Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@
    Friends. Forex trading ma acct wash hony par apni kismat ko elzam ni dena chahe. Forex trading ma knowledge ki kami ki waja sy acct wash hota hai. Forex trading ma jo loss sy mayoos ho jata hai wo hamesa mayoos ho jata hai. Forex trading ma loss k bad hamy apni knowledge ko regain karna chahe. Knowledge ko gain apni improve karna chahe or phr sy apni trade k lae bonus jama karna chahe. Forex ma loss ka matlab ye ni k dunya end ho gae hai. Plz comment???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

    agr hamy loss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss ko covser kar akty hain or aha bonsu hasil kar ky hamy forex main mayai kam karna chahey pher hi ham aik achy trader ban sakty hian yaia ik aa job sy best or munfa wala business hain is main haara koi boss nahi hota hain
    Last edited by ; 25-07-2020, 11:45 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

      Yes dear ais market mai ap ka account wash ho jaye to aus mai ap ki kisamt nai hoti hai ais market mai ap agar mistakes karty hai to aus se ap ko ais market mai loss ho jata hai ap agar ais market mai mehanat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko khud mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko hard work karna hota hai aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

        Friends. Forex trading ma acct wash hony par apni kismat ko elzam ni dena chahe. Forex trading ma knowledge ki kami ki waja sy acct wash hota hai. Forex trading ma jo loss sy mayoos ho jata hai wo hamesa mayoos ho jata hai. Forex trading ma loss k bad hamy apni knowledge ko regain karna chahe. Knowledge ko gain apni improve karna chahe or phr sy apni trade k lae bonus jama karna chahe. Forex ma loss ka matlab ye ni k dunya end ho gae hai. Plz comment???
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

          G bilkul thek kaha apne qismat ki bt ni hoti bs loss profit hota rahta ha apko chahe ke ap mehnat jari rakhe mehnat pe bilkul be compromise na kare agar ap chahte ha ke ap ik kamyab trader bane to loss hone ka bawajood himat na hare or balke phr se mehnat kare or apne apko mazboot bnae agar account wash ho be jae to disheart ni hona chahe phr se mehnat kr ke ap pahle se be zeda bonus collect kar sgte ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

            Yes, forex main profit and loss ka taluq luck say nai hota or na he hum loss hony per khud ko unluvky samjhain, ager forex main mehnat karain or acha experience ho to profit laina mumkin ho sakta hay, jab keh lucky hony kay bawajood ager experience na ho to forex main loss ho jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

              Horror Kyon per kam karte waqt Ham X Ham logon ka account wash ho jata hai uski Sabse Badi reason Yahi hoti hai ki ham log maximum lot size use kar rahe Hote Hain Jo ke Hamare liye beneficial Nahin Hota aap Logon Ne Apni Taraf Se acche se koshish yah karni hai ki kam se kam lot size lagakar Achcha kam Karen aur trading ko Hamesha focus Karen Forex ki market ke andar Agar loss Ho bhi raha hai to aap Logon Ne usko acche tarike se tackle karna hai usko understand karna hai aur usko face karne ke andar aap Logon ke andar acchi takat honi chahie loss ko bahut acche tarike se recover Kiya Ja sakta hai ki ek difficult task nahin hai aap Logon Ne isko acche tarike se perform Karte Rahana Hai To hi aap log successful Ho Payenge
              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
              :)
              (AbdulWahab33)
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

                G hy bilkul thk kha hy jb hmra account wash hota hy is main hnri qismat ka koi kasor nhi hota ya hmri gelti sa hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt sa kam kra ga utna hi kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

                  kismat ka koi kassor nahi hai hmain agar kaam karna hai to hmain khud kaam karna hai agar ham mehnat se kaam marian eg tyo hmain is mein acha faeda ho gha aur ham loss nahi karain ge agar ham loss se bachna chahte hin to hmain kaemaybi mil sakti hai lekin is ke liye hmain market ke trend ka pata hona chhaiye tab ham erarn karian ge is liye hmain demo pe kaam kar ke price action ko seekhna hai ta ke hmain acha profit ho sake aur ham profit kar saken
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma acct wash hony par kismat ko ilzam dena thek ni hota. Rgt @##@

                    ji hun ap sahi khah rahy han k ager humar aacount wash ho jay tu humain apni luck ko blame nhi kerna chahiy bulqy apni mistakes ko recover kerny ki koshish kerni chahiy taky humain future main dobara loss na ho humain soch samjh ker forex main kam kerna ho ga is se humain kamiyabi mil sakti ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X