jo log ziada los karte hen iss ki ek waja ye b he k wo volume trade ziada rakhte hen
        • #1099 Collapse

          i think agar hum small volume se trade kartey hain to hpir hum is main kafi safe hotey hain aur hum kisi barey risk se bach saktey hain isliye mein khud bhi small volume trades ko hi preffere karta hun.
             
          • #1100 Collapse

            Trading without planning is tantamount we walk without clear direction, and even though we already have a plan or clear direction, it can only function well if we are disciplined in the run and adhere to the rules.
            • #1101 Collapse

              aslamu alaikum:ji sure ap ki baat thik hai small volum se risk bhi tora ho hota hai aur yahi volum best hai warna loss ke zida chancess hotay hain.
               
              • #1102 Collapse

                g haan small volume trades are best kiun k forex main aik boht hi dangrous market hai aur iss main trade karny k liye aap ko boht hi ziada experties ki zaroorat hai jiss ki waja se aap iss main earn kar sakty hain aur small lots are best kiun in se phir loss kam hota hai
                • #1103 Collapse

                  Aap ki bat sahi he ke small vellum me trading ki jay tu risk kam ho ga or hamari trade bhi mehfooz rahay gi ziada volume me trade Kar ke aksar log account wash karwa letay hain.
                  • #1104 Collapse

                    Asslamu allikum wa rehmatullhi wa barakatihi dear all pakistan forex forum members main to yeh kehna chahon ga kay agar ap ka account bra bhi hai to bhi ap kam volume pr hi trade kro kiun kay is se ap ko 2 benifits hain ak to yeh hai kay ap ka Account safe rhay ga aur dosra ap long tirm trade kr kay continue earning kr sktay hain.
                    • #1105 Collapse

                      yeah ho hi nahin sakta hain kay hum forex trading bhi kerin aur is main zero risk bhi ho hum jab bhi koi trade open kertay hain is main at least at least 1 percent risk zaroor hota hi hota hain is liyea hum kabhi bhi full and final zero percent risk kay sath trading ker hi nahin saktay hain
                      • #1106 Collapse

                        g haan ap na bilkul teek kaha ha main ap ki baat sa agree karta hun baat ya ha k hamin forex main hemsa small volume main trade karni chaia q k agar hum small volum main trading karein gay to hamry lose kaam ho ga aur profit acha ho ga
                        • #1107 Collapse

                          g han agar hum chahtey hein keh hamen is business mein loss kam aur profit ziada ho to hamen is main trades ko ziada karna chhaiye aur hamen is main small volume se trade karni chahiye to hum is main kamiyab ho saktey hain.
                           
                          • #1108 Collapse

                            small volume ki trades lagane se ham ko kafi sahulat milti hai or ham ko loss bhi nhi hota hai is business me agar ham small volume ki trade laga den to us se ham kam zarur kamate hain magar bhari loss ka samna karne se bhi bach jate hain .
                            • #1109 Collapse

                              dear ya bahot hi faiday walli bat ha k agar ek trader small volume k sath trading karta ha to es say bayshaq us ko small profit ayaga magar uski risk ratio b small hogi matlab k agar uska loss hota ha to wo b small hoga aur uska account b mahfooz rahay ga aur wo tension free hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                han meray bhai ager hum small volume a trade lengay to kuch risk humara kam houjaega and big risk mai humara risk bhi bhar jata hai and oper sai hum tension mai mubtala houajtaten hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X